Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g haan jnab is main success huny k liye is main knowledge and experience ki zarorat hoti hai is mainager ap k pas acha knowledge and experience hai to ap is mai asani k sath success ho sakty hain and is main ager ap k pas acha knowledge and experince nahi to ap success nahi ho saky gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      iss ki ye wajah hy k log iss per poor consideration se kaam kerte hyn or market me lose ho jata hy or phr wo dobara iss me aana pasand nai kerte, forex me success hasil kerne k liye hum ko iss pe consideration or satisfied se kaam kerna ho ga, taa k hum iss me success hasil ker sakein naa k nakaami ye lose ka saam'naaa kerna pare
      • #123 Collapse

        Is ki waja yeh hai kai forex aik risky business hai and bohat sai log isai asan samajhtai hai. Aik new trader ko live market mai anai sai phelai demo account par practice karni chaiyai and forex kai barai mai important information hasil karni chaiyai then usai real market mai kadam rakhna chaiyai.
        • #124 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: moonstar4855 پيغام ديکھيے
          thek kha ha ap ny dear bohat sy new log is business main daily atay hain lakin kam he log successful hoty hain waja is ki siraf atni ha kyun k un logon ko proper knowledge nhi hota k kis wakat trade karni chahe or kab nhi karni chahe mean ka kon sa time best ha trading k liyay.
          Han bhai apm nje sahi kaha ke jo log is kaam me new aate hain unko bilkul bhi proper knowledge nahi hota ke kis waqt unko trade lagana hai wo bus jald baazi me trade laga dete hain.
           
          • #125 Collapse

            bohat se meri tarah ke log Pak forex pe atey hein lekn bohat kam hi struggle kartey hein es le vo kamyab nehi ho patey her kaam ko time aur struggle chaye hoti hai kuch ko physically steuggle kuch ko mintally
            • #126 Collapse

              janab mery nazar me as ke waja ye he ke wo log earning ke lye direct real account use karte hain jo ke achi bat nhe q ke an ke pas knowledge or exprencess nhe hota lehaza wo apna tamam dospit loss kar ke forex chor dete hain or pher an ko forex hard lagta he
              • #127 Collapse

                forex trading ko buhut say log join kertay hay lakin profit har koi nahee kamasaktay kio k profit kamane k leye experience or knowledge kahona buhut zarori hota hay.jitna zyada knowldge hoga otna zyada ham profit kama saktay hay.
                • #128 Collapse

                  mere bhai kyu ki wo log over confident hojate hain or is business ko without knowledge or experience ke approach karne ki koshish karte hain jis ki result main unhe loss face karna parta hai...
                   
                  • #129 Collapse

                    kyun ke un logon ke pas utna knowledge nahi hota is business k barey mein phr bhi woh yeh business karty hen tabhi woh successful nahi banty aur jiky pas knowledge hoti hai woh success hoty hen.
                    • #130 Collapse

                      WO is liye k har kui kheta hai me ek raat me rich ban jaon magar is trahan se nahi ho sakta hai har kui ek raat me rich to ab nahi ban sakta hai is k liye aap din raat ek karna hota hai is liye wo nahi kar patay hyn phr chor jatay hyn .
                      • #131 Collapse

                        forex pa bohat sa log ata hai lakin bohat kam hi aisa hota hai jin ko kamyabi naseb hoti hai yah kamyabi un ka kadam chomti hai is ki waja yah hai ka woh soch samj ka trade nahi lagata na kisi experience ki base pa trade lagata hai balka woh is ma tuka marta hai jis ki waja sa woh kamyabi hasil nahi kr skta aur un ka loss hu jata hai
                        • #132 Collapse

                          yes many people come to forex but fail coz thay dont have enough knowlege about the forex trading market and have not enough experience about the forex trading market so they dont know how to manage the forex account.
                          • #133 Collapse

                            m new here soo i dnt have any idea... but mjhy abhi tak to forex easy lag raha hay... or without knowledge to app kahi b successfull nahi hote jab tak apko sab pata na hoo or app work na karain... forex mai success k liye time dena parta hay..
                            • #134 Collapse

                              bohat say log forex main aty hain but kuch hi kameaab hoty hain is ki aik bari wajah ye hai k logon main patience kam or greediness ziada paya jata hai jis ki waja sy wo jald bazi say kam ly k apna hi loss kar laity hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                i think forex me seccess gain karna bhoht mushkil hai and i think traders can control their loss by having good money and risk management.. they should go with the situation and must have patience.so forex is very lovely business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X