preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    humain is main indicators ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin achi earning hasil ho saky is main hum fundamentle analysis kar kay kam karty hain to huamian achi eanring hasil ho sakti hay ot humain profit ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      indicators say kaam ko krny main hum ko madad milti hai laikin in k sath kia hum ko market ki teek say use krny ka idea b milta hai asal mai hum ko ye indicators say ye maloom krna hota hai k market ki next poloicy kia ho saqti hai is liay hum in ko use krty hain
      I LOVE PAK FORUM
      • #768 Collapse

        indicators tu bohat hi type kay hai likin subs ay fomus hai fundamental analysisi is kay baray me apko alzmi hi pata lenachaiy kay is ko trading kay trend me kis tarah say use karatya hai
        • #769 Collapse

          forex market ko samjhnay kay liey hum bohat sary indicators use karty hay agar hum theak say indicators ki setting kar kay use karen gay tab he hum esmain acha result lay sakty hay
          • #770 Collapse

            forex market ko understand karnay kay liey huma apny indictors ko use karna chahiey aur enko bhi theak say seting karen gay tabhi hum market main acha result lay sakty hay so humay mehnat karni chahiey
            • #771 Collapse

              forex trading main jo indicators use hoty hay agar hum unki theak say setting karen gay tabhi hum market main theak say sahi result lay kar usko use kar kay trading kar sakty hay
              • #772 Collapse

                G ap ki baat bikul theak hai. Es market mai fundamental analysis aur techanical analysis bohat zaroori hai. Fundemental analysis mai news hoti hai. Jb k Techanical analysis market ki pass history ky mutabiq forcaste hoti hai.
                • #773 Collapse

                  ager trader news ki indications pay depend kerta hai tu oc say 50 percent kam liya ja sakta hai short term ki trading k liye news pay trade kerna best hai but long term trading ku ager assumptions pay bhi open ker lyn tu koi masla nae hai oc k liye ap ka account balance zyada hona chahye.
                  • #774 Collapse

                    Traders indicators say bhi help lay sakty hai.Agar hum indicators ko use karty hai tu hum trading say best earning kar sakty hai.Trading me indicators helpful hotay hai.Or ye almost all traders hi use karty hai.
                     
                    • #775 Collapse

                      Mery bhai kajen ou fundamental analysis important hai to kahen 0y texhnical lkn hoty dono he important hen apni apni jga py kam ya zeyada rple ho jata in ka lkn in ky bina market trend ka pta nhi chalta ma abi new hun ma sekh rah ahun ma ny practically ano yeh trading start krna hai next month sy
                      • #776 Collapse

                        actually market ko fundamental he run klar rahy hoty han aur technical ko bi fundamental he drive karty han na k technical fundamental ko. so best yehi ha k fundemental ko follow kiya jay aur technical se entry find out ki jay.
                        • #777 Collapse

                          Ye ak qism k rules hoty jain in ko follow karna bi zrori hots hai is main hamamain market ki movement ka bi pats chal jata hai k trade up hai ya down is tarhan humctradevbivasani say kar salty hain
                          • #778 Collapse

                            mera khayal haai k dono ko sath lay k chala chaye.. technical indicators and news indicators.. dono ki apni bohat importance hai.. or inko study kar k chalna chaye.. is trhan analysis acha hota haai or profit b xada hota haai
                            • #779 Collapse

                              forex market men trading k liay aap ko all indicators ko dekhna parta ha agar aap technical ko voilate karty han aur sirf news trading karty han to yeh bi successful trading nhe hoti aur agar aap sirf news ki base par trade kar rhy han to tab bi aap success gain nhe kar sakty successful trading k liay aap ko fundamental aur technical both indicators ko lay kar chalna hota ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                indicators wo hotay hai kay jo apko lost kay honay say bachtay haai indicators ki help apko lazmi hi letay hi rehni chaiy is say apko pata chalta jata hai kay kub kis currency say apko fadia ho sakta hai aur is kay baaray me pako read kaarnaa chaiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X