Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
    mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
    yes friend that is not the wrong that there are many people who come in the forex and the only few get the success in this business the reason is very simple the one who do the work hard and learn they get the success the other do not work and do the loss
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: adnan پيغام ديکھيے
      yes i think you says right maximum traders facing loss in our forex trading business but i think if a trader learn honestly about this business and spend his time for demo account practice so then his can make big money in this big business.
      yes the learning is the big point if the trader will learn and then will try to earn then it is the real that they will get the success in the forex otherwise the success is not the possible in the forex the learning is the only thing that can give you the great success
         
      • #168 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
        mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
        ji han ap bilkul tehk keh rahy hain k daily bohot sy log forex emin aty hain lakin bohot kam log succses hasil karty hain forex mein, iski wajah ye hy k aksar log forxe ko serious nahi lety or wo samjhty hain k ye easy hy or hum direct real account mein trade karen gy isliye wo loss kar dety hain real trading mein.
        • #169 Collapse

          my dear friend app ny acha sawal kai hy froex froum ak boht achi online job hy is ma koi b new new ata hy to us ko yahi lalach hota hy k wo jaldi jaldi amir ho jay lykin ap jb b koi online job karty han to wo app ko forex earn nai dety is ly wo log chod jaty han lykin jo sabr karty han wohi kamyab hoty han ,,,,,,,,
          • #170 Collapse

            well i agree with you because the number of people in 4x trading but they join with are negative sentiment to just make money that is greed and this causes the name huge loss in the beginning because they have not properly trained themselves to trade rather they have just entered into the business and started trading good evening auntynude not planned basics you will be in loss
             
            • #171 Collapse

              aap ne drust farmaya hai ke bohat saare log daily forex pe aate hain aur bohat kam log sucess hote iss liye ke forex main aane kuch logo ko forex ka ilm nhi hota wo loss uthate hain aur jin full knowledge hoti sucessfull hote hain .
               
              • #172 Collapse

                bhai jab reis hoti hai to do ye teen log hi jeetne wale hote hain forex bhi aisa hi business hai is main log dor kar khargosh ki tarha jaldi res jeetna chahte hain lakin wo peeche reh jate hain aur kachwe ki tarha mustaqil mizaj log kamyab hote hain. is lye jald bazi nahin karni chahye aur mustaqil mizaji se kaam karna chahye.
                • #173 Collapse

                  forex me jin logo ko lose hota he wo sub apne emotions par control ni hotta he isi lie wo sub log lose kar bethte hen aur isme wo apna sarra lose kar dete he
                  • #174 Collapse

                    Jaldi bazi is ki sab se bari wajja hoti hai khud par yakeen rakhiyeh agar ap trading ko samjhen ge to zaror samajh aegi kyun yeh insanon ka hi nature hai jo price upper or niche hoti hai to ap kyun nahi samjh sakte kosish krne se bari se bari mushkil asan hojati hai
                    • #175 Collapse

                      aisa es liye bhi hai k wo log sabar nahi kertay .. mehnat bht zaroori hai ahista ashita he her kam agay berhta hai ye koi jadu ki chary nahi k ghumaye or zindagy badal gaye es main agay nikalnay k liye bht learning ki zaroorat hai or mehnat ki .. wo log jald bazi main loss kertay hain or haar man ker chor detay hain forex ko...
                      • #176 Collapse

                        je bhai thek kaha apne woh isliye ke forex trading ki har aik ko knowledge nai hoti woh logon ke kehne main akar is main enter hojate hain ke shayad future main kuch earn karlain par jaldbazi main unse sahe trading nai hopati aur isliye unko loss hojata hai is field main
                        • #177 Collapse

                          g bilkul thek baat hi asal m aksar loog bina sochy samjhy atty aur bina time lgay aur mhenat kiy jale se tradeing karna chaty haien jo k yaqenan nuqsan ka bais banta hi aur loog bina teachaer k bhi kam shoroo karty haien par ziada maloomat na hony ki wajha se phir peechy hat jaty haien
                          • #178 Collapse

                            iss ki ya waja hain kay logo main mustaqil mizaji ki shadeed kami hain jiss ki waja say har koi iss par kaam nahi kar pata aur wo iss chore kar chala jata hain.
                            • #179 Collapse

                              is ki waja ye hy k wohi log success hoty hy jo k trade soch samaj k lagaty hy jin ko is bare mai bohat kuch pata hy bs yehi reason hyhy success hony ki...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X