< Trading ma nuqsaan ki waja >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bhaii sahab forex trading main nuqsaan isi waja se hota hay k apka mind properly kaam par nhi hota or is k sath sath yh b waja hoti hay k ap market se bakhabar bbhi nhi hoty.....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      trading me loss tab hota hai ham ko jab be waqt ham trading me trend ke opposite chalty hain agar ham trend ko follow karte hue kam karen to is business me ham kafi kama sakte hain or is lye ham ko koshish bhi yahi karni chahiye ke trend ko he follow kar ke kam karen us ke opposite na jayen .
      • #168 Collapse

        trading ki buhat si reason ho sakti hai brother ager app demo ko use karte han toh app is mein kamyabi ho sakte hain but is k shat app ko greedy se bachne chiye aur ager app is main kamyab ho jate hain toh app is mein lose nahi ho ga app ko ....
        • #169 Collapse

          meray bhai meray khayal say ek to forex mai lose greed ki waja say hota hai adn dosri waja lose ki without knowledge work karna hai.
          • #170 Collapse

            yes bro you are right.trading ak bahot complicated sa business ha ha me survive krny k liye bahot zyda hardawork ki zroorat ha . jab tak hum is ka proper knolwedge na hassal kr lein , practice na kr lein , experience na banaa lein apna tab tak hum yahan kuch hassal nai kar sakty. so phr log yahan short cuts use karty han or kismat azamty han jo un k nuksan ki sab se bari waja banti ha.
             
            • #171 Collapse

              salam . nice thread bro.the main reason of having loss in forex trading is that we join it without experience and try our luck to get profit. or use shortcuts. this will alwaays lead us to a loss. similary traders greed and over confidance, and not having control on their emtion become cause off their losss too. so we should work hard to survive here in forex trading.
               
              • #172 Collapse

                forex main nuksan ki sub sy bardi waja hy maintenance hy. jo log nuksan uthaty hn wo proper maintain nae kr paty jis sy trading nae kr paty aur loss ho jata hy. aur dusri bardi waja hy greed trading main krny sy b nuksan ho sakta hai. aur tesri waja knowledge ki kami hy jitna knowledge kum ho trading nae ho ge thk tarha sy..............
                • #173 Collapse

                  dear you can't earn with out knowledge because knowledge say hi experience increase hota hai jub ap kay pass knowledge hi nai ho to ap earn kesy karo gay esa kerny say ap ko bus loss hi ho ga profit nai
                  • #174 Collapse

                    je main ap ke bat samaj gia hon .kah trading main hamin nuksan kun hota h .as ke waja ye h kah ham log bohat jald baze karte hain .hamin market ka tajarba nahe hota .kah ab market kis taraf moove karna h .ham log bus ardar laga dette hain .or hamin nuksan ho jata h .hamare pass tajarba nahe hota .hamare pass knolledge ke kame hote h .to as ke bawajood bhe ham log market ka entazar nahe karte .as lae hamin nuksan ho jata h .
                     
                    • #175 Collapse

                      forex may baray nuksaan ki wja aapka laalach r emotions hain, emotional ho k trade lgaogay to bhai loss hi milay ga, aisa hai k sedeekhay bger is dunia may kch nhi paaya jaa skta, hr instructore ye baat bolta hai k laalach nhi krna kamanay ka, lalach kro bshk, lekin seekhnay ka
                      • #176 Collapse

                        Trading mai bohto so wajohat sai ap muqsan kar sakte hai. Jese money management na kar na galat waqt per trend lagana or ose close kar dena
                        • #177 Collapse

                          trading mey nuksaan aus waqt hota hy jub app unexperance trading kerta hy tow loss hi ho ga trading mey nuksaan ki aur be boht si waza hoti hy muslan juldbazi mey trade scalper emotion mey yah sab baatay tarde ko nuksaan hi dey ti hy loss hi loss humey chaya key hum apny aap ko fresh ho kay mind ko bilkul fresh rukh ker trade kerni chya wase mey nay jub be trade ki
                          • #178 Collapse

                            asalamoalaikum Forex trading man loss ki main waja greed ha ,Greed is curse ,greed is thy enemy of traders .as you sow ,so shall you reap loss ki doosri wajohat man aak waja lake of knowledge ,experience and patience bi ha.....
                            • #179 Collapse

                              humain trade main agr success hasil karni hay to humain dem ko use kar kay achy say ana ho ga humain demo ko use karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay ana ho ga
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                forex trading main nuksan ki vja lake of knowledge bhi hai hum ko pata he nahin market kis trend main or q chal rahe hai lakin hum trade kar k baith jaty hain humary pass complete working nahin hoti is k bary main is liye zarori hai hum trading say pahly apni working complete krain ta k hum ko halat k mutabiq achi trhan trades mill sakain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X