kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
    ap ma sa kitna trader asa han jo forex ko chorna ka soch raha ha apna apna experience share krain for new traders
    Nahi yaar me ne to kabhi bhi forex ko chornme ka nahi socha aur me kabhi is ko chorne ka soch bhi nahi sakta kiyo ke forex ne mujhe earning karne ka moqa dia hai wo bhi sakoon se ....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      Nahi mei ne kabhi nahi socha forex ko chorny ka because ye mery lie aik bht interesting business hai or is business mei, mei expert banna chahti hon taky aik successful trader ban sakon or jab bhi mjy trading mei loss hota hy then mei apni mistakes ko remove karny k lie forex trading mei ziada se ziada learn krti hon instead of leaving the trading.
      • #528 Collapse

        ma na kabi b isay chornay ka ni socha keun k ye ak acha bussiness hai yahan lose b hota hai or gain b is bussiness ko wohi chor saktay han jin k pass is kam ki practice ni hai or wo is kam k baray ma informaiton ni rakhtay or unhen bar bar lose hota hai
         
        • #529 Collapse

          gee nahee tu main tu khab be forex trading ko chorna nahee chaha hain is main sahee hain moji is main tora bohat loss howa hain par pir moji forex trading main ahista ashita forex k bary main experince ho gaya .or pir moji forex trading main sara loss be cover ho gaya .or abee is main moji ek acha profit be mil raha hain
          • #530 Collapse

            Well when i was new in this business on that time i was think about that i leave this business, because on that time i never understanding forex techniques and strategies as well. but now i dont think about that because now i earn profit in forex business.
               
            • #531 Collapse

              may nay tou esa kabhi nahee socha hay kyn kay is may time waste nahee hota hay or mujhay yeh business bohat pasund hay. May tou chhaun ga k koi bhee isay na chhoray bus is may seekhtay rhey or jitni koshish ker skta hay isay seekhhnay may kerta rhey or mehnat jari rakhy.
              • #532 Collapse

                dear sir mene to abi 2 din hue hain forex ko join kiye hue me isko kese chor sakti hun ye to 3 4 mah k bad muje pata chale ga k is me kiya hai or kiya nhe hai uske bad hum sochen gy k isko choren ya na choren mera khayal to itna hai k koi bhi isko nhen chor sakta aik bar jo forex ka maza utha le who isko kahan chor sakta hai..
                • #533 Collapse

                  base on me any time that you are following this forum that is the sure time that you will be able to learn a lot and you will not be able to make any mistake from one level to the other
                   
                  • #534 Collapse

                    I never content active giving up forex trading line. Forex trading is rattling fascinating and major business substantiation of me. So I can not change forex trading performing.
                    • #535 Collapse

                      Main tu esa kabi soch bhi nahi skta ho ka main Forex ko chor do kyun k muj ko ya business bhut muskal se mila hai iss se pehla mein ne bhut business kiya tha lakin muj ko iss business jasa benefits khen aur business mein nahi mila hain iss liya main tu iss business ko full life karu ga.
                       
                      • #536 Collapse

                        ma na to abi he kuch phela is ko join kia ha ma na abi forex ko chorna ka nai socha ma na abi forex par just trading karna ka he socha ha agar hum forex par trading kar k zayada loss hasil karta ha phr ja kar humara dil karta ha is ko chorna ka otherwise kisi ka be dil nai karta is ko chorna ka.
                        • #537 Collapse

                          kabhi nahi socha k main forex chorr don main buhat safe trading krta hon or buhat achi earning kr raha agr banda theak se bagair laluch k trade kry tu wo banda
                          kabhi forex ko nahi chorry ga kiyun k forex ko sirf wo banda chory ga jis ko loss ho ga ,
                          warna profit wala kon chorry ga
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #538 Collapse

                            g nahi mra asa koi irada nahi hai k mai forex ko chorun... bal k mra irada hai k mai forex ko apni lafe ka hissa bana lun or hamesha isko apne sath rakhun
                             
                            • #539 Collapse

                              maine abhi theek se start nahi chorne tou dor ke baat hai :P.lekin main kafi logo se sunna hai ke jo log aik bar forex main ajate hai wo loss hojane ke baad bhi wapis nahi jate.attraction hai is kaam main :P thanks.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Dear apne bohat achi baat pouchi hai mere khayal se forex ko sirf wo chorne ka sochega jisko isme loss hua ho lekin jise isme aik achi earning ho rahi hai wo ise kabhi chone ki nahi sochega.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X