Profit makes us over confident. What u say..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Agar aap musalsal profit bana rhe hain tab bhi aap ko new trade complete analysis ke baad hi open karni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jii han bhai jan ap ney yahan per bohat achi bat ki hey key jab hum aik do bar forex trading say profit earn kar lete hen to pher hum over confident ho jatey hen aur laluch me aa jatey hen aur hum ko big loss ho jata hey.
      • #78 Collapse

        If we make profit more than expected and then we do not consider the trade system in next trades, it simply leads to failure. Profitability and confidence are very important but keep in boundaries of your trade system.
        • #79 Collapse

          g h bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k is main jab acha profit ho jata hai to hum khud ko expert trader samjhny lag jaty hain and jab hum main yeh over confidence a jata hai tab he hamain loss hota hai.
          • #80 Collapse

            غیر ملکی کرنسی ہے سب سے بڑا دولت بنانا چیز درمیان سب دوسرا بازار لئے اداروں . . نہیں پر ذکر 90% کھونا ، دیٹس مزید سے کافی پر پالنا پوسنا 10% اور بڑا بندوق . . اتنا یہ گا کبھی نہیں جانا الگ تل یہ حقائق ہیں زندہ .
            اعتبار یا نہیں ؟ . . کون اندیشہ ! ! کوشش پر بنانا یہ میں ایک بنانا ابھی دنیا اور پانا ادا کیا . . دیٹس سب یہ معاملات
            • #81 Collapse

              Yeah brother jb hum forex main boht zyada earning start krdety hain tw humien over confidence hona pr jata hai hum boht extra over hojaty hain jo k humien nh hona chahye jiski wja say newbies disturb hojaty hain baz okat,,
              • #82 Collapse

                Forex trading main kaam kartay waqt aap ko patience say kam karna chaheay takeh aap ko iss trading main loss nah ho jay agar aap ko iss trading main profit ho raha hay to aap iss bat ko bhe zehan main rakhain keh market ka koe patta nhe hoata hay aap apnay capital ko strong rakhain takeh aap ko loss nah ho
                • #83 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Realfx پيغام ديکھيے
                  i think when a trader wins his most trades then he start thinking that he can capture the whole market this feeling of overconfidence lead us to place orders again and again
                  what should a trader do in this situation?did he continue to make trades..forex mein jab bhi kisi trader ko profit hota hai to uss ko khushi to zaroor hoti hai magar main aap ki iss baat se agree nahi hoon k trader ye samjhne lage k uss ne pori market ko apne qaabo mein kar liya hai aur wo overconfident ho jaye haan ye baat zaroor hai k kuch trader greey ho jaye hain ziyada profit k liye aue ye un k loss ki wajah ban jati hai.
                  g han ap nay sahe kha hai lakin jb hamay loss hota hai to hamara sata groor toot jata hai agar ap is business mai new hain vvto agar ap forex ko proper tor per seekhna chahty hain to ksi teacher ke madad zaroor lain
                  • #84 Collapse

                    mojay nahin lagta hain pora aik din chahiyea hota hain kay hum achji claime tayyari kerin us kay negative trading ki taraf ayin hamain yeahi kerna chahiyea hain kay hum kuch moment achi terhan marketplace pattern ko notice kerin.
                    • #85 Collapse

                      trading market main kisi bhe time up set ho sakta hay kuinkay is main changes daily base per ki jati hain and some peoples ko jub regularly success hasil hoti hay to wo over confidence ho jaty hain and loss kar dety hain
                      • #86 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Realfx پيغام ديکھيے
                        i think when a trader wins his most trades then he start thinking that he can capture the whole market this feeling of overconfidence lead us to place orders again and again
                        what should a trader do in this situation?did he continue to make trades..forex mein jab bhi kisi trader ko profit hota hai to uss ko khushi to zaroor hoti hai magar main aap ki iss baat se agree nahi hoon k trader ye samjhne lage k uss ne pori market ko apne qaabo mein kar liya hai aur wo overconfident ho jaye haan ye baat zaroor hai k kuch trader greey ho jaye hain ziyada profit k liye aue ye un k loss ki wajah ban jati hai.
                        g han lakin profit bohat he less logon ko hota hai jaisay jin logon nay forex ko achi tarhan se seekha hua hota hai or wo easily
                        • #87 Collapse

                          g han mere bhai aap ka kahna thk hy jb kisi trader ko zyda profit horha ho to wo over confident ho k bari trade nai lgya kry is say ya to bara profit hojata ya to loss..
                          • #88 Collapse

                            salam dear
                            forex trading main apko kabhi bhi overconfident nahe hona chahiye jb apko profit ho raha hota hai soch samijh kar decide karna chahiye kitni money invest karni hai aur kitni nahe jb apk pass profit a jata hai tu ap overconfident ho jatay hain apko nahe hona chahiye overconfidence apko loss ki taraf le jata hai....
                            • #89 Collapse

                              main ap kee bat sy disagree krta hoon . . .mra khyal nai hy aisa. . .profit hmain confident krta hy next time trade krny k liye ta k hm apni strategy per amal paira hoan or next time strategy develop krain or mazeed earning krain. . . haan lalach main aa ker hm ovr cnfdnt ho jaaty hain mry khyaal sy. . . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g bai ap ki baat bilkul theek hai k yeh huamain kafi hosla dyati hai k ziyda profit humaray ander kafi himat paida kerti hai k hum apni mehnt ko dil say jari rukhayain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X