< Trading ma nuqsaan ki waja >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Assalam O Alaikum, Forex trading sab se barri waja nuqsaan honay ki mere nazdeek to experience ka na hona ya kam hona hai. Jo bhi iss main prectice nahi karta hai aur real trading main luck aazmaata hai wohi loss karta hai. Experience hasil karen agar loss se bachna hai to.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji trading may nuksan humein bht si chezon say hota hay greed, lack of knowledge, wrong decision making, emotions and market volatility and we can minimze all these by experience and time when we get knowledge and improve our skills.
      • #48 Collapse

        mery kheyal main trading main sb say bari waja hamari greed hoti hai kyon insaan jis kaam b greed krta hai us wo kaam hamesh loss main jata hai
        sh shah
        • #49 Collapse

          Forex trading mein nuksaan ki sab say bari wajha ye hy kay hamaray pas forex business ka proper experience or knowledge nh hota or dousri bari wajha ye hay kay ham is business me patience ni rakhay yani ham loss kay waqt bht emotional ho jatay hein.
          • #50 Collapse

            g dear as forex trading me loss humary apni ghalty ki waja say he hotay hay qk hum as ko learn nai kartay hay or as me exprince hasil nai kartay hay or trading ko start kar datay hay
            • #51 Collapse

              asalam o alikum trading me sabko loss hota hy shayad he koi asa trader hoga jisko kabhi loss na howa ho isliye apko ek baat ka khayal rakhna hy k jab app without experience koi kaam kerna chahete hain usi waqt apko loss hota hy isliye apko apna kaam theek se kerna hain.,
              • #52 Collapse

                forex trading ky knowledge aor experience ka kmhona nukssan ki bhi vja hai ya agr ap es main greed se kaam krty hai to b ap ko profit ki bjaye loss ho ga
                • #53 Collapse

                  yeah! brother trading ma nuqsan ki waja yaa hai k apko hamesha ya yad rakhna chaye k apko trading hamesha right way par lagani chaye or kam lot laga kar trading karni chaye jis sy apko nuqsan na ho trading ma or ap ko just profit hi ho so isi waja sy log trading ma nuqsan kar bethty hain
                  • #54 Collapse

                    Je bhai dekhiye forex main trading main ki boht si waja hain jese ke achi planning ke saath trading na karna or jald bazi karna or dil main greed hona or sab se ehem knowledge or experience ka na hona jis ki waja se loss hota hai.
                    • #55 Collapse

                      han no doubt greed is curse jo lalch krte hain wo jo pas hota wo b kho datay hain , 2ndly dil aur business ka door door tak koi relation ni hota business is the game of mind and mind should always be active and present and should have both prior and latest knowledge regarding the market values
                      • #56 Collapse

                        is baton sa sab itifaq karen gan kyun k loss ka main reason hai k logun ko sahi entry point nai pata jab k proffesional traders achi trading ki jaga dhondty han jahan wo enter ho k apna profit hasil kar sakty han.
                        • #57 Collapse

                          is mai mujhay jahn atk laga hay jnab,,is mai sub sya bari jo waja hay na janb,,wo hay hi lalch ahy jo k log bpaht he zyada karty hain s mai jnab...so avoid it
                           
                          • #58 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                            I think trading main nuksan ke bare wja Jb hum apne trade par dehan ni dyty or tb pta chalta hai Jb lose ho jata hai
                            2nd reason or mostly Jo fourm main sawl b ho raha hai emotional ho k trading krna
                            zeyda ke lalch krna or Jo hai wo b kho dyna
                            dear Forex main nuqsan ki waja ye hai keh hamary pass koi achi strategy nahi hoti jis ki waja se hum main confidence ki kami hoti hai jis ki waja se hum market main profit nahi kar sakte hain aur loss hi karte hain. Lekin achi strategy hot gi to successful ho sakte hain..................!
                             
                            • #59 Collapse

                              bhai jaan mei is baarey mei ye kahun ga forex trading mei loss ki 2 reason hein 1st reason jab aap koi b analyze nahee karty or tukaa trade laga detey hein eak to tab loss hota hai or mostly loss ki 2nd reason zyada tar log emotional b ho jaatey hein jesa aap ney kaha ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                trading main loss ki sub se bari waja greed hay jab log greedy ho k kaam kartay hain aur sochtay hain agar wo sub se ziada kaam krain ge to shayed wo raaton raat ameer ban jayen ge to ye galat hay aisa nahi hota hmain patience se kaam lena parta hay phir hee hum earn kar sktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X