< Trading ma nuqsaan ki waja >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < Trading ma nuqsaan ki waja >
    I think trading main nuksan ke bare wja Jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai Jb lose ho jata hai
    2nd reason or mostly Jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
    zeyda ke lalch krna or Jo hai wo b kho dyna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading main loss ki sub ay bari waja greed hy jo ham main buhat hy ager ham es ko chor dain to kamyab ho sakte hain baki ham emotional buhat hain
    • #3 Collapse

      iss ki wja knowledge ki kami r experience seha trading mein nuksan tb hota ha jb lalach ho jy to loss hota
      • #4 Collapse

        Mairay khial main tradingmain loss ki sb say bri wja lack of knowledge hay zayda ter traders jo kay market ka knowledge nahi rkhatay wo loss kertay phir iss main greed ka pahloo bhi aata hay jiss ki wja say loss hota hay kionkay forex ko aik paisay bnanay wali machine sja jata hay or greed kia jata hay jiss ki wja say traders loss kertay hain.
        • #5 Collapse

          meray khayal may jab ham trading kar rahay hotay hay our hamari earning ho rahi hoti hay phir hamara dehan kam hota rehta hay our phir aik din loss ho jata hay is kay elawa lalach hay kay ham overconfident ho jatay hay our bari trade laga tay hay our loss karwa bethtay hay.
          • #6 Collapse

            Forex main nuqsan ki waja ye hai keh hamary pass koi achi strategy nahi hoti jis ki waja se hum main confidence ki kami hoti hai jis ki waja se hum market main profit nahi kar sakte hain aur loss hi karte hain. Lekin achi strategy hot gi to successful ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              is mai nuksan ki kai wajuhaat hanin jnab,,lein sub say bari waja ye hay k app jo hain na jub is mai grreed karty hain na jnab,,,,,,tub hi is mai loss hota ay
               
              • #8 Collapse

                ji haan dear aapnay bilkul thek kaha hay trading mai nuqsaan ki bhut hi important wajah hi yahi hay kay forex mai trading mai hum jald bazi kartay hain and greed lagaty hain is liye hamay nuqsaan hotaa hai bhut and phir hamay profit bhi nahi hotaa hai forex trading mai is liye hamay chaiye kay hum asi cheezon say parhaiz karen /......................
                • #9 Collapse

                  Brother forex men loss ko bohat si wajoohat hen un men sey ye bhi hey jo aap bayan kar rahey hen or is key ilawa greed bhi hey jab hum grading men greed kertey hen agar aap ko profit hasil ho gia hey to aap chahtey hen key or profit ho phir aap dobara kosish kertey hen jis sey aap ko loss ho jata hey.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                    I think trading main nuksan ke bare wja Jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai Jb lose ho jata hai
                    2nd reason or mostly Jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
                    zeyda ke lalch krna or Jo hai wo b kho dyna
                    bahi jan trading main loss ki sab sy bri waja lalach hy hum ziada profit ki lalach main thora bhi kho bethty hy or aj kal kch memberz new aty hy or ziada practice ni krty or trading start kr dty hy or nuqsan main jaty hy or loss ki waja knoeledge ki kami or practice ki kami bhi hy
                    • #11 Collapse

                      agr humra treading main loss hota hay to us main bhe hamri ghalti hoti hay aur agr hum is forum main acha elam hasil nahi karty to hamra loss ho jata hay aur agr hum is forum main sabr say kam nahi karty to bhe hamra loss hota hay is liay agr hum is forum main loss sy bachna chaty hay to humain is forum main sabr say km karna chaiy ta k loss kiay bagir acha profit hasil kia ja saky...........
                      • #12 Collapse

                        yar loss ki main waja lack of hardworking hai kun ke is ki waja se hame kam karne main masla hota hai or us ke bad hame apne account se bhi hath dhona parta hai
                        • #13 Collapse

                          confidence agar aap ko hasil karna hai tu us k lya zrori hai k aap k paass experience ho kion k experience agar aap k pass hai tu confidence apna aap hi aap feel karo gay main samajhta hon k confidence k lya experience zrori ha.i am so cool to doing this working,
                          • #14 Collapse

                            forex trading main nuksaan ki sab se baree waja lalach hai jo log lalach kar te hai un ko loss ho ta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              humein forex trading kartay waqt apni puri concentration trading par karni parti hai. iss ke elawa jab hum apni trading main emotional ho jatay hain loss karney ke baad to tab bhi hum ghalat decisions letay hain aur mazeed loss kar letay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X