impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    forex trading aik boht acha business hay humain is main trading kay through profit hasil hota hay agr hum educated hain to ye huamry liye to or b acha hay kun kay hum trading ko jald hi sekh lain gain or hum is mian jald hi experience hasil kar sakty ahin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      yar har ek cheez ka liya knowledge hona zarori ha is liya is field ma bhi ap knowledge k begair kaam nai kar saktay ho kyo k ap ko knowledge honi chahiya k kis waqat kon si strategy implement karni ha aur kon si nahi.
      • #1668 Collapse

        nai aisa bilqul b nai hy k koi high educated person acha trader ban jaaye, , ,merykhyal sy ye sara kaam ap k intrest pay hota hy. . .ap jitna zyada kisee kaam main involve hoty hain utna he zyada kaamyaab hoty hain. . .us kaam ta experience hona laazmi hy ap k pass na k highly educated hona laazmi hota hy. . . .
        • #1669 Collapse

          education is important in every field. chahay aap office work kar rahe hon ya trading kar rahe hon agar aapki education achi hogi tou aap k faisle sahi honge. Education mind train karta hai jis k badolat ek insaan ache aur sahi faisle lene k qaabil hota hai. is liye education is very important for trading
          • #1670 Collapse

            Education is very essential for our trading business and also we can get success in it if we learn about it, analyze it, get information about it daily.
            • #1671 Collapse

              forex trading ma kamyab hone k lea education ki bohat zayda importance hoti hai is lea hum ko phle forex trading ko learn kar na chyea
              • #1672 Collapse

                yes dear forex kiliya general aur forex dono lazmi hai without these education ap aik successful trader nahi ban sakthy es liya mere khayal mein education lazmi hai thanks
                • #1673 Collapse

                  G hna app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hm achi education k sath is business me success hasil kar sakty hain or is business se achi earning kar k apna career b asani se bana sakty hain isi liye ye best business ha all world kaa
                  • #1674 Collapse

                    jo log pahly se educated hoty hain wo is ko jaldi search ker k knowledge gain ker lety hain or achy trading kerni tart kerty hain is ley forex men education ka thora impact lazmi perta hai is ley ap ko bhi educated hona chahye.
                    • #1675 Collapse

                      forex trading aik boht acha business hay is main humain enteer hony kay liye thora educated hona zarori hay is amin humari education ziada ho gi to humain trading ko sakjhny main asani ho gi or hum easily trading main success hasil kar sakin gain
                      • #1676 Collapse

                        G han is business me aksar success hony ki wajah education bnti ha lakin mere jahan tk experaaaince ha is business me koi bhi success hasil karta ha jis k pass is business ki achi knowledge hogi woi is business se success hasil kar sakta ha or earning kar sakta ha
                        • #1677 Collapse

                          Asslam u alikum friend, jee nahi iss forex trading me success k liye ek highly educated person ki zaroorat nhi haan but itni samajh ho k wo trading ko sammjh saky, kyun bohat se aese traders bhi hain jo forx se bohat acha earn ker rahy but wo koi highly educated to nahi hain, bas humein yahan mehnat kerni hai kamyaab hone k liye
                          • #1678 Collapse

                            sir ma apki is baat sy agree nahi karta,,, forex main jisky pas taiz dimag ho planing stategy best ho woi acha trader ban sakta ha,, es main taleem ka koi dakhal nahi,,,
                            • #1679 Collapse

                              jee bhai main aap k sawaal k jawaab mein ityna kehna chahon ga k aik trader ki kaamyaabi k peechy us k highly knowledgeable hony ka bra hath hota hy, Forex traders ko profit ki trf ly k jata hi un ka knowledge hy, traders ko investment tb lgani chaheay jb un k paas enough knowledge ho....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                jee bhai education ka knowledge ka aik bohat deep impact hota hy traders k profit loos py, jis trader k pas jitna ziada knowledge hota hy wo utni amount earn krta hy aur jis k paas thora knowledge hota hy us k liay Forex mein trading mein loss k chances bhi utny ziada hoty hein...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X