forex me robots use karna .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me robots use karna .
    kon kon forex me robots use krta hai or kia robot trading sahi hai ya manually sikh kar trading krna theek hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pyara dost lagta hai aap Forex ki duniya main new hain. Main ne kafi arsay say Forex ki field ko join kya hua hai. AGar aap mehnat kartay hain aur apni madad aap kay tehat kutch karna chahtay hain to aap please Robots ki taraf dehaan mat dain. Robots aap ko more than 90 percent loss main hi lay kar jayen gay. Yeh mera experience hai. Ap kabhi bhi robots buy karnay ka mat sochna. Yeh sirf Demo per hamen bewakoof banatay hain. Aap sirf aur sirf apni hardworking aur trading strategy say working karen aur kamyabi hasil karen.
    • #3 Collapse

      g han forex main rapots use krna koe bi galt bat nae ha . . . . agr ham rapots ky bgyr forex use kr rhy han tw ham jo bi kisis bi qism ki tarade kry gyn us trade pr ham chance pr hun gy pta nae yea trade loss krwati ha yan parofit . . . .agr ham aik dafa rapots phar lyn tw shaid hamari trsde schi.
       
      • #4 Collapse

        g han forex main rapots use krna koe bi galt bat nae ha . . . . agr ham rapots ky bgyr forex use kr rhy han tw ham jo bi kisis bi qism ki tarade kry gyn us trade pr ham chance pr hun gy pta nae yea trade loss krwati ha yan parofit . . . .agr ham aik dafa rapots phar lyn tw shaid hamari trsde sahi ho.
         
        • #5 Collapse

          dear ma too manuall trade hi karta ho kabi b raboot ko use nai kia ha is lia muja raboot kabare ma koi zeda experince nai ha ma to manuall ko hi targi data ho.
          • #6 Collapse

            lami nhi hai kay aap forex robot use kero aap pehle forex kay bare me perho kay forex keya hai aur kese use kerte hai uss kay bad aap ko robot ke zaroorat nhi que kay phir aap expert ho jao ge
            • #7 Collapse

              Forex trading kay liye robots use kar sakte hain. lekin robots se loss ziyada hota hai lehaza hamain chahiye keh market main positive pips kay liye first hamain achi strategy talash karni chahiye to hum successful ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                bhai jan mere khayal mn forex per apko manual trading hi krni chahiay kiun k robot trading apko shuro mn to faida deti hai lakin phir achanak loss dena shuro kr deti hai
                • #9 Collapse

                  bhai main to ap ko is ka kabhe bhe mashwara nai doin ga,,is se better yeh hai k ap manual he trade karain kyu k is se ek to ap ko is ke market ka knowledge and experience bhe hota jaye ga and ap ko profit bhe acha hota hai....
                  • #10 Collapse

                    forex men rebort ko bilkul be use nahi kerna chahiya hai kuk is se apka seekhna ka amal ruk jata hai .... ap ko forex ki asa samj nahi aai gi or phr ye bat be hai k is men agar 1 din profit ho ga to next day loss ho jai ga....
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main dosto ham agar apney trade main robot b use karna chhain to kar saktayhain or is key koe momanyat nhe ha . lakin m aray khayal main hamainapney trade ko khod sayhe karna chheya .
                      • #12 Collapse

                        forex may arobot agar ap use na karay to bahtar hay forex may insan jaysa soch robot nahey soch sakta waqtey tawar to hamay nafa day sakta hay lakin hamay kabi profit full time nahey day sakta.... best of luck
                        • #13 Collapse

                          Dear forex mai muje manual trading he pasand hy mai ne abii tak koi b autosoftware traidng mai use nhn kiya aur na he muje aysa karna acha lagta hy es liye ami ap se b kahon ga k ap aysa na karna aur ache se faida hasil karne k liye mehnat karo aur apnii life ko enjoy karo ta k ap acha faida hasil kar sako,,,
                          • #14 Collapse

                            main to robot par believe nahi karta robots bilkul bekaar hain mera khiyal hay k insan ko khud apni analyse k mutabiq trade karni chahiay insan khud achi trha se trade kar skta ahy or behtar andaaz se earn kar skta hay..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bro main nay robot trading ka kafi dafa suna hai but aj tak kabhi robot trading ki nai hai aur main nay is kai baray main sirf suna hai kai robot trading koi achi technique nai hai hamain manual trading per hi amal karna chahiyay isi main hum profit earn kar saktain hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X