Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
    mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
    Kafi sari wahein hein kay boht se log forex ko join karty hein or within few days apna sub kuch luta kay chalay jaty hein ye wo traders hoty hein jo apny greed ko control nai kar patay or aksar wo hoty hein jo ye chahty hein k aik he din me boht ziada earn kar lein or over trading akrty hein, or kuch ko to forex ka bary me ziada ilm bh nai hota wo b invest kar k trading start kar dety hein jis se un ko loss ho jata he.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      main aap se puri tarha itifaq karta hun forex trading aik bohet hi mushkil work hai aur bohet se logh samajhtey hain k ye asan work hai aur wo bghair training k iss work ko start kar daitey hain jiss ka result to phir loss hi ho gha jo b forex join karna chahta hai pahle iss k barey main thora parhey to sahi iss ko satey bazi samajh kar trading na karey k tukka bazi hai lagey raho profit miley gha ye ghalat hai.
      • #93 Collapse

        apko forex pe kam karne se paihele apko is k bare me taleem lena cheyee taki app is me achi se kam kar sake apko forex market k up down k bare me jankari hasil karke achi se is market k bare mey janke hi tred karna cheyee aur apka emotion ko control karke tread karna cheyee
        • #94 Collapse

          G ha bohat say log forex ko join karte hain lakin km log success hote hain wo is liye kay un kay pass knowledge and experience nai hota and na hi unho nay demo account ko learn kiya hota hy is liye wo nakam ho jate hain.
          • #95 Collapse

            gee han dear aap ne belkul thik kaha hai bohat say log forex ko join karny ka suchty hai agr un ko forex join karny ka iak moka milta bhi hai to wo khud kho dety ha kehty hai ye kam ham ne pehly kabhi na kiya hai na kary gay likin jab wo karna shoro ho jaty hai phir un ko bohat asan lagta ha phir wo forex ko kabhi chorna hi nahi hahte phir is mian wo successluf ho jaty ha
            • #96 Collapse

              han ye bat sach hai. hr kisi ko success ni milti jo mehnat krta hai dill se kam krta hai apna experience use krta hai wohi successful trader bn jata jo sirf shooq k leye ata hai. wohi log bhag jate hain.
              • #97 Collapse

                Bro lakahun ki tadaar men logg aese hen jo investment le kar tou ate hen aur loss karwa dete hen aik tou ye ke unke pass koi experience nai he aur ye ke dosra forex men har aik ko ijazat he ke join karsake istrah jo invest karta he uske pass experience nai hota aur wo loss karwa deta he
                 
                • #98 Collapse

                  bhai iski kch wajuhat hai k log pehle isko bht aasan samaj kar aate hain per jab yahan aate hain or dekhte hain iske liye bht mehnat karni parti hai ab jo log wo mehnat karte hain isme aage barhte hain warna baki log chor dete hain....
                   
                  • #99 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                    mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
                    Yeh to such hay k bohat saray log forex market may atay hain, aur yeh bhi such hay keh bohat thoray success hasil kartay hain, lakin aik cheez ki wazahat kar do keh jo log success hasil kartay hain wo log wo nahi hotay jinho nay abhi join kia hay, wo log wo hotay hain jo bohat pahlay join kar chukay hotay hain aur mehnat kar rahay hotay hain.
                    • #100 Collapse

                      ge han apki bat bilkl scha ha bohat sa log forex me rozana join hota hen lakin bohat kam isme successful hota hen iski sab sa bari wja yahi ha ka log ko ziadsa experiance aor ziada knowaldge to hota nhi lakin vo trading karna start kar da
                      • #101 Collapse

                        ma ap ki baat sy agery karta hon k but sy log roz ki traidng pa aty ha lekn un ka kamyab hona or na kam hona ka peche bhut si bari wajoohat ha is ma sab sy bari waja ye ha k ye log trading k bary ma itna janty ni or trading start kar dete han jb k trading ko janny k liye thora experienced hona bhut zarori han.
                        • #102 Collapse

                          jee ahn sahi kaha aapne bhot se log atey hai par successful nahi hotey woh is liye kyun ke lack of knowledge ki waja se agar woh achi tarhha knowledge haasil karkey aye or full training lekar aye to successful hojayenge jab expreince barhta jayega
                           
                          • #103 Collapse

                            My dear friend the big and main reason of failure of mostly people in forex trading business is that mostly people start this risky business without getting proper knowledge and experience of online trading.
                            • #104 Collapse

                              forex trading ke business main ane phele mere khyal main logo ke mind main hota hai ke is main bht sara passa hai aur hum is ko join kar len ge tu bht juldi bht sara passa kama len is liye without learn kye bht sare log ate hain aur loss kar ke chale jate hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                daily buhat say log forex ma trading kartay ha in ma say kuch kameyab hu tay ha aur kuch nakameyab agir app kameyab huna cheaty ha tu app phily trading ko learn karay aur apni information ko berhaee iss say app ke skills baray gi aur app ak achay trader ban sakay gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X