Profit makes us over confident. What u say..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    As a trader i will say that it is very good to concentrate and you will be able to make good money so always concentrate so that you can place good trade and make good money at all times
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      lazmi baat nhi hai k jub bh tarding ke jay tu ap jub profit ahsil ker lein tu ap greedy hu ker over confedenec main ajaye,.
      • #33 Collapse

        yes some time we will do greed in Forex and if we achieved him then we will think that we are the good and professional trader be in world but that is our main mistake if we work hard then we will do any think my friend
        • #34 Collapse

          han ap sahi kah raha han k profit ko dakh k log over confident ho jata han aur ya samjh k k wo bohat hi acha trader nab gay han to bari bari trades karta han jo k nuksan ka bais banta ha aur wo loss kar lata ha.
          • #35 Collapse

            profit make us over confident because forex aik acha business hai aur forex mein aap online trading kar saktay hain aur forex sab ky liye hai yeh bohat achi oppournity hai ky hum is par trading kar saktay hain aur forex students ky liye bohat acha business hai aur forex womens sab ky liye best hai.
            • #36 Collapse

              My dear friendmeray khayl main jab aik trader ko aik acha khasa profit araha ho to us trader ko over confident bilkul bhi nahin hona chahiye q kay asa karnay se wo bra risk lenay ka soch leta hai aur bra risk lenay se loss bhi ho sakta hai is liye forex aik risky business hai.
              • #37 Collapse

                profit sy confident hogy aur learning better hai earning hai wo is liye ky jab aap ky pass learning hi nai ho gee tu aap earn kasey karo gy is liye aap ko sab sy phlay learning aur practice ki need hoti hai pir aap is business mein acha profit make kartay ho aur is tarah aap aik professional trader bi ban saktay hain .
                • #38 Collapse

                  bhai jan men ap ki bats amjh gya oon ap ye keh rahy hen ky jub forex trading business men hamen profit hota hy to hum over confident ho jaty hen g han bhai jan aysa hi hy magr over confidence nahi hona chahiy forex men loss ki bar waja over confident hoan hy is liy over confident na hon or aram sy trading kren
                  • #39 Collapse

                    g han brother esa b hota hy khas k new traders k sath jab un ko aik ad trade ma profit ho jay to wo smajty hen k un ko trading ah gi hy aur phr bary volume ki trade laga dety hen jis say un k account he zida ho jaty hen
                    • #40 Collapse

                      Ji haan aisa hota hai par iskey do effect hoyey hai positive aur negative agar aap profit ke baad over confident ho jaatey hai toh ye negative effect hua aur agar aap profit ke baad motivate hotey hai aur aap ke andar confidence aata hai toh ye positive effect hua.
                       
                      • #41 Collapse

                        Knowledge that we have gathered about Forex always has us to become confident, Profits as well shows us that we are doing well, that is also another type of confidence. A good trader always develops his confidence.
                           
                        • #42 Collapse

                          I think that make us overconfident profit and we can make more money and have always been victorious in the forex market very easily based on technical analysis and application* fundamental analysis
                             
                          • #43 Collapse

                            hanji jabb trader ko profits hota hai to usko lagta hai ki wo ess business me kaam karna sikh gaya hai,yahan trader ko apne upar jada confidence nahi karna hoga aur hamesha har trade me woi analysis karna hoga jo wo pehle se karta aaraha hai..
                               
                            • #44 Collapse

                              yes my friend im agree with you profit hume over confident kar deta hai aur phr hum apne ap ko successful trader samjhne lagte hain aur bina soche samjhe trade open kar dete hain hosh jab ata hai jab huge loss face karna parta hai forex me wo hi kamyab hai jo apne emotions ko control me rakhta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                G bhai ap ne bilkul thek kaha bahut sary traders aesa krty hen lekin ye zaruri nahn k hr koi overconfident ho jay forex men jahan profit hamary andar confidence paida krta hai wahen overconfidence hona bhi natural chez hai lekin is men loss zyada hai men to yahi koshish krta hon k small profit earn kron jis sy mujy bahut confidence milta hai aur mery andar greed paida nahn hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X