impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    Is k liye Koi zaroori nhi hy k ap educated hi ho forex trading business mein ap kam education se bhi trading kar saktay han kiok forex trading business mein kaamyaab hone k liye learning knewledge experience ki zaroorat hoti hy aur is k liye educated hona Koi zaroori nhi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      educationd parsan be trading ma loss karty ha un ko be seekna hota ha is ma education ka kio msala nhe ha aap high educationed be nhe ha to is ko seek kar kartty ha to aap acha earnkar saktyha
      • #2028 Collapse

        Education wsaie bi ak insan k lie bht zaroori ha lakn aik forex trader k lie foerex education aik lazmi shart ha .forex trade aik bht hi wasee program ha jis mn insan apni jama poonji invest krta ha is lie with out education is ko shuru ni krna chahie
         
        • #2029 Collapse

          Forex trading mn education bht hi zaroori ha agr education na ho tu kioi bbi trafe ap achi tareeqe se ni laga skte aur ap ko loss hone ka khatra ha is lor jo bi kam krn socj samaj kr au khud itimadi k sath krn ta k ap ko nafa hasil ho ske
           
          • #2030 Collapse

            Forex main apko jitna bhi experience ho ga wo kam haihai.hameln jahan kahen se koi information ya koi taleem miti hai forex ke related wo leni chaye. Business day by day taraqi kr rha hai is ley education bht zarori hai.
            • #2031 Collapse

              education kay life ke har field mai he achy impact app ko mil sakty hain. ager traders ke education achi ho tu phir traders ko Forex trading ke learning mai b asani rehti hai aur woh achi trah say trading ke learning kar laite hain .
                 
              • #2032 Collapse

                is main education ki demand nai hai aur hamain market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade kar k market main run karein gay aur greed ko avoid kar k earning ho skay ig
                 
                • #2033 Collapse

                  yah bat sahi hai magr jin ko highly education nahi hai or wo likhna pahrna janty hain tu wo bhi achy trador ban skty hain es liye forex main jo bhi work hard or manat krta hai wo aik din zaror aik acha trador ban jata hai
                  • #2034 Collapse

                    education ki koi demand nai hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum acha earn karein gay it is bes
                     
                    • #2035 Collapse

                      Bhai Dunyia k kisi bhi kaam k liey us k baary mein zyiada sy zyiada knowledge hi us kam mein map ko successful banata hyhy same case Forex trading mein bhi education and knowledge about Forex bahot zroori hy
                      • #2036 Collapse

                        Aik achy trader bannay k liay market ki learning bahut zarori hoti hai na k education ager market ki learning achi hai tu wo aik acha trader ho sukta hai lakin acha education bhe aham hoti achy trader k liay
                        • #2037 Collapse

                          kesi bhi kam ko karne ke ley proper education bahat ahmiyat rakhti hai education ke baghir koi bhi kam asani se piaye takmeel tak nai ponch pata. Education hi wo wahid rasta hai jo aadmi ko kuch hasil karne ke qabil banata hai
                          • #2038 Collapse

                            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. g nahi education itna matter nahi krti jitna k tajurba krta hai km educated b zyada time or tajurby se zyada achi trade kr skty hain or zyada educated bgher tjurby or km time mein utni achi trading nae kr skty... bcz practice makes a man perfect...
                            • #2039 Collapse

                              G bhai education se insan ka mental level men izafa hota hai wo asani se sekh leta hai. Mery khyal men education se zyada experience ki importance hai. Q k ap jitny b educated hon agar ap k pas experience nahin ho ga to ap kuch b nahin kar sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                Ye koi lazmi nahin hai k aik acha parha likha admi hi trading main zayada successful hoga laikin ap jitna zayada educated hon ge to utna zayada apko acha kaam kr asken ge aur zayda profit kama saken ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X