impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1981 Collapse

    I think there is no impact of education in forex trading business because es mai zarori nhe hai k ap tbhi successful trader bn skty ho jb ap highly educated ho no its wrong forex ek ESA business hai jis mai education we ziada knowledge or experience or practice pa depend krta hai jitna experience hoga ap ko itna hi profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1982 Collapse

      seecess kay pechay aaik education ka bi aik bohat hi bara ruel hai kay agar apki education hi achi nai rehay gi ap starigh forward trade bi nai kars akaty hai education ka aik bohat hi bara advantage hota hai ap financila news bi achi taraha say read kar sakaty hai
      • #1983 Collapse

        forex trading main education ka bohat matter hota hay kyun keh agar educated hay to forex trading ko achy say samjh sakty hay aur market main hum kamyab earning kar sakty hay
        • #1984 Collapse

          education bahoot zarori hy trading k liay trader jita educated hoga us k pass jitna knowledge ho ga utna achy faisly krry ga aor profit gain kery ga
          • #1985 Collapse

            Ofcourse education is the only thing with hard work behind every successful trader so that you have to know what you are doing and why you are doing so gain maximum from the trades you are in
            • #1986 Collapse

              Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wabara katuh, bhai jan ilm ki ahmiat to bht zada hy forex main ilm k bger forex main kuch nai hy agr ap ny forex ko se parha nai hy tao ap khak trading krain gy, forex k maidan main any se pely apky pas acha khasy ilm ka hona zroori hy
              • #1987 Collapse

                hamain is main education ki demand nai hai is forex main sucess hony k liye hard work karni ho gi aur rules ko follow kar k hi hum sucess ho skay gay aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi it is best
                • #1988 Collapse

                  g ha dear agar hum ais business ko start karny se phly achi tarha ais kam ko learn karty hai aor ais k baad ais par practic karty hai to aus ka hum ko ye faida hota hai k ais market ka thora bahot experince ho jata hai jis se hum ais kamyab ho sakty hai janb.
                  • #1989 Collapse

                    merey thinking se Forex ke taleem aor common taleem main farq hay agyr ham Forex kaa maloomat ziyada rakhtey han to ham kisee bhee common man sy ziyada achaey traders hein chahey woh highly educated hao magr usy Forex kaa maloomat na hao to woh aek good traders nahin hai, usy chaheay ky woh pahly Forex kaa maloomat hasel kery.
                    • #1990 Collapse

                      AOA, No brother yei essential nahe keh 1 highly educated he achaa traders ban skta ha, , kaam educated bandaa be nice traders ban skta ha, agr Us ky pass tajruba hao aur tradings ky mutaelliq education ho, ap ke learn achee ho, ap aapne kaam sy honest hn and app mehnet hn to app 1 achee traders bn sakti hein.
                      • #1991 Collapse

                        AOA, info sey hr maedan mein kamyabi hasel kr skty heen, go uneducated hotey hen on kee zindgi meem koch bhee nyi hotae, woh dead zindagi gzaar rahe hotey heen, Forex mei app study keh bghair trading kr hi nyi pataey
                        • #1992 Collapse

                          is forex main trade karny k liye experience hasil karna ho ga aur education ki demand nai hai is main knowldge ho ga tab hi hum acha earn karein gay aur trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty ahin
                          • #1993 Collapse

                            Forex main taleem ur awarness ka bohat amal dakhl hi q k jub apkko achy trading ka knowldge hi nahi ho ga tu app kaisy achy trader ban saky ho aur profit earn ker sakty ho
                            • #1994 Collapse

                              Bahi Jan forex trading students ko kabhi bhi nhi krni chahiye very dangerous for students un ko loss bhi is hi wajah se hota hai humein trading serious mood mein krni chahiye aur profit ke lye karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1995 Collapse

                                Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se education ka to is forrx k sath koi link nhe hy q k ham jb yahan kam krty han to asal me hum isko us waqt bht seekh rhy hoty han knowledge or experience hasil kr rhy hoty han han ye hy k education ka apna aik rol hy insan ki zindagi me pr wo aik alag bat hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X