kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
    Jee mainy apny pehly loss kay baad erada kea tha keh main forex trading ko chor dun ga but mainy nahi chori kyun keh mainy loss es say he earn karna hay aur es say profit bhi gain karna hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      ji me abi forex me new hoo aur forex ko abi seekh raha hoo and i think we should find out the item and also instruction on the demo be the cause of for a minimum of ninety days to have the practical knowledge on the investing on the demo account and also there after we could celeb the industry on the actual.
       
      • #483 Collapse

        dear meray saath thora doosra masla hoa hai k main ny jab logon ko ye kaam krty dekha tha to boht si wujoohat thiin k main ny ye socha tha k zindagi main ye kaam nahi kron ga. but ab halaat aisay hain k khud kehta hon k iss ko seekhna chahye or iss main try krna chahye.
         
        • #484 Collapse

          Forex ko jo aik bar join kar leta hey phir wohi s business ko kabhi bhi chorne ka nahin soch sakta hey aur main bhi jab se forex main aya hun tab sey aaj tak mene kabhi bhi forex ko chorne ka nahin socha hey.
           
          • #485 Collapse

            mery nai khayal kis kisi na be forex ko join kia ha vo forex ko easy sy chor da ga forex trading ko jo aik bar join kar laty ha vo bht hee mushkil sy is ko chorta ha ku k forex trading kam he kuch asy ha jo be is ko join karta ha vo ya he try karta ha k vo forex ma kbi na kbi successful ho he ja ga or bht he kam log ho ga jo forex ko chor daty ho ga.
            • #486 Collapse

              Bahi jaan abi to filhaal mere koi iraada nahi hai Forex busines ko chorney ka.. Q k main ne abi abi to Forex business join kia hai..
              Pehle thora sa kama to loon..
              • #487 Collapse

                FOrex aik aisa business hey keh agar isko achi trha se learn kar liya jata hey to phir is business ko hum kabhi bhi nahin chor saktey hain aur phir hum is buisnsss ko life time hi kartey hain.
                 
                • #488 Collapse

                  No my friend I never want to leave the forex trading because It allows give me huge money any and It had changed my lifestyle and that's why I want to do it lifetime.and because IT is the best business from me.
                  • #489 Collapse

                    ge nahee main tu forex trading ko khabe be nahee chora hain . kiyoo forex trading main moji shoro main bohat he loss ho gaya tha . par main khabe be forex trading ko chorni ka nahee shocha balki forex trading ko or be learn kia or abee is main moji ek acha expereince or is main abee moji ek acha profit be mil raha hain .or is mai mere sara loss be cover ho gaya hain
                       
                    • #490 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
                      forex aik acha busness hai jo hamari rozmarra ki zaruriat main hamain bahut support karta hai isliye jab kisi ko faida ho raha ho to wo isey chorney ka nahi soch sakta.
                         
                      • #491 Collapse

                        abhi tak to is tarah ka koi irada nahi hai aur na hi aisa socha ha q k abhi tak me ne is ka koi nuqsaan nahi dekha bal k is jaisa koi b online business nahi hai jo qable aitmaad ho aur jahan b aur jb b aap us ko kar saken is liye mujay to bohut pasand ha
                        • #492 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfanali پيغام ديکھيے
                          abhi tak to is tarah ka koi irada nahi hai aur na hi aisa socha ha q k abhi tak me ne is ka koi nuqsaan nahi dekha bal k is jaisa koi b online business nahi hai jo qable aitmaad ho aur jahan b aur jb b aap us ko kar saken is liye mujay to bohut pasand ha
                          nahi mene to abhi tak nahi socha hai kiun ke mene join he abhi abhi kiya hai or mujhe yahan se agar bonus mila and mene trading me profit acha kama lya to me kabhi is business ko nahi chorun ga .
                           
                          • #493 Collapse

                            nhi bro esa tu kabi nhi socha ku ke forex trade businiss ke lye meane kafi percitices ki hai demo account pe or ose muje trade markit ka ache se pata chla or mean ese kafi cetisfie hun or muje yahan work karna kafi passand hai islye mean ese kabi chorne ka nhi sochga ........
                            • #494 Collapse

                              Kuch arsa pehly tak mein forex ko chornay ka soch raha tha magr pher mugy profit hona start hua or ab meri thinking different he, mein forex ko continue rakhu ga , meim rich hona chahta hon, magar forex kay elwa koi or chara nai he. Ab me esay nai chor sakta.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                nih kabhe nih trading is best business ak bar jo esy start karta hy wo kabhe nih choota hy kayan k es ma profit hota hy loss bhe ho jata hy lakin es kam ko karty hoy boht enjoy karty hain es k lia ap k pass agr expirence or knowledge ho to ap good businessman hon gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X