Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    g han ye such hai k forex ko bhot say log join kartay hain lekin wo is ko bhot juld ya to khud chor detay hain ya halat khatam kawa detay hain.me to kahon ga k wo log apni zindagi ka sub say barha nuksan kartay hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      han ji aesa hi hota hai ke join bohat log karte hai per successful log bht kam hai uska main reason ye hai ke forex koi aik juwa nahi hai jaha bs luck pe ap depend karo forex me luck se kahi ziada zaroorat experience aur skill ki hoti hai aur market knowledge agr hamara pass ye 3 cheeze hongi to hum araam se forex me successful hoskenge other wise hamy bhi jald hi out hona par jyga.
      • #228 Collapse

        because of passion jis trader my experienced, income and good skills get karny ka passion hota hai wo aram sy successfull ki list my a jata hai but jo knowledge hi na get pay tu wo is kam ko nh kar skata..
        • #229 Collapse

          je haan bahe jan yea such bat hay janab je .kafi asay log haan jo forex pay atay haan aur phir is ko chor kay chalay jatay haan. us ki waja yea hoti hay kay wo log kam ilm main trading start kartay haan phir loss uthatay haan phir chor jatay haay is leya trading kay leya acha knowledge hona zarori hay
             
          • #230 Collapse

            Forex trading aik bohat he risky busess hey or ais may success bohat he mushkil say hoti hey q kah kamyab woh he hota hhey jis kay pass forex trading ka knowledge or experience ho ga woh he forex trading may kamyab hota hey werna akser log ais may loss he suffer kartay hain.
            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
            • #231 Collapse

              aik tou earning us time ho gi..jb ap forex per ayen gye or kaam b kare gye..with requirement......that case u earn money...agr ap roz atey hain oor kaam kartey hian per kamyaab ni hia is liye kun k ap shaid kaam ko smj kar slove / n work ni kar rhe..
              • #232 Collapse

                Jaisay k ye technology k daour hay. Aur ye baat boht se loog jaantey hein k forex pe kaam kernay se aadmi boht kuch kama sakta hay. Is leay boht se loog daily forex pe aatey hein. Lekin koi b kaam time na dainay ki waja se flop ho jata hay is leay loog jaldi ye forex choor jatey hein.
                • #233 Collapse

                  bhai jee zahri see bat ha jo log ziada earing k chakar ma aty ha or aty hi do number tareeko k sath pesa kamany ki koshih karty ha ya onko pata ni hota k forex trading ma kam kesy karna or wo apna kam illam rakhny ki waja sy apny time ka or apny peso ka bhot sara nuqsan kar bethty ha jis ki waja sy wo pher foer ko galt kehty, or ye galt bat karty ha
                   
                  • #234 Collapse

                    Yes you are right that many people indeed join forex.trading every day but only some turn out to be successful, I thnk tjis is tbe way things work some get success by hard work and some due to lackness in several factors so it is a matter of a lot of things that count which lead people to quit trading.
                    • #235 Collapse

                      bhai jee khuch log ye hisab karty ha k nach na jany angan terha, or pher bad ma ye bee keh dety ha k angor khaty ha jab k kahi pa bee angor khaty ni hoty kam to karna parta ha or pher kam karny k bad hi pesy milt ha na, esa to kahi pa b ni hota kay ap farig bethy or roti tak khany k ly apko apna muu na kholna pary, is ly ma sab ko ye mashwra do ga k ap dil lga k kam kary or mera ajj first dat ha ma b dil lga k karo ga
                       
                      • #236 Collapse

                        Kaafi log forex trading main aty hain aur iss main apna lose krwaty hain jis se wo dilbardashta ho kr isko chor jaty hain unka self confidence khtam ho jata hai forex trading main, becuase wo yeh samjh bethty hain k forex trading main earning ki opportunities bht kam hai aur lose bht ziada ho jata hai yehi waja hai un k chorr jany ki lekin jo log mehnat krty hain aur knowledge hasil kr k trading krty hain wohi achy trader bnty hain
                        • #237 Collapse

                          han bht se log forex pe a te hai our log es liye kam succesful hai q ke kisi ko forex pe yakeen nhe karte log jante bhi nhe ke forex hai kya es liye kam log successful hai..our forex ke liye bht serious hona chahiye forex mein faida bhi hai noksan bhi hai
                          • #238 Collapse

                            bohat se log forex pe aate hain aur bohat se kam log success hopaate hain jo log sucess ho nhi paate hain un ko knowledge nhi hoti iss liye sucess ho nhi paate hain .
                               
                            • #239 Collapse

                              ye baat 95 percent hi true ha q ke log forex me ate hain to bas pasie kamne ki krte hain, , bhari lot dkh ke lagao, or daily ak target rkho ap apna, jb target pura kr lo phir ap trade na karo ...... Bus knoeldge os zaroorat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Boht se trades daily forex karty hein or kamyab wo hoty hein jo apny bnay huy rules ko strictly follow karty hein, or wo nakam hoty hein jo apni mistakes ki wja se loose karty hein, kamyab trader ko experience ho chuka hota he k trade kab or kesy karni he.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X