Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    salam my dear friend ap ki bat 100 percent sai hai ka forex par log bari kush kushi atey hain our apna loss kar ka chor ka chalaey jatey hai es ki ek to ye waja hai k logon forex ka bara main kuch information hi nia hot our woh kam to kartey hain mager losss main chaley jatain hain es k liye sab se pheley forex ko jana our es per kam karney k liye mustakil mezaji bohot lazmi hai waran losss hi losss hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g han bht sy log forex main ate hain par kamyaab kuch log hote hain kyu k kafi zayda log ismain bina learning k ate hain. or bina is k bare main kuch jane earning chakkar main apna paissa invest kardyte hain, jis ki waja sy baad main unhe loss hojata hy
         
      • #198 Collapse

        han bilkul apki bat sahi hey forex main bohot sarey log atey hain aur jatey hain but is main successful just wohi hota hey jo forex main achi trha se knoweldge aur experience rakhta hey aur is main fully confidence ke sath witout greedy work karta hey.
         
        • #199 Collapse

          dear to join forex trading is not a key point for becomming a successful trader i think that and i would like to share with you that to pay attention in learning forex trading and to trade on demo account is the key to success
          • #200 Collapse

            yh sunny ki bat ha lakin koi asl bat nhi batata ha. forex main bht log earning hasil kr rhy hain. aor kch nhi bhi kr rhy hain. lakin agr koi ihtiat sy kam krta ha to bht kuch earning kr skta ha.
            • #201 Collapse

              wo just ziada earning ka sun kar ate hain. lekin interst aur focus na hone ki waja se wo forex men ziada der tak rahe nahin pate. aur jo forex men interst lete hain aur apna sara focus trading ko dete hain wo is men rahe bhi jate hain aur ziada tar kamayab bhi hote hain.
               
              • #202 Collapse

                dear ye baat app ny sahi kahi forex trading m aksar log loss karty hn, ess ky kafi sabab hn, en m sy kuch ye hn.
                1. greed (lalch)
                2. jald bazi
                3. kowledge ki kami
                4. over trade.
                5. fear (daar)
                6. experience ki kami
                agar new trader ky hisab sy dekho tu lagta hy ky forex trade bohat aasan hy or demo account m profit kar ny ky baad har koi real account m try karta hy, jab ky emotion demo account m nh hoty or real m emotion ki waja sy nakam hojaty hn or loss kar beth ty hn.
                 
                • #203 Collapse

                  jab ap apna total focus aur interst hi forex men na lo to ap ko trading aik bor aur bhut hi risky buisness lage ga. amoman tama log just is ki ziada earning ka sun kar forex ko joinkarte hain. lekin is men apne focus aur interest ko na pa kar wo forex ko chor dete hain.
                   
                  • #204 Collapse

                    han ye bilkul thk baat hy k kafi log forex ko join karte hain but bht kaam log trading main success ho pate hain iski wajah ye hy k log isko join karne sy pehle isk bare main na learning lyte hain or na hi knowledge jiski wajah sy wo loss main jate hain
                       
                    • #205 Collapse

                      Forex trading mein anay walay wo log kamyab hoty hain jo pori mehnat say Forex ko learn karty hain aur es pay kam karty hain.Aur Forex market bhi unhi ka sath deti hai jin k dill saaf hoty hain aur jo log mehnti hoty hain....
                      • #206 Collapse

                        kiun ke wo mahnat or dil laga kar forex per trading nahi karty or aisy hy trade karty rahty hain is liye bohat kam log successful hoty hain
                         
                        • #207 Collapse

                          aksar loag iss liye successful nahi hote kyon ke un ke pas knowledge nahi hota aur experience bhi nahi hota aur loss krte hain jis ke bad un mein se kuch loag dobara join nahi krte lekin kuch loag apne greed ki waja se loss krte hain
                          • #208 Collapse

                            Mere bahi Forex trading business ko join kerna to bhot easy hai mager Forex trading business mein success hasil kerna bhot difficult hai.Humain Forex trading business mein success hasil kerne k liye bhot hardworking ki zarorat hoti hai aur is k sath sath knowledge aur experience bhi successful hone k liye zarori hai.
                            • #209 Collapse

                              Asal mein jo log forex mein apna capital invest kr k within a week forex chorr k chalay jatay hain un k paas proper market knowledge nahi hota ya unhen zabardasti is forex marketplace mein laya jata hay is liye unka interest nahi hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                bikul theak keh rahay hane ap aysa hota ha lakin aysa hota is liay k ya log bus trading kerna jantay hane samjhtay nai hane k ya ha kia kasay earn kia jata ha or kiyon loss hota ha , ager ya malomaat pori rakhan or demo account pa prectice karan to loss nai karan ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X