kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    not at all ,i do not think that i will ever leave the forex ,the forex is like the blood in my body and i will never left it in the life of mine ,so friends if you will once enter in the forex then you will also not left it in the life
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      It is very good for you at all times to always check the main level of the market so that you will not have any problem when you are trading so for me iu wilkl say that for you to be able to make good money you must always follow the trend
       
      • #588 Collapse

        nhai mene socha hai lekin me nahi chor paoun ga is ko asani se kiun ke is me bohat paisa hai or mujhe jahan paisa nazar ata hai me us jagah ko chorne ke bare me soch nahi sakta hun so i don't think ke me is ko kabhi chor paoun ga .
        • #589 Collapse

          Mujhy forex trading main bohat loss hoa hay lekin main nay forex trading ko chorrnay ka kabhi nahi socha wo is liye kay jo bhi loss mmujhy hoa hay wo sirf meri mistakes ki wajha say hoa hay. Ab main nay apni mistakes ko bohat control kar lia hay is liye ab mujhy loss bhi bohat kum hota hay.
          Proud To Be a Pakistani ..
          • #590 Collapse

            asslam o alikum dear's nhe asa soc h be nhe sakty ha kyoo ky forex ak bohat he acha business ha as sy hum bohat he asane sy bohat he zayda earning akr sakty ha our as ma profit be bohat zaida ha.
            • #591 Collapse

              main ne aaj tak kabi bhi forex ko leave karna k bara mein nahi socha hai kyun k ya business muj ko bhut muskal se mila hai aur ya kasa ho skta hai k main iss business ko leave kar do. jo bhi iss business mein aik bar aa jata hai tu wo per kabi bhi us ko leave karna k bara mein soch bhi nahi skta hia forex mein bhut ziada benefits hain.
                 
              • #592 Collapse

                Dear jab gher bath kar ap acha kama sakty ho to q kar forex ko chorain han ager forex hi chor day to kuch ni kaha ja sakta es ko chorny ka baray main
                • #593 Collapse

                  hmm ap ny acha question kia g ma ny qabi forex ko chorny ka nahe socha ku k ma ny start sy he es sy profit earn karna start kar di thi but jab loss hota ha tab gussa ata ha but wo khud py ku k mari galti ki waja sy or jaldbazi ki waja sy loss hota ha ma forex ko apna life ka business banana chuka hu or es mi success hasil karna chahta hu or es ko learn kar rahah hu.
                  • #594 Collapse

                    mein forex trading se disappoint kahi bar howa hoon magar meine forex ko chorney ka khabi nahi socha is ki main reason yah hai k mein forex trading ko part time kar raha hoon aur full time nahi isliya mujey ziyada disappointment nahi hoti jab mein forex trading mein loss kartha hoon jo b traders forex ko full time kar rahay hotey shayad un honey aik stage par forex ko chor kar kisi aur kaam ko karney ka socho hoo...
                    • #595 Collapse

                      Trading asan to nhi hai laikan jab es field mein inter ho he gy hain to chorne ka kiun sochain gy.loss aur galtian to part of business hain,so be brave mehnat karo aur ab khuch ban kar dekhao.
                      • #596 Collapse

                        bhai jin trader ko lose hota hai wo sochtay han k hum forex ko chor den lakin lose honay ki waja unki apni hoti hai lakin maray khayal sa ma isay kabi ni chornay ka soch sakta keun mjy is sa acha profit mil raha hai or mari zaroriat pori ho rahi han ma kabi b isay ni choro ga
                         
                        • #597 Collapse

                          main jub forex main new tha aour ziada trading loss main hoti the main ne us time bhi forex ko chorne ka nahi soocha tha. iss waqat to swaal hi paida nahi hota.
                          • #598 Collapse

                            g ha jo forex trading may kam karta hay or profit hasal karta hay vo forex trading ko kebi nahi chor sakta hay kukey ya ik asa bissness hay jis may loss ka chance bhot hi kam hay or profit k chance bhot zada hay or jo insan is may zada sy zada earning karta hay vo insan forex trading ko kaisy chor sakta hay is ko chorney ka ham soch b nhi saktay hay
                            • #599 Collapse

                              yaar mn na forex ko 2 times chora ha kuch reasons ki waja sa magar apni marzi sa nhi balke external factors ki waja sa magar mein phir wapis aagaya kiyn kah is mn mera interest ha magar aaik month chorne ki waja sa mein apne app ko six month back feel krta hn :( yeh bohat bare problem ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                no friends i do not think that i will ever leave the forex ,the forex is the great business and the most profitable business in the world that is why i do not think that i will ever left it in the world or in my life that is the great business
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X