Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    je haan buhat ziyada forex mein atay hain aur chalay jatay kuch chorr jatay kuch pass ho jatay es mein successful wohi hotay hain ju es mein cool mind se work kartay hain aur ju es mien mind se work karta hai us ku loose he hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      jee bilkul ap nay sahi kaha hamay apna kaam qualified tareekay sony ericssin karna chiye may hamay pheley knowlwdge get karna chiye in that case nuited states ka practical experience get karna chiye and also phir acihi building....
      • #1293 Collapse

        yes dear is mein jo log aty to hen lekin kuch sekh kar nahi aty hen un ko trading k bary mein kuch bhi pta nahi hota hy to un ko loss hi hota hy forex mein is mein to woh kamyab hota hy jo is mein knowledg rakhta hy.
        • #1294 Collapse

          pahli bat to ye hai brother agr to apko pak forex me kamyab hona hao to hard work kana pary ga ye aik shart hai wasy pak forex me jo new traders aty hn wo apna dayadah tar loss hi karty hn coz. wo practice ne karty han demo account me r real account ko join kar lyty hn r apna loss karty hn
          • #1295 Collapse

            Mere bhai forex ko log tezi se join kar rehe hai per wo is kaam ko bohat easy sumjte hai aur is mein jub un ko loss hota hai to wo himat haar jate hai aur is k baare mien learning nahi karte hai aur is ka knowledge hasil nahi karte hai is liye forex mein log fail ho jate hai.
            • #1296 Collapse

              dear members apne tek kaha forex merin log aty hai or loss kar jate hai but mere khayal mein loss ki sab se bari waja ye hai ke unhe forex ki knowledge nahi hoti or proper planning ke saath nahi karte
              • #1297 Collapse

                haan ye buhta common ha buhat se log forex ko join kartey hen har maheene , aap entry rates dekhen had se ziada hai lekin 70 percent log start ma he cho dete hen kuch ko smj nai aata kuch ko tym manage nai hota aur kuch log loss ki waja se kaam chor dete hen
                • #1298 Collapse

                  mere bhi ap ki baat such am ap ki baat sy agree ho q k forex par har koi trade krata han kise ho kam experience hota ha or kise ho zayda exprience hota ha is liye zayda tra ko kam experience hota ha is liye wo forex trade ma profit earn krte han or baqi ko loss ho jata ha
                  • #1299 Collapse

                    Jee bhai jan apki bat bilkul thek hai aur meray khayal se logo k forex ko chornay ki waja ye hai k log is business mein loss se dar jaty hain jis ki waja se wo ye business nahi karty lekin mery se humain is business mein darna nahi chahiye bulkay himat rakhni chahiye.
                    • #1300 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                      mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha









                      o janab g ma tumri bat sy agree karti ho k bohot sy log forex trading business ko join kartye hai lakin success hasil nai hoti hai success un ko he milti hai jo mehnat kartye ha es business ma.
                      • #1301 Collapse

                        good qustion ... bht say logg forex ko join to kar letay hay lekin iss ko bagair knowledge k iss par kam start kar detay hy ..... and isko as a fun letay hay .. so aisay logg kabi kamayb ni hotay and phir forrex chorr detay hay
                        • #1302 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                          mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
                          ji han forex mein bohot sy log aty hain lakin successful trader bohot kam hoty hain baqi sab fail ho jaty hain or uski wajah ye hy kuch log chahty hain k wo forex mein jaldi rich ban ajyen or wo shortcut way dhondty hain
                          • #1303 Collapse

                            dear forex fast earning way ha is lye is par work kar k kafi achi earning ki ja sakti ha is lye acha experience or knowledge jis k pass wo he achi earning kar sakta ha baqi is mein loss he hasil karty hain
                            • #1304 Collapse

                              Bhai jaan is ki sab se bari waja ye hai ke jo forex ko seekh kar join karta hai wo is kaam me kaamyaabi hasil kar leta hai magar jo is ko bina seekhe karta hai zahir si baat hai wo loss kar ke chala jaata hai......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                ji ah bhi ji yae sachi bt hai yah rp rozan 50 sai 500 log aty hai laikin un sia sai taqriban 25 bi mushikl sia kamyab hty hai wo is wajha sia wo propper classess nahi laty js saai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X