Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes brother ek to ye bhut slow kam chllta hai bore bhi kerta hai mgr kia kery money is money everyone is need for that purpose hr koe kaam kerta hai mgr kooch rehjaty hai mgr kooch to bhag jatty hai ye to shak nhi jesy kam kam ker ky tang agya ho mgr abhi tak 9 rupies bany hai ku kai experience nhi hai acha na islea mgr I am trying still :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex trading me really bohat say trader hardworking karty hai.But wo successful nhi ho patay.But forex trading me success one day me nhi milti is me ap ko bohat hardworking karna parti hai.Or time kay sath hi ap ko is me success milti hai..
       
      • #78 Collapse

        ye bat thek ha k har kisi ko success nai milti. success ap par depend karti ha k app ko forex k bary main kita knowledge ha . or app is par work ko kis tara manage karty ho. New comers ko bohat kam success hoti ha is tra sab ko chahea k is ka pehly knowledge hasil karin phr app ko success zaror ho gi.
        • #79 Collapse

          jee han kuch logo forex ma daily used karta ha aur successful be hota ha forex ma this good job for you people like this job at home
          • #80 Collapse

            log forex par any sa pahly demo trade ma trade nahi karty ha jis ki waja sa wo successful nahi ho paty ha ager wo real trade start karny sa pahly demo account ma trading ka experience gain kar lay to un ko real trading ma kafi faida ho ga or wo capital ka loss sa bachjay gay
            • #81 Collapse

              Aisa isliay hota hy k wo market ko theek tarah say samaj nahi paty, jis ki waja say wo log loss kar jaty hy.Kai logo main wase hi patience factor kam hota hy wo sahi tarah say seekhy begair real trading ki taraf a jaty hy. Patience or consistency aisi khobian hy jis say insan bohat agay ja sakta hy lakin yay khobian bohat hi kam logo main pai jati hy.Forex k liay yay dono factors bohat mani rakhty hy.
              • #82 Collapse

                Han g aisa hta hoga.mera b aj phla din hai forex per lkn mje guode kia gaya hai ub aik member ko pata hi ni hai k forex p kam kese hoga then wo kese earn kary ga zahr hai phr wo chor hi dy ga forex
                • #83 Collapse

                  Forex Ka Kaam Itna Bhi Asaaan Nai Hai Q K Log To Boht Aty Hain is Website Pe Lekin Kuch Ko is Webste or Software Ki samajh Aati Hai or Kuch Logo Ko Samajah Nai Aati So is Liye Jinko Smjh Ati Hai Wo Yahin Rehty Hain or Baaqi Chor Dety HAin
                  • #84 Collapse

                    Jab trader trading mai fail hota hai tu us ki reason koi or nahi trader kudh hota hai.Trader apni mistake se he trading mai loss karta hai.Es leye jab trader learning karta hai or apni strategy ko banata hai acha experience gain karta hai tu us ko follow jab tak karta hai woh kamyab rehta hai lekin jab trader lalach ya gambling karta hai tu woh trading mai fail ho jata hai or us ko nuqsan othana parta hai.Es leye trading mai trader jo successful rules banata hai us ko follow jab tak karay ga kamyab rahy ga.
                     
                    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                    • #85 Collapse

                      nahe asi bat nahe hay jin kay pas kam knowledge hota wahe nakam hotay haan jin kay pas knowledge hota hay wo kamyab zaror hotay haan
                       
                      • #86 Collapse

                        mere dost jo bhee log forex business main aaa kr kaam bhe achi tarha se nai sekhty or live account main trading shoro krty hain wo yeh smjhty hain k ham forex main expart hogaye hain g but forex business main success hony k leye buht se mehnt or time zaror lgta hai gee ,,,,,
                        • #87 Collapse

                          Dear ye bat thek ha k daily bhut sy log forex ko join krty ha or kuch diono bad loss ma ja kr us ko chor daty ha. is k waja log forex k bary ma knowledge or experience ni rakhty agr un k pass knowledge or experience ho to wo bhut jaldbazi krty ha. jis k waja sy wo loss ma chaly jaty ha.
                          • #88 Collapse

                            hum bilkul dekh sakte hain k har koi kamyab nhi koi winner hai to koi loser so dosre business mein success ka kaam zyada hota hai but yhan success haasil karne k liye boht mehnat ki cheez hai kyon trader ban jana masla nhi balke acha trader ban jana yeh problem hai
                            • #89 Collapse

                              DEar forex aik aisa business hy jis ko har koi join karta hy lakin is may success wohi hota hy jis nay demo pay ache say practice ki hy and proper knowledge and experience hasil kiya hy wohi log ziyada success hote hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                haan yeh sahi bat hai k buhat log atay hain aur kam bhi kartay hain but success sirf kam hi log hotay hain yeh isi liye k un k pas puri knowledge nhi hoti aur na hi experience hota hai isi liye wo sucess nhi hotay but may yehi kahoga k forex may anay say pehly isay sekhay then start karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X