preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    Forex trading mai indicator ka k8ya roll hu uski kiya preference hy is ke bare mai ms spko kovh nai bts sakts becoz me new in forex trading ager kici ko pata hy tu share kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      that's exactly what beginners overclock the demo account is not smart enough, or rather at least try their first crackdown on the demo. because they want to earn immediately and quickly to the real world, as promised advertising.
       
      • #738 Collapse

        dono hi types kay indoacators trading ko lean karnay kay liay aik boaht hia chay indicators hai ap s ki help say aik achi earning kar skaaty hai ap trading kay in analysis pe achi tarde kar sakaty hai
        • #739 Collapse

          asalam o alikum dear friends how are u all
          forex trading ak bohotr hi acha busniss hai iske zarea se ap kum investment se zada paise kamaa sakte hain magar iske proper knowledge ke bagahir ye mumkin nahi indecatores are good but if u know how to use them
          • #740 Collapse

            • #741 Collapse

              forex trading me indicator kafi helpful hoty han kyoun k jo fundamentals indicator hoty han wo news ki base pe hoty han to humen sirf or sirf news pe focus rakhna prta hai jab k jo technical indicator hoty han wo assumtion pe hoty han islye humen is ka ziada nahe pata
              • #742 Collapse

                my bahi mere khial se to news base per hi hamain tread kerni cahiaye qun key news kisi bhi waqat ati hai or freash hoti hai news ko deakhte huaye tecnical anaalsys se treade kerni cahiaye jo hamain bhohat achi guaidneesbhi detta hai ...........
                • #743 Collapse

                  jnab hum jab trading karty hain to humain is main indicators ko use kar kay kam karnay main kafi ahci earnign hasil ho skati hay kun kay huamin is main trading main kafi achi learning hasil hoti hay
                  • #744 Collapse

                    jnab hum jab trading karty hain to humain is main indicators ki help say huamin trading main kafi achi earning hasil ho sakti hay or humain is main fundamentle analysis say huamin trading main kafi acha profit hasil ho sakta hay
                    • #745 Collapse

                      jnab humain agr trading main nsuccess hasil karni hay to humain is main aik hi chezz par nai depend hona chahiye humain is main news say b help layni chahiye magr humain si main fundamentle analysis say trading main kafi help hasil ho sakti hay
                      • #746 Collapse

                        forex ke business me indicators hamesha kaam nhi aty hain mene abhi tak koi indicator nhi dekha jo hamesha sahi direction de raha ho is lye me price action trading ko candlestick patter ke sath use kar ke he practice kar raha hon .
                        • #747 Collapse

                          forex trading mein apko chahiey ke ap is mien best combination banayen indicators ka aur phir ap unke hisab se hi is mein trades len.
                          • #748 Collapse

                            Fundamental base indicator aur technical base indicator men in dono ko use karta hon, some time jab high impact ki news data hoti he to us time men fundamental analysis ko follow karta honm, and jab market normal karti he to us time technical analysis, market analysis karne ke leye dono boht useful option he...
                            • #749 Collapse

                              yes dear jo log b perfossional huy hain un ki history ko deakha jay tu pata chalta ha wo kis tarha analysis use karty hain aur different fundamental analysis hain jo log zeada use karty hain personaly ma b fundamental analysis use karti hon mujy lagta ha ma is sy profit ma rehti hon..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Yeh aik buhat large subject hy aur hamain fundamental aur technical donon tarah ki analysis ko follow krna chaheye, agar hamain is business main kamaybi leni hy. market ko judge krney key bad lots lagayen gey to hamain faida ho jaye ga. Agar without knowledge key trading sey faida lena chahain gey to loss ho jaye ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X