< Trading ma nuqsaan ki waja >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    trading me nuqsaan ki main waja yahi hoti hai ke insaan thore se profits ke baad is me lalach per aa jata hai is lye meri koshish yahi hai ke me is me kabhi bhi greedy na bano or mehnat ke sath he is me kam karta jaon takay mujh ko is me loss na ho sakne or profits zyada se zyada hon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      asalam o alaikum freindz mujhy jo reason nazer aati hai us mein aik ye hai k kam bonas hone ki waja se hamien lot zyada lagte hain aur is trah hum loss ko bear nahi ker sakte.
      • #123 Collapse

        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading mein humein losses honay kay bohat saray reasons hotay hain, jinn mein say kuch aap nay bata bhi dia hain aur iss kay elawa lack of knowledge aur practice ki waja say bhi humein kafi losses face karna partay hain...
        • #124 Collapse

          assalamo alaikum bbai jan trading me nuqan ki sab se bari waja hai k jab hum lerning na kren or trading start kr den or ya phir learning to ki hai butt hum lalach me aga hain k rato rat ameer ho jaen
          • #125 Collapse

            trading me loss hamy us time hota hay jab ham lalach karty hey or ham baghir sochy samjy hi order book kar lety hey jes ki waja se hamy nuksan ho jata hay
            • #126 Collapse

              treadng m insan ko buht nuksan hota h us k ye wjha hoti h k wo her kam smjh k ni kerte tread thek se ni lgate jis k wja se nuksan ho jata h
              • #127 Collapse

                yar bhai forex ik bussiness hai or forex mai zarori hai keh ham mehnat kary iss liye forex mai mehnat karna boht zarori hai tab tak hum mehnat nai kary ge tab tak ham nai kamyab ho sakty forex mai forex mai nuqsan hony ki sab se bari waja ya hamara dar hamy kabhi bhi forex mai darna nai chaiye or tension nai leni chahiye.
                • #128 Collapse

                  Forex trading main subb se baray nuqsan ki waja aap ka lalach hai. Ager aap greedy ho or iss kaam main zyada se zyada profit ke chuker main per jao to her dafa blunder hi kro ge ke jiss se aap ko bhari nuqsan bardaasht krna per skta ha.
                  • #129 Collapse

                    trading main nuksaan ki waja ak hi hain o hain learning. proper learning na hone ki waja se hum is business main hamesa nuksaan karte hain. agar hum thik tara se is business ko sikh ker kare then hame nuksaan nahin hoga.
                    • #130 Collapse

                      agar koi proper training nahi ha proper learning nahi ha aur expereince nahi ha strategy nahi ha ti naqsan hota ha.
                      • #131 Collapse

                        trading mein nuksan hota rehta he and forex aik legal business hai aur is business mein risky bohat hota hia aur is business ko aap seriously handle kary is ko as a game na ly aur is business ko aap achay sy understand kary aur greedy aur emotional na ho jaya kary aur is business mein mistakes sy avoid kary aur aap achay sy trade kary.
                        • #132 Collapse

                          jab ham iss mai jald bazi karty hain tab he hame iss mai loss hota hai ye best business hai kam karne k luiye .. lekin ham iss mai agr experince knowledge hasil kar sakty hain agr learning ki ho...
                          • #133 Collapse

                            forex aik bussines hy dakha jaya to her bussines main nuksan to hota hy kioun bussines main up down to hota rahat hy ya to phar bhi forex hy
                            • #134 Collapse

                              Jnab Trading mai nuskaan ki sb sy bari waja zyada lalch or unexpeirence ho kr investment krna bcz ap jab tk is field mai experiened nai hy ap ko is buisness mai faida nai mill skta tu is mai nuksam lalach or zyada investment hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                forex trading main nuqsan ki waja boht sari hoti hain ak to is main knowldge ki kami ki waja se hoti hai r ak agr is main se ham lalach kren ge to ham is main se bht loss ho skta hai ku k lalach krne se bht loss hota hai so hamen is main lalach nahi krna chahye.........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X