Profit makes us over confident. What u say..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Zero I think rare steel, silver, acrylic most certainly not suitable dealing device regarding rookies broker due to the fact every solitary rookies must as a way to industry with forex trading only due to the fact foreign exchange always excellent dealing unit permanently. and for that reason rare steel silver, acrylic much harmful but not a lot more useful pertaining to rookies dealing and so they must to prevent these types of.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      work smart, simple work. hence, we need to work brilliant, not working hard, because intelligence should be applied in investing, and the real key to help success for ones victory in most transaction. brilliant work, you start with the assess, practice, and in addition patience, and pray on the Lord Almighty
      • #183 Collapse

        profit on forex makes us our confident because forex bhot he ache earning karny wala business hai agar hamary pas acha profit hai to hamara confidance bhe acha hoga aur hum ziada earning kar sakengy aur dusron ko posting aur tradening k bary me bhe bta sakengy
        • #184 Collapse

          dear ham jis qader forex main proifit kama ty jatay hain is main ham is qader apni salahiat main izadfa kerta jatay hain is main hamari apni skill se hi ham kami ker saktay hain
          • #185 Collapse

            g haan ap ny bilkul thk kaha haa agr humy profit hoo jata haa to hum overconfident hoo jaty han jo k humy nhi hona cahye is sy hmara profit loss may ja skta haa
             
            • #186 Collapse

              Brother mein ne mostly yeh problem new traders k sath bohat ziada dekhi hai k jab unn ko aik trader se profit hota hai tu then wo bohat ziada over confident ho jatay hain aur over confident honay ki wajah se hi wo loss kerwa baith tay hain. Aur hamein Forex trading mein kabhi bhi emotional trading nahi kerni chahye.
              • #187 Collapse

                ji profit hmy over confidence deta h pr sometime aur is condition me ak trader bht c trade krta h aur krta chla jata h aur sometime wo profit ki bjaye apna aur company ka loss kr bethta h so d,nt be over just confiden in profit...
                • #188 Collapse

                  g ha bhi jan ma ap k sath 100% agree krta hon condifence ak achi chez ha but over conficdent loss ka bise b ban jata ha well agr koi trader achi earning kr rha ha to usy allah ka shukr krna chahia or profit pr naz nhi krna chahia forex trade pr kam statrogy sy kru to profit ho he jata ha
                  • #189 Collapse

                    bilkul g. is he tarah hota hai k jab ap ko profit hota hai to ap overconfident ho jate hai aur isi chkar me ap zeyada lots lagty hai aur apna nuqsan kr bethty hai. is leye asa ni krna chaye. .profit achi cheez hai but treading krty waqt apne mind ko zeyada use krna.to ap ko fada ho ga bohat,.
                    • #190 Collapse

                      aisa hi hota hai. main nay jab 4 say 5 mohtalif aoqat main trade legay tou mjhay bhi aisa mehsoos honey lega tha k main ab in tamam pairs ki movement ko sajh gia ho ab main jo bhi order legay ga wo ap tp zaroor hit keray . g ha yehi hai over confidence isi ki waja say jitney waly trader loss ker daity hai.
                      • #191 Collapse

                        Bilkul aesa hi hai aap ne thk kaha hai forex trading mai profit hamay over confident bna deta hai hamay Forex trading mai profit hasil krnay kay baad lalach nhi krni chaahiye hamay overconfident bhi nhi hona chaahiye.
                         
                        • #192 Collapse

                          jab humy forex trading may profit htaa haa to hum overconfidence hoo jaty han is lie humy cahy ek hum trading may kamyab hny k lie overconfidence naa hun
                           
                          • #193 Collapse

                            dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein jab kabhi hamari trades musalsal profit mein jaati hain to ham over confidence ka shikaar ho jaate hain jiss ki wajah se ham agay jaa ker loss ko face kerte hain iss lye hamen chahye ke trading mein over confidence se bilkul door rahen or soch samajh ker trading karen.
                            • #194 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum ye baat to sach hay kay jab be hum ko profit hota hay to humara is say confidence improve hota hay lakin hum ko kabhi be is me over confident nahi hona chahiye nahi to hum ko is me big loss be ho sakta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur humen chaheye kay hum jab trading se zeyada profit gain kartay hen to hum over confidence na hon keyon kay is say humen loss bhi ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X