ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
    asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
    dear forex mai work karnay k liye ap ko yai janna zaruri hai wo kon say methods hain jin ko ikhtiyar karnay say hamen loss ho sata hai , in methods ko ham kam kar k ham forex mai faliure honay say khud ko bacha saktay hain , jesa k greed or shortcut methods ko use kar k hamen faliure honay k chances zyada hotay hain is liye hamen in methods say bachna chahye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      When Trader do not Maintain Trade Discipline, When Trader donot make a Plan, Having Unrealistic Expectations or Poor Risk and Money Management, Greed is also a main reason to fail...
       
      • #243 Collapse

        yar aap ka sawal bhot he auch ha jab logo ka pass forex trading ka knlowedge nahi ha aur wo apni money ko loss kar daty ha tab ya kahty ha ka forex se koi fida nahi ha asal ma un ko trading ka knlowedge he nahi ha.
        • #244 Collapse

          mery khayl am forex ma sal failaur ya ha ka jb apa pny loss sa saq na seekn aur ap ko bar bar loss hota jahyn ,loss sa agr hm sabq nae seekn ga to kbe kmeyb nae hon aga
             
          • #245 Collapse

            g haan sahi kaha aap ne forex mein aksar aise hi hota hai ke humko profit aa raha hota hai aur hum chahte hain ke thora aur order profit mein aa jaye phir cut karte hain lekin wo aik dam se sara profit gayeb ho jata hai phir wait karte hain aur again jaldi profit mein lot aati nahi isi liye take profit ke saath saath humko stop loss ka bhi use karna chahiye ta ke humara zeyada loss na ho
            • #246 Collapse

              g apne acha sawal kiya hai mera ye manna hai ke asal me wo log forex me fail hote hain jinko ziyada pese kamane ki lalach hoti hai or wo apna loss kar bethte hai to mere do forex trading ek bht ghera samandar hai is me bht gherai hai or agar apko is ki malumat hai to ap isko kabi chor ke jane ka faisla nai kare ge ok mere dost...
              • #247 Collapse

                Insan jab apne emotion per kabo na kr paty hai aur emotion ki waja se galt faisly leta hai aur apna loss krwata hai, aur jab usko loss hota hai tou usse us k andr ka self confidecne b khtam ho jata hai aur confidence khtam hone ki waja se wo trade openly nahe kr pata aur jiss se wo trade main fail ho jata hai just apne emotion ki waja se..
                • #248 Collapse

                  mara nazdek forex ma failure boht hi simple ha ka log forex ma learn ka bgar hi enter ho jata ha jis ki waja sa wo log loss katta ha una chaea ka wo pahla acha sa sekha pher enter ho.
                     
                  • #249 Collapse

                    forex business me failur asal me ziada lalach ke wja se hota hy wo log jo ziada lalach ke chakar me par jaty hy js ke wja se wo fail ho jaty hy aur unho ne jo profit kmaya hota hy wo b khatam ho jata hy esy lye lalach he sb se bra forex busines me failur hy
                    • #250 Collapse

                      forex main fail hony ke sab say bari problen study na krna acha experience na hona he hey q k sab traders study kiay begain forex main trading krty hen or phir inko loss ho jta hey lakin reason learning na krna hey hey final..
                      • #251 Collapse

                        janab ya baat ap na achhi shuro ki ha asal mane is forex ka koi end nai ha sirf un logon k liay end ho jata ha jo apna sab kuch loss ker latay hane , lakin ya loss apni hi ghaltiyon sa kertay hane kisi ki waja sa aysa nai hota
                        • #252 Collapse

                          1st koi b kam karin us k liyeh hard working, skills aur Experience zzaruri hai, aur forex main learning aur experience ka bagir trading karna muskil ha, baki forex main greed aur emotional trading nai karna chaiyh, plan bana k target set kar k trading karin aur close kar dain...
                           
                          • #253 Collapse

                            asal me failur wo he jo k loss kare ure bar bar wo hi mistake karta rahy, na uss k pass learnnig ho ure na uss ko informations ho na wo wo hard worker ho tu asie log kamyab nahee ho sakty , faill ho jayn gy. so do work hard
                             
                            • #254 Collapse

                              I do not make listened to on such symptoms. Well, if anybody indicators are usually accurate they would be value trying.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                mere khyal main forex main asal nazdeek failure hai to ye hai ke ziada greed karna greedy rehna yahee waja hai jo aik trader ko trader banne se pehle uss ko nakaam banadeti hai .
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X