forex me robots use karna .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    i think new trader should not us e robot because it may cause to make balance zero.i always prefer manual trading because it is to handle and monitor my trade as well as my investment.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex men robots ko use nai kerna chahiya hai.. ye hamesha hi nuqsan pohenchata hain.. or wasy be is ka sub se bara nuqsan ye hota hai k banda ko khud kabi be trade kerna nai ati.. un banda bus 1 machine ka mohtaj ho jata hai.. or ye koi achi bat nai hai...
      • #48 Collapse
        usafi سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

        robots use karna risky hia aur forex mein aap aik successful trader ban saktay hain aur mein is business mein kafi years sy work kar ky money make kar rah hoon aur ab mein profiit mein hon aur news trading acha method hai aur mein aik students hoon aur is ko as a part time work karta hoon.
      • #49 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadbilal پيغام ديکھيے
        kon kon forex me robots use krta hai or kia robot trading sahi hai ya manually sikh kar trading krna theek hai ?
        Forex ak bht profitable buisness hai,,or saari dunya main bht popular hai,,mere khayal se hamain forex ka kam krne k lye obot use nae krne chahiyen,,hm agr mehnat se kam kren proper knwledge k sath kam kren experience gain kren to hm bht achi earning kr skte hain,,i think robot use kr k ap ko faeda nae ho ga baalky loss ho ga,,robot use na kren...
        • #50 Collapse

          Dear may to sab ko robot isstimal karnay say mana karta hoon iss say bahtar hay kay aap moving average ya phir bb istimal karien quen kay robot kay liya kam say kam backup 10,000 usd hona chahiya or ya automatic chalta rahta hay matlab agar aap nay robot laga diya hay to phir aap ka computer 24 hrs on rahna hoga nahi to phir jab aap computer on karo gay to phir wo nay siray say entry laga day gaa.
          • #51 Collapse

            bhai jan forex me aap ko robots use karne nahi chahiye kiun ke un se hamesha losses he losses hote hain aap ko is lye better hai ke aap robots ki jagah per khud se trading karen apne mind se soch kar samjh kar trend milne per he trading karen .
            • #52 Collapse

              nhe yeh theek nhe is se ap kki knowledge wahein ki wahsien rehe ge aur age jab ap tradeing krne gein insta forex mein to ap achaw profit nhe kr sakte phir aur rebot use krna spam ha i think is liye behtar hai khud mehnaat kren mehannat mein barkaat hgai
              • #53 Collapse

                if we want to profit consistently, meaning we have also consistently trading, I mean the use of the system, because without it all the harder it seems to be able to know we trading way we are, and we can not test, where the system the most correct. and where is the error
                 
                • #54 Collapse

                  I am new in the Forex market and I am work on the demo account and improve our trading skill. So that I am not say that the robort is good or not.
                  • #55 Collapse

                    If you are welling to use the robots in the forex trading business for making money then you should use it, but i am not with the view to the use of the robots can make you rich but if you can do manual trading then you can make good money.
                    • #56 Collapse

                      Dear trader bht sy log forex ma rebot ka use karty hai or hum kar bhi skty hain liken us sy profit bht kam hota hai time wast hota hai second ap ko forex k bary ma knowledge bhi nahi hota k trading kehty kisy hain.
                       
                      • #57 Collapse

                        dear mein ney 3 dafa trading mein reboot use kiya hey or 3no dafa reboot ney mujy 25 usd ka profit earn kar k diya hey or merey kheyal mein reboot un traders k leye hey jo trading ko manually handle nai kar patey hein.
                        • #58 Collapse

                          forex ka bussines main bhot si asi chezz han jin ka hum ko pata nahi hy jasa ka robot robot aik asa indicator hy jis ki madat sa hum forex ka platform per passa kam sakta hn
                           
                          • #59 Collapse

                            bhai mere kiyal sa forex main rebot ko use karna thek ni ha agar ap k pas aik acha knowledge ha to ap forex ko manual karo ni to ap ko aik profit hoga ni to rebot mai ap loss karoga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #60 Collapse

                              dear friend asslamuaylakum dear ap is me rebot ko bhe use kar sakte ha aur ap ke is mea kam karna cahye ke ap is mea kam kare aur ap ko is se use kar na ke leya karna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X