ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    mery nazdeek to failure is kaam ko chhorna hai.agar aap ko loss hoota hai to ye failure nahin hai.start main sabhi ko thoora boohat loss hoota hai or is waja say hum trading to nahin chhor sakty hain.is liey agar forex main kaam kar kay earn karna hai to issy seekna hoga.agar learn kia jaye to hum zyaada earn kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      on forex failure is not to lose just your money forex trading is like a game of mind failure is also that you dont have an idea of using forex trading so that a big loss of trader not just money.
      • #213 Collapse

        sir sub say bara failuer aap apny real account man ap lahlich kar jaty ho jis say aap ko bouht bara noqsan ho jata hai or aap profit ne kuma sakty ho
        • #214 Collapse

          as for my opinion traders are fail due to their strategy .Make trades completely impulse.No need to be greedy.
          • #215 Collapse

            mera khiyal bhi yehi ha k jbham ziada earning ki koshish main ziada trades krty hain to us time ham market ki movement ko kam dakhty hain or hamara loss bhi hota jata ha market haja mahi nah against ho jati ha loss ki wajha se ham trading man fail ho jaty hian
            • #216 Collapse

              forex main unsafe game failure ha lalach bhi loss ki basic waja ha
               
              • #217 Collapse

                Trading main failure ki kai wajoohat hain i.e. overnight ameer hona, greed, less knowledge, in sab baton ki waja sy failure hota hata, aap dekh lain successful traders b ici marketplace mein hain aur nakaam traders b hain, difference hay to sirf knowledge aur confidence ka.
                   
                • #218 Collapse

                  mere nazdiq forex ka failur wo hai jo is bare me sahi malomat nai rakhta ,is lye sab se pehle hamain is ko sekhna chaye us k bahd ham is ko sahi tair paer chala sakte hai
                  • #219 Collapse

                    bht dafa log forex ma phli bar he loss kr k is market ko chor data han mara khyal ma ya wo point ha jb wo log galat karta han or bht sa log asa hota han k wo forex market ma bht bar loss krta han but wo bar bar try krta han or ak time pa wo successful hojata han mara khyal ma jab koi trader bht sa loss kra or apni galti sa learn b na kra to wo time ha to leave forex market
                    *** ThUnDer ***
                    • #220 Collapse

                      meru nazdeek forex ka asal mai ye falure hai k is mai kam karny ka theek plan nhn hota hai is mai kam karny k liya ap k pas ik behtreen plan hona chae hai jo k ap k liya best hai
                      • #221 Collapse

                        For my point of you if you are making a decesion in a hurry without a proper and with having the proper and best knowledge from the market you will face the real loss from the market in forex . You must make the proper and timely plan in the market to get your goals
                        • #222 Collapse

                          forex kay nazdeek asal matter ye hay kay ham yahan per boaht he jaldi ameer hona chahtay hain aur is terha ham baray order laga daita hay hain aur nuqsan honay ki sorat main hamara capital bohat he jaldi khatam ho jata hay aur loss ho jata hay
                          • #223 Collapse

                            i agree with you hat loss is not failure and we should not take loss as a very serious issue the main issue that whey traders think that now we should leave the trading business now the reason for this is that they earn a huge loss in their first trading and they become more disappointed and they do want to trade again so they leave the trading business
                             
                            • #224 Collapse

                              dear friend asal chez jo hmsha failure ka bais banti hai wo hai ziyada greed aur dosra bena learn kiye bgair knowledge k trade kerna aur phir loss ker k maaios hoker beth jana ye he wajohat hen failure ki aur men nahi smajhta k agar koe bhi trader in teno chezon ko sath lekr chle tu fail ho skta hai forex men
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Mere nazdeek to failure koi nhi ha insaan ka apna failure ha k wo withdraw experience trade krta ha q k kisi b business ko krne se pehle expeirence lazmi ha to jb tak experience nhi hota tab tak ap kuch nhi kr skte to pehle apko experience lena chiey phr krna chiye trade

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X