impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    a.salam.forx ko samjny k lyie bht zayda high education ki zarurat ni hoti just hum ko is k demo account par parctic kar k bht achy trader ban sakty hain.forex ko samjny k lyie bht he achi sahullat hai.forex ko samjny k lyie humko aik gauider ki zarurat hoti hai jo ap ko gauid karny aik teacher ki thra phr demo account py parctic karny phr hum aik achy trader ban sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      bilkul bhai ek insan jo educated hota hai zayda usay is trading business ko samjny mein zayda mehnat nahe karni parti hai ulta pas is ki basic cheezon ko samaj leta hai and usy idea ho jata hai us ny kasay chalna hai.haan but agar usey strategy and tricks ko bhi use karna ata ho tou yeh us kay leye bohat he assan kam ho ga.
      • #1713 Collapse

        Dear agr ap educated k meanings degree laty hain to phr is ka koi fida nh. Lakin forex k liy ak person ko relevent to forex knowledge hona bot bot zorori ha. Education does not means that you are now expert in all activities of life. Education to ak rasta dakhte ha,jana ap ny hota ha. So ur exprties matters in forex. For example mary bhe mj sy kam degree holder hain par wo forex ma bot expert hain.ma un sy information lata hun. Sare bat interest ke ha,age interest ha to high degree education does not required.
        • #1714 Collapse

          Impact of the pakistan forex forum trading agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap
          • #1715 Collapse

            sducation ka hona aik tarder kay apss boaht hi achi bat haikyu kay is say wo is buisness mei ani wali news kay baray mei boaht hi achi tarahs ay information ko cilolloect kars akat hai is kay baray mei wo chi learning kars akat hai
            • #1716 Collapse

              forex ki trading aik aisa business hai jab tak ap isky bary mein learning ni karein gay ap is mein maximum earning ni kar skty is liye ap pehly learning karein aur phir ap ache earning kar lein gay.
              • #1717 Collapse

                Dear is business me hmen success hasil karni ha tu us k lie hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen tb hi hm asani se is bvusiness me success hasil kar skaty hain or is business se hm apni dreams ko b asani se pora kar skaty hain isi liye ye best business ha
                • #1718 Collapse

                  Impact of the edcation agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy
                  • #1719 Collapse

                    forex tradi g aik boht acha business hay hum is main trading karty hain or huamin trading main loss b ho sakta hay or huamin traidng mainprofit b hasil ho sakt hay or humain trading main agr success hail karni hay to humain trading main education ka b shara lyna hota hay jis say humain traing main loss nai ho ga
                    • #1720 Collapse

                      g han ye bat ap ne sahi ki hai ham education ko b frex me success ka zariya bana skty hain mgr education economic sy related honi hai
                      • #1721 Collapse

                        education trader ki success ker bit ziada depend kirti hi jo trader ziada educated ho ga wo as business good way se learn kir skta hi ar as min good decion le skta hias ko market ke trend ko find kirne min asani rehti hi
                        • #1722 Collapse

                          Ni dear forex trading par education ki koi limit ni sirf or sirf experience ki zaroorat hoti hai.Forex trading par wohi hi sucess hasil kar sakta hai jis ka pass forex trading ka achy sy acha experience hota hai.
                          • #1723 Collapse

                            g haan forex main wohi acha trader hota jic ko forex k bary main achi eduction hassil ho aur ap ko chaia k ap forex k bary main jahan sa bi information mily uc koo hassil karo kuin k forex main wohi loog kamayb hoty hain jin k pass forex k bary main achi eduction hoti ha
                            • #1724 Collapse

                              assalamu alaikum dear is bat see inkar to nahi keya ja sakta ke agar kesee ke education achee hai to os ko apne education ka faida naho koee na koee to faida hota hi hai dear
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                G han bhai jan ak educated insaan acha earn kr skta hai ku k wo is main sab kuch totally tooe par smjh jata hai aur is pr jitna time spend kro utna hi earn kr skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X