kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Gee brother shuru shuru main jab main ne forex ko join kiya tha to sochta tha ke kya fazool kaam hai ye laikin jese jese waqt guzarta gya to main forex ke saath bohat zayada attach hogya... or abb to forex ko chornai ka kabhi bhi nahi soch sakta or jab tak zindagi hai bas forex he use karna hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      bilkul nahin janab forex business ko kon chor skta he bhala forex business to aik bohot hi bara online business hey aur agar hum is buisness main aik dafa enter ho jatey hain to phir hum isko kabhi bhi nahin chor saktey hain.
      • #438 Collapse

        nahi ma ny forex ko kbi bi ny socha k ma forex ko choro ga es ki waja yi h ma itna pisa forex sy kama skta ho otna kahy sy bi ny kama skta or es ly li mujy koi bi job ki bi zarort ny ma forex ko kbi bi ny chor skta
        • #439 Collapse

          I am mature person so i need money every month and i do not have investment so it is good o have this for me to do trades and get good business from it.
          • #440 Collapse

            Yar mujay forex say acha bla profit mil rha ho our may usay chornay ka kyu socho ga ahn ye ho sakta hay kay trading may pohat sara sarmaya loss kar deya hay to soch sakatay ho kay ab trading
             
            • #441 Collapse

              dost agar ap forex ku smaaj kar choor du gae tu mere kiyal mein dinya ke koi be work ap ku passand nahi aye ga mein jab se seekh hai tab se es mein bohat aga jany ka soch rahy hoon forex is good buisness right question for public thank u admin.
               
              • #442 Collapse

                Dear hum to is k sat sat he jab tk ye chale gi or humari zindgi b is k sat hy hum kabi soch he nhi sakte k hum forex ko chor dan impossible hy is se huma bht zyada fida ho rhaa hy or bari bat ye k hum ghr bth kar bht quch earn kar rah he thanks for Forex
                • #443 Collapse

                  han g aik bar socha tha magar 2 months kay baad dobara join kar lia or phir apni tamam bad habbits ko remove kar dia or us kay baad se le kar ab ta kar raha hoon. Trading ko chora mushkil hi nahi naamumkin hai kiun kay ye kam aisa kam hai jo aap ghar me beth ke kar sakty hain.
                   
                  • #444 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: malikarif پيغام ديکھيے
                    Dear hum to is k sat sat he jab tk ye chale gi or humari zindgi b is k sat hy hum kabi soch he nhi sakte k hum forex ko chor dan impossible hy is se huma bht zyada fida ho rhaa hy or bari bat ye k hum ghr bth kar bht quch earn kar rah he thanks for Forex
                    ji haan aap se me muttafiq hun bhai , yeh business na he kabhi me bhi chor sakta hun even na kabhi chorun ga yeh business meri life ka pehla or akhri business hai yeh business waqt ke sath sath or bohat tarakki karta jaye ga or meri dua hai ke is me mujhe and aap sab ko bohat earnings hasil hon . Aameen !
                       
                    • #445 Collapse

                      nahin bhai main ne forex ko chornay ka nahin socha yeh aik acha business hai hum yahan se unlimited profit earn kar saktay hain ager hum yahan loss main chalay jaatay hain to woh bhi hamari mistake hoti hai.
                      • #446 Collapse

                        Dear forex is good online business. i cannot leave forex any time and any situation because is the the best business in the world. i can trade and get profit in short time. i seek knowledge and experience about forex. this is the best way for income. so i like him very much.
                         
                        • #447 Collapse

                          zahir si bat hay maray dost forex ho yea koe aur kam ho chahay wo koe bhi kam ho insan us ko chornay ka soch bhi nahe sakta haay jis say insan ko acha rozgar aur profit ho raha ho is leya forex ko chorna bhi mushkil hay janab je
                           
                          • #448 Collapse

                            Jab mugy loss hota he to mein sochta hon kay forex ko chour don or apni study complete kar kay kuch or karu magar pher jab mein earning ka sochta hon pher dil kata he k forex ko hi continue rakhu magar mugy kuch or bhi karna pary ga permanant solution nai he.
                               
                            • #449 Collapse

                              No. I never think to live forex, Because I love forex and want to trade here in the last of my life. Forex is my only occupation so I will never leave it. Thank you for the post. Regards.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                g meny forex ko life time dekny k bary me socha hy oor wish yahe hy k me esko life time business bnalun..
                                mera esa koi irada nahi hy k me forex k chorr jany k bary me sochun./.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X