Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    ji han aap ny saheh kaha hy, maray sath khud aisa ho chuka hy, meen ny 200$ sy trading shuroo ki thi, 3 din meen hi account balance 462$ tuk puhanch gya tu meen over confident ho gya, over confident hony ki waja sy laluch paida hoi, laluch meen trading shuroo ki tu aahista aahista account wash ho gya, ye qisa es lye bayan kya hy ky dosray tamam dost meray jisi mistakes sy buch kur trade kureen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      "Do not fear mistakes. You will know failure. Continue to reach out". Over confidence is a mistake with no mercy, always respect the seniors and don't make foolish decisions it will definitely lead you to a great loss.
      • #378 Collapse

        main aap ki iss baat se agree karta ho kyun k jab bhi hum over confidence hota hain tu hum greedy ho jata hain kyun k jab main forex mein start mein aya tha tu main ne bhut profit ko take ki thi aur main jis ki waja se overconfidence ho ga tha aur muj ko bhut ziada loss dekh para tha iss liya forex mein over confidence kabi bhi nahi hona chaya.
         
        • #379 Collapse

          jee han ap ne sahi kaha hi ke overconfidance ap ko gred ki tarf le ker jata hi iss lye ap ko over confidance se bach ker trading kerni ho then hi app iss main kamyab ho sakoo gye iss main kamyab i zaroroi hi
           
          • #380 Collapse

            g dear main ap ki baat sy agree krn gi k hum mein kbhi bhi apne andr overconfidence nhi hona chahye agr hum main overconfidence aa gya tu smjho hum main gree bhi aa gai jis ki waja sy hum loss main chly gye
            • #381 Collapse

              Salam bhai,aj kal log bht greedy ha wo kisi ko apny ap sa agy nai dykhna chahty wo overconfidence ma ajaty ha to wo asa kar jaty ha jo unhy b nai pta hota lekin sab galat karty ha to hamy saaf niate sa trade karna chahye.
               
              • #382 Collapse

                Bilkul aap ny theek kaha hay, forex marketplace mein trading k liye confident hona chahiye over confident nahi, her matter mein moderation bohat zaroori hoti hay, forex marketplace mein learning aur phir earning proper market knowledge hasil honay sy he milti hay.
                • #383 Collapse

                  ji haan forex trading busienss mein humein overconfidence humein ziyada ter loss deita hai kiyon k iss se hum greed k saath working kertay hain jo k trading mein aik harmful cheez hai jo k aap ko loss de sakti hai.
                  • #384 Collapse

                    without a doubt the correct, self confidence is incredibly good within any good enterprise but when the item evolves into around self confidence, it's very damaging Forex trading, and its compel hype as well as hype is basically harmful with regard to professionals, because of overconfidence you might burning your own all revenue in different time period.
                    • #385 Collapse

                      ji aap ny bilkul theek kaha hy hamin overconfidence lalachi bana deti hy or ham samajhty hain keh ham ko forex treadeing or is ki maarkeet par aabour hasil ho gia hy lykin un ki yeh soch ghalat hoti hy is ko ham overconfidance kahty hain
                      • #386 Collapse

                        ham apni life men koi bhi working kerty hain to us men hamain overcofidence nahi hona chahye kion is se hamain greedness ho jati hai or hamamin is se kamyabi bhi nahi milti hai or forex men hamain loss khana perta hai.
                           
                        • #387 Collapse

                          overconfidence invite greed to mere mutabiq yahi hota hai ke aik to hamen confidence hota hai trading karte hain to confidence hota hai jab ziada profit milta hai to phir overconfidence ka hona hamare liye greed ka peda hona hojaata hai to nuqsaan de hota hai .
                           
                          • #388 Collapse

                            Main forex trading main new hun mery khyal main forex trading main ziada tar wohe loss karty hay jo forex trading kay bary main theak say nahi janty aur wo bina seekhay forex trading ko run kar rahay hay.
                            • #389 Collapse

                              haan ager hum forex main over confidance rakh ker forex main trading kre gain to ham ko forex main loss kaam sy kaam hi hoga kiyun k ager hum forex main confidance ni rakhe gain to hum apna loss wala order khud closs ker ker k account wash kra lain gain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great business where you can earn great profit, if you want to be professional here then you should have to learn it properly, have to trade with confidence and have to avoid greed. You should be confidence to trade but not over confidence.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X