kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    i never leave forex business.it is my favorite business. i want to change my life style from this business.it is a high profitable business market.i want to become a rich man from this business.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      main ny hal he main esy join kia hy main esy mazeed learn karna cahon ga or esy as a profession join kia hy main ess man aik successful trader bnna cahta hon ess liy chorny ka abhi nhi socha
      • #453 Collapse

        Actually i am a new comer in this forex world. So its the time for me to explore it, learn new things on daily basis, define my targets and also have a good lesson from my mistakes. I suggest that try and try takes you to the success step by step in the trading. so we should not be low patient.
        • #454 Collapse

          forex tradikng main khabe be main forex trading main kahbe forex ko chorni ka nahee scoha hain . forex trading main agar app logo ko loss be ho jayee tu app logo ko forex trading ko nahee chorna chayee kiyoo agar forex tradig main app logo is main ajj loss hotha hain tu app logo ko is main is jaga par ek acha profit be hogha
             
          • #455 Collapse

            forex is good job for every new man agar ap es mein mahar ho jao tu kabi be dil nahi krta es ku chorny ka kiyon k ye cheez he asi hai es se koi masqaat nahi saara kam ap k hath mein hota hai sirf nazar ka kam hai ap jab free ho 1 hour mein ya 10 mintues mein ya 5 mintues sirf aik nazar dekhna hai aur apna profit collect kr lena hai.
               
            • #456 Collapse

              men ek naya trader hon but i dont think so ke itne bare aur worldwide business ko men ya koi aur chorne ka soche ga saiwaye us aadmi ke jisey apne aap par aetmaad hi na ho ya phir uske emotions usey ek acha trader na banne de rahe hon
              • #457 Collapse

                mene kabhi forex ko chhorney ka nai socha or Insha Allah kabh i sochu ga bhi nai is se hamney bht kuch ssekhney ko milta hai. forex sn ke liye bht bes t hai.
                • #458 Collapse

                  never men ny to kabhi nai socha even ye to adat bun chuka he kai bar profit jub milny lagy to wo chalta hua business koi kesy chory ga, i love forex,
                  • #459 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                    ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
                    Jee mainy jab apny live account par bohat ziada loss kea tab mainy socha tha keh main chor dun laikin mainy phr say seekhna shuru kar di keh main apna loss es say he nikalon ga.
                       
                    • #460 Collapse

                      Forex ko har bar sochta hu kay chor du jab jab high loss hota hay phir sa start karta hu kay shayd meri ghalti thi jis ki waja sa loss huwa hay
                      • #461 Collapse

                        nahi yeh nahi ho sakta is mai ana tou bht asaaan hai lekin is ko chor k jana bht mushkill hai q k is mai bht earning hai or is ko koi bhi nahi chor sakta hai
                        • #462 Collapse

                          nahi mana is ko kabi chorna ka nahi socha kiyu ka is sa muhja bohat faida hasil hu raha hai aur is ki madad sa ma ghar betha itna paisa kama laita hu jitna ka muhja zarorat hai aur yah aik profitable business hai aur is ma ap thori si mehnat kr ka ap zayda paisa hasil kr skta hai aur is ma ap apna furte bi bana skta hai is ma koi fraud bi nahi hai
                          • #463 Collapse

                            nahi me abi forex ko chorny ka nahi shocha and i think forex trading is really a game associated with luck. However just before making an investment your hard earned money it is best to analyze the forex market adequately and do not depend on your own luck.
                               
                            • #464 Collapse

                              aaj sy taqreeban 4 saal pehle main aik house main hota tha jahan par aik achay khasy baray level pr trading hoti thi in billions. or boht bara karobar tha or main wahn pr accounts sambhalta tha logon k. or wahan par kaafi dekha to socha k kabhi ni karna. ab halaat aisy aa gye k khud soch raha hoon k issi field main luck azmata hoon.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                bulkal nahe q ky forex sy acha koye business hum ko nahe mal sakta ais ky elwa forex muj ko pasay kamanay ka bahteern moka deta hai jo ky maray aur maray family ke zaroryat porey karta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X