< Trading ma nuqsaan ki waja >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    trading mein nuksan ki yehi waja hoti hai kay ap kay knowladge ya experience nahi hota hai kam ka or ap jany anjany mein kafi galtiya kar bethty ho jis ki waja se ap ko nuksan uthana par jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      In my opinion that we are greedy, emotional and lack of knowledge. These are the reason to losses in the Forex market. We are control these things then we are success full trader.
      • #153 Collapse

        does everything it needs to be a good money management so that it can generate consistent profit, and discipline in carrying out all the rules that we have created.
        • #154 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
          I think trading main nuksan ke bare wja Jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai Jb lose ho jata hai
          2nd reason or mostly Jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
          zeyda ke lalch krna or Jo hai wo b kho dyna
          trading mein nuksan ki bohot sy wajah hoti hain bhai, jab log trading mein high risk lety hain, market ko analyse kiye bagher trading karty hain tab unhen trading mein loss hona start ho jata hy or isky ilawa bhi bohot sy wajah hoti hain.
          • #155 Collapse

            asalam o alikum dear friend pakistan forex forum pr loss ki sab se bari waja ye hai k na to kuch experience hota hai and na hi is k bare mein kuch knowledge hot hai bs chale jate hai threading kr udhar in ko kuch pata hota nahi hai and apna sara bonus loss kar lete hai. and dusra lalach ki waja se zyad tr loss hote hai.
            • #156 Collapse

              Asslmu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi dear all pakistan forex fourm members meray ilm main aur apnay zati tjrbay ki bina pr nuqsan ki jo wajohat hain wo numbr ak to ye hai kay kuch log pehlay demo main practice nahi krtay wo nuqsan uthatay hain dosri bari waja lalach hai ka zayada profit ki khatir zayada volume pr trade kr letay hain jo kay loos ki bari waja hai.
              • #157 Collapse

                trading mien aksar hamain loss es waja sy hota h k yahan per humgreed zyada kerty hien or or aksar hamary pass knowledge ki kami hoti h jo k hamary lye loss ka sabab banti h
                • #158 Collapse

                  Is business me nuqsan hmen tb hi hota ha jb hm is business me greed k sath kam karty hain isi liye hmen chahye k hm is business me greed k sath kam nah kareen kyun k agr hm is business me greed se kam karty hain tu hmen kafi nuqsan ho saktah ha is business me
                  • #159 Collapse

                    Dear,forex trading aik boht he acha buiness hy is men loss hamen hmari he mistakes ki waja sy hota hy .. Ku k hum stop loss aur take profit k tools ko use nh krty.. Aur knowledge ko thek trahan utilize nahe kerty
                    • #160 Collapse

                      Mairay khial main trading main loss ki sb say bri wja forex ki knowledge ki kami hay zayda ter traders jo kay market ka knowledge nahi rkhatay wo loss ker jatey hay ise k elawa 1. emotional trading kara na hay 2. ziyada ka laluch behi aik waja hay ziyad k chaker main hum kam munafey se behi jatey hain.
                      • #161 Collapse

                        Forex mein jo main waja he loss ki wo he greed, kiu kay greed kay chakar mein a kay trader ziada profit banay nay k chakar mein hota he jis ki waja se osy kam profit jab k ziada nuksaan ho jata he agar laluch ko control kar lia jay to trader forex mein easily kamyab ho sakta he.
                        • #162 Collapse

                          Forex trading min nafa nuqsan dono hi hote hin magar hum agar soch samjh kar kaam karte hin to hum profit hi le leite hin magar hum loss se bacha apni priority bana lein to acha he aur es se humari trading min bhi nikhar aa jaei ga aur hum earning bhi kar lein ge aur nuqsan se bach bhi sakte hin.
                          • #163 Collapse

                            dear friends and brothers salam to all ,..,.,.,,.,..,,.bhai jaan forex main trading main tab ja kay humein loss hota hain jab hum greedy ka shikaar ho jaty hain lalach main aa kay apna sara nuksan karwa lety hain.,,.,..,
                            • #164 Collapse

                              trading main nuqsaan aik to apki knowledge ki kami ki waja se bhi hota hy or dusri bat yh b hoti hay k k apka concentration sara kam par nhi hota .....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                mere bhi trading ma loss humara he waja sy hota ha humari he mistake hoti ha jis ki waja sy hume loss hota ha hume chaye k hum apny ghalti sy ealrn harn or try try krte rahen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X