ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    merey nazdek forex main fail woh insan hai jo es ko seriously nai leta our jis ka pass knowledge nai hai jo trading k barey main sab kuch janta hai market ka analysis karna aata hai to woh insan fail nai ho sakta hai our jis ko kcuh pata hi nai logon ka kheney par chal pharta hai us k liye trading karna bohot mushkil hai us ko loss hi hota hai koi kam seekey bagair nai karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Over volume is very effective to wash you trading account in very short time. Agar apki trading strategy bohat achi hai tab bhi aapko apna volume normal rakhna chahiay. Over volume forex me aisy hi hai jaisy aap khud apny pao pe kulhaari maar rhy hain. Lehaza khud ko normal rakhen or normal trading karen.
       
      • #303 Collapse

        How all the library had access to rare books. Now I'm going to break this bond. All of the class my friend was sad. They are looking at each other with sad hearts. So I figured it was lost in thought. On The Other Hand,
        • #304 Collapse

          Forex me failure ki asal waja over volume hona hai jiski waja se hum bar bar apny accounts ko destroy kar dety hain over trading Forex ka major problem raha hai or hai is se tab hi bacha ja sakta hai jab tak hum apny PC ki screen se off nahi hoty.
             
          • #305 Collapse

            Forex treadik aik risky business hai is me apko lalch se e zada loss hota hai mere khayl se apko tread krte waqat is ko dil se nikal dena chaye take ap is me achi tread kr sake q k j tak ap k dil lalch hoga ap is me earn nahi kr sakte ho or lalch bht buri bal hai ,
             
            • #306 Collapse

              forex main asal failure i think asal nakaami jo hoti hai to wo ye ke experience na lena hota hai experience banana parta hai aur istamaal karna hota hai aur greed ko khatam karna parta hai .
                 
              • #307 Collapse

                merey khayal sey forex mey asal failure wo hey jin ko is business key barey meu kuch bi pata nahi hota magar wo pir bi is business sey profit ki expectation kartey hey or losss pey loss hota rehta hey uska
                • #308 Collapse

                  Dear forex may failure jaldbazi or greed hay jiss ki waja say aap bari bari entries laga day tay ho jo kay aap ko aik single days may acha backup bana dayti hane laykin aglay din aap ko doba dayti hane.
                  • #309 Collapse

                    It is generally known that the failure of most forex traders . In fact , it is 96% of forex traders lose money and risk management quitting.i think last estimate is the key to survival . You can be very efficient, a merchant and can still be removed by poor risk management . The number one job to make a profit , but rather to protect you . It gets depleted as your capital , ability to make a profit is bad .
                    • #310 Collapse

                      I think lack of knowledge and greed is the reason behind loss in forex trading. Many traders loss here become of over confident in trading. So we need to avoid them. Happy trading.
                      • #311 Collapse

                        In my point of views failure is those person who have not enough knowledge and experience about the forex, if we want to gain anything from the forex I have to get the get the great number of knowledge experience, and need to remain patience.
                        • #312 Collapse

                          bhai forex mein fail wo log hotay hain jo k lalach kartay hain.q k lalack chakar mein wo log wo bhi hath se gawa beathtay hain jo profit un logo ne earn kia hota ha.is liay 1 din mein jitna ap ka target ha wo aghar ap ko mil gaya ha to ap usi per sabar karain.
                           
                          • #313 Collapse

                            Asal main forex main dailure zada lalach ki waja se hota hai. log ziada paisa kamane ke chakkar main jaya hua paisa bhi gawa dete hen aur akhir main unhe sirf nuqsan hi nuqsan hi hota hai. eslye humen lalach nahi karni chahye
                             
                            • #314 Collapse

                              Humara asal failure he humara greed or humarai mistakes jin ko hum serious nai letay or trading kartay rehtay hein or jab humein nuqsan hota he tab humein idea hota he k hum ne mistake ki or greed ko involve kia agar in se buch jayin to humarai kamyabi he.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                janab forex trade businiss mean kafi risk hai esa unhe ese start karne se pehle samjadia jata hai or phr mera mana hai wo jub bar bar loss karte hain tu unhe ye nhi pata ke shad ye sub unki likng ki waja se hi ho raha hai......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X