< Trading ma nuqsaan ki waja >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    nuksan ki waja insan ki mistakes hoti hain apni nakami ka hame khud he zimedar hona hai agar loss karen ge to us ke peeche hamari he apni koi galati ho gi is lye hame kosish karni chahiye ke kabhi bhi jald bazi me koi faisla na karen or koi mistake aisi na kar jaen jis ki waja se hame koi bara loss uthana pare trading planning ke or patience ke sath he ki ja sakti hai jahan aap careless ho kar koi mistake karte hain wahan per he aap ko loss ho sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex main nuksaan ki waja kafi hain aik to hum log us ko siekhty nahe hain our dosara humery pass us main lalauch k sath kaam kerty hain jes ki wja say nuksaan zieda our profit humean kam hota hai jazbaat ko kabo main rakh k trading kerna ho ge
      • #183 Collapse

        G sir ap ke baat sahi hai . emotions trading mai loss ke bari waja han. khas kar ager traders trading kay doran apny emotions per qaboo paa sakin tu in ke trading aur b achi ho jaye ge aur trading kay doran in kay losses b kam hona start ho jain gaay .
        • #184 Collapse

          trading me nuksan ki waja hamari trading me mistake hoti hey jo ham hamesha hi trading me karty rehty hey magar esi mistakes me se ham kabi learning karny ki koshish nahi kar paty or na hi ye mistakes ham next trading me control karty hey, esi waja se har bar hi trading me hamy nuksan ho jata hay.
          • #185 Collapse

            Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

            Assalam o alaikum umeed krta hoon k sub members kheriat say hon gay i think k trading me hmain loss risk ki wja say aur baghair experience k trade ki wja say ho skta hay is liay hmain chahiay k hum trading krnay say pehlay acha experience bnana chahiay takay hum acha profit bna skain aur loss say bach skain isi liay zaroori hay k experience extend krain aur tub trade krain
            • #186 Collapse

              Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

              Trading mein nuksan ki bahut hi vajah hoti hai sabse pahli baat to yah hai ki agar aapko trading mein loss hota hai to iski vajah aapka knowledge bahut kam hona hai agar aapke pass trading ka knowledge nahin hai aur aapke pass koi experience nahin hai to aapko trading mein loss ho sakta hai iske alava agar aapke pass market ko analyse karne ka experience nahin hai tab bhi aapko Love ho sakta hai forex trading ek aisa platform hai jis per aap experience hi acchi trade kar sakte hain aur agar aap ek acchi trade karna chahte hain to aapko chahie ki dam account per uski jyada se jyada practice Kare demo account kaisa platform hai jis per aap practice karke bahut achcha knowledge increase kar sakte hain agar aapko trading mein loss hota hai to iski vajah aapki mistakes bhi hain agar aap apni mistake ko cover karenge aur unko ignore nahin karenge aur senior ki mistake se learning hasil karenge to aap yah professional trader Ban sakte hain forex trading bahut reliable hai aur bahut achcha bonus deta hai agar aap apni mistakes ko cover Karen aur unse learning hasil Karen aur market ko acche se study karte Rahe to aap bahut jald ismein kamyab ho sakte hain
              • #187 Collapse

                Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                Dear forex members trading m nuksan sirf us waqat hota hy jab insan ky pas information kam ho aur insan mehnat sy kam na kr raha tu hi insan ko nuksan hota hy lack of information tu main cause hy nuksan ka insan agar inactive hy tu bi trading m nuksan hota hy aur agar hum trading m focus ni kr rahy tab bi nuksan ho sakta hy agar koi insan in ko overcome kr ly tu nuksan ni ho ga
                • #188 Collapse

                  Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                  Meri najar mein hamen forex trading mein nuksan is vajah se hota hai ki ham log proper plan karke apne trade ko open nahin karte agar ham log proper plan karke apna trade open karte Hain to hamen kabhi bhi nuksan ka samna nahin karna padega isliye hamen chahie ki ham log proper plane Karen uske bad apne trade ko open Karen aur agar hamen thoda bahut profit mil raha hai to hamen usko bataya nahin karna chahie balki usko qabol kar lena chahie
                  • #189 Collapse

                    Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                    hamain tradr ban skaty hain so hamain fourm main bi trader ban ksaty hain so hamain planing karein gay s ohamain sucess hono gay so hamain fourm main bi anlayse karien gay ta k earn karein gay so hamain fourm main bi anlasye karein gay ta k earn karein gay so hamain planing karien gay ta k earn karien gay so hamain fourum main bi anlsey karein gay ta k earn karing ay
                    • #190 Collapse

                      Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                      Mairay khial main tradingmain loss ki sb say bri wja lack of knowledge hay zayda ter traders jo kay market ka knowledge nahi rkhatay wo loss kertay phir iss main greed ka pahloo bhi aata hay jiss ki wja say loss hota hay kionkay forex ko aik paisay bnanay wali machine sja jata hay or greed kia jata hay jiss ki wja say traders loss kertay hain.
                      • #191 Collapse

                        Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                        forex mai trading soch smjh k ki jati hy wrna is mai nuqsaan uthana prta hmy is k lie demo acount mai prectis krni chaie hmy apny apny kam ko mehant r lagan se krna chahie trading mai hmy market ki movment ko smjhna chaie tbi hm is mai kamyabi hasil kr skty hain hmy small lot size lgana chaie hmy is mai rules ko follow kr k hi kam krna chaie
                        • #192 Collapse

                          Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                          Assalamu alaikum dear friends a ji bilkul hamare nuksan ki vajah yagya ke jab Ham jaldbaji mein Koi apne trade lagate Hain to hamen bahut hi jyada nuksan hota hai isliye main chahie ki Ham apni trade soch samajhkar planning kaisa laga hai jiski vajah se Ham bahut hi achcha profit hastsal karke kamyab ho sakte hain
                          • #193 Collapse

                            Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                            hamain fourm main bi tradr ban skaty han so hamain planing karein gay so hamain fouurm main bi apni life ko best bana sakty hain so haman fourm mainbi tradr ban skaty han so hamain sucess hon gay ta kearn akrein gay so hamain fouurm main bi trader ban ksaty hain so hamain sucse shohn gay ta k earn karny k kabil hon gay ta kean karien gay sucess hon gay
                            • #194 Collapse

                              Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                              trading mein nuqsan ki sb sy bari wja ha hmary pas knowledge ka na hona. jb hamry pass knowledge ni hoti aur humein knowledge gain krni ki loshsi karn chy . aur humein market ki movement ka pata hona chy aur humein dil laga kr kam krna chy jitna zyda hum work karty hain humein utna hi zyda fida hota ha es ly humein dilalag kr kam krna chy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                                Tradeing main hamin loss hota hy lakin es chez ka pata hy jo kam ham kar rhy hy jis main hmain faida hasil hota hy aur apny kam ko bhtr banaty hy jitna time acha ho ga us mian hmain faida hota hy jitna ap tradineg ko samj skaty hy to us main hamin achi income hasil bi hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X