forex me robots use karna .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear ma too manuall trade hi karta ho kabi b raboot ko use nai kiabohat se log forex trading mein robot used kerte hain aur proper way mein kam kerte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      G bhi mian ye smjhta hon kay jo log ye kehtyay hain kay hum log robot use kartay haon to hum log is per kam apna boht zida kartay hioan aur proper way main kam karte hain au obhat se log part time kam karte hain aur boht sa log robot used kartay hian
      • #63 Collapse

        g bhai jaan is waqt forex markit main bht sy reboot ap ko mill jaty hain jin ko ap perchaiz ker sakty hain likin ma too manuall trade hi karta ho kabi b raboot ko use nai kia ha is lia muja raboot kabare ma koi zeda experince nai ha ma to manuall ko hi hi best samjhta hoon q k is main koi conferm ni hota k ap ko profit ho ho nga
         
        • #64 Collapse

          main abi yahan par new member hun abi sirf forum posting karta hun trading start ni ki sirf is ki trading lai raha hun isi liya sooooory new member honay ki waja main is baray main kuch b ni bta saktam
          • #65 Collapse

            i think jo big trader hai wo robort wgaira use krtai ho gai kew k robort purchase kiya jatai hai or un ki qemat kafi mehngi ho gi free robort b hotai hai par un sai earning ni hoti or best to ye hai hum khud trading krai manual ta k forex ki sari working ko asani sai seakh sakai or manual trading sai kafi earning hoti hai or khud learning kr k trading ka maza he kuch or hai.
            • #66 Collapse

              Mere khayal se tu manually trading ziada behtar he kio ke robot Kia Kare ga is ka humain Koi andaza nahi hota lakin manually hamin Pata hota he.
               
              • #67 Collapse

                forex mein robots use karnay se ap ku forex mein loose he loose ho ga kosis kary es mein kaam kartay waqt manual he trading karay ap k liye money earn karna easy ho ga
                 
                • #68 Collapse

                  Dear mere kheal se hmen is business me kabhi bhi robot ka use nahi karna chhaye kyun k robot k use karny se hmen is business me kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me hmeshah mannual trading karen robot nah use kareen
                  • #69 Collapse

                    Automated forex day trading robots are available for traders to purchase over the internet. It is important to note that there is no such thing as the "holy grail" of trading systems, whether automated or not. If the automated system being sold was a perfect money maker, the seller would not want to share it. This is why big financial firms keep their "black box" trading programs under lock and ke.
                     
                    • #70 Collapse

                      Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha forex trading m rebot use ni karna chae ha mannul trading best ha rebot trading m loss both hota ha mannul m best fayda hota ha
                      • #71 Collapse

                        Forex trading ek business hai or is main boht say traders robots ka istemal karty hain lekin meray khayal say robots ka istemal karna tarding main boht harmful hai is tarhan robots kay istemal say hum robots kay he depended rehty hain or khud say trading nahi kar paty hain or hum kabhi bhi market ki analyzing nahi kar paengy is liye mere nazdeeq yeh zaroori hai kay hum khud say manual trading karain na kay robots ko apni trading ka hissa banayen.
                        AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                        • #72 Collapse

                          robot itna kam nahi kartey hain jitna k menual trading ap k kam ati hai aur is sey ap ko jo faida hota hai wo robot sey nahi hota hai
                          • #73 Collapse

                            gee friends mere kheyal se to manually trading zeyada best hai .... q k agr hum robots se trading kren gy to ye tachnicals trading ho gi or es ka koi pata ni ho ga k ye kb loss me chali jaye or hamen reson ka b pata ni chaly ga or agr hum manully krty hn to hum ak acha profit hasil kr skty hn or jldi kamiyab ho skty hn .....
                            • #74 Collapse

                              mery dost main ap ko bilkul reboot ka mashwara ni doon ga lagta hai aap Forex ki duniya main new hain Main main ny kafi dostoon sy suna hy k reboot loss karty hain AGar aap mehnat kartay hain aur apni madad aap kay tehat kutch karna chahtay hain to aap please in chakkar main na parain ur manaul trading karain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Assalam O Alaikum, Jo log forex main robots ka use kertay hain wo apna time aur money waste kertay hain. Robots ke use se aap ki skills improve nahi hoti hain aur aap ko markets ka koi experience gain nahi hota hai. manual tarding main experience hasil keren.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X