preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    g han mere khyal me dear forex trading me in ki zaroorat hoti he ye sab indicators kuch na kuch btate he k market ka rukh kis tarf ko he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      asslam o alikum my all frined g han bro muje tu is ka bary ma abi tu itna zaida nahi pta ha kyon ka ma abi is ko saik raha hun muje tu abi bs 1 year huwa ha forex trading ko join kiya huwa
      • #708 Collapse

        mai to indicators ko aik had tk he preference daita hu. kyu k koi b indicator 100 percent correct result nahi dai sakta. is liye ham ko chahiye k ham market ka analysis kar k phir he trading kiya karen.
        • #709 Collapse

          forex kay buisness me pa try karay kay apko yaha ep boaht hia chis ay achi information get karnay ko mil jaiy kyu kay aik achi technique hi apko aik bara trdaer bana sakti hi bus is liay hi mehnat karay
          • #710 Collapse

            preference for the ineicators for the pakistan insta forex forum indicators par bhi ap ko forex my bhot belive kar
             
            • #711 Collapse

              preference of the indicators of the pakistan forex forum trading is the most of the my in the of row of the
               
              • #712 Collapse

                Aaj kal bohat se indicators aa gaye hain jin ko traders apnay apnay mutabiq use kartay hain indicators kisi hadd tak hamain price ki movement or trend k baaray main bata detay hain lekin price action bhi zaroori cheez hai
                 
                • #713 Collapse

                  Indicators ka istemaal bohat asaan hota hai lekin aik baat zaroor yaad rakhni chahiye k hamain sirf indicators per hi depend nahin karna chahiye balkay her tarha se doosray technical anayliss bhi karnay chahiyen
                     
                  • #714 Collapse

                    Agar hamain koi bhi indicator achi tarha istemal karna aata ho to hamari trading success k chances pehlay se kaafi bar jaata hain khaas tor per hamain moving average or Rsi ko nahin bhoolna chahiye
                       
                    • #715 Collapse

                      sab se zyada ghor talab baat ye hai k indicators kabhi bhi hamain price ki agli movement ka nahin bata saktay lekin pichi average calculate kar k hamain bata detay hain jis se ham kisi hadd tak andaza laga letay hain
                         
                      • #716 Collapse

                        Price action ka tareeqa wo tareeqa hai jis ko duniya main sab hi achay traders use kartay hain ye basic cheez hai or hamain sab se zyada is ko tarjeeh deni chahiye phir is k saath indicators bhi hon to sone pe suhaga waali baat ho jaati hai
                         
                        • #717 Collapse

                          Yes of course that the indicators are very important. We are able to under stand the market tend
                          • #718 Collapse

                            dear forex aik behtreen business hy jo ap ko boht kch hasil karne mai madad deta hy ap ko indicators k bare mai b lazmii seekhna chahiye es ki madad se ap es business ko ache se kar lo gy aur apnii life ko set kar skte ho...
                            • #719 Collapse

                              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main los b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakata hay or huamin is main agr loss nai chahiye to humain is main indicators say help lay kar is main kam karna ho ga ta kay profit hasil ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                indicatores hum ko bhut help dety hain wo hum ko time to time indicate karty rehty hain k yahan buy yahan sale k trade hy hum ko un indicatores ke help leni chahy taky hum bhut sara profit earn kar sakin dear

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X