impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    iak hi cheez ko jub ap kartay hi jaiy gay tu ap kay lau phir is cheez ko learn karna aur bi asan ho jata hai is laiy hi agar ap is buisness mei bi bar bar mehnat ko kartay hi rehtay hai tu waqt kay sath sath apka tujarbat bi barh jtay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      Educated log uneducated logon sey buhat behtar hy aur woh forex ko jaldi aur asani sey samjh letay hain aur is ki strategies ko achi tarah follow kr saktey hain. Education sey hum internet pr different websites ko asani sey samjh saktey hain aur dosron key experience sey faida utha kar khud apney leye strategies bana saktey hain.
      • #1743 Collapse

        forex may kamyb hny k lie hmari education ka acha imact prta haa is lie humy cahye k hum apni education ko trading k lie use kren or fidaa hasil kren
        • #1744 Collapse

          ji es kam mein education hai es liey kam krna chaheay yeh kam sahi hai acha hai es liey smjh k kren yeh kam !
          • #1745 Collapse

            education forex trading mein optional cheez hae mere dost ye compulsory nahi hae kiunk is mein admi yani forex trading ki taraf se aisi koi pabandi nahi hae k is ko karne wal admi educated ho.......
            • #1746 Collapse

              dear education ka mukabla tu koi b nhn kar skta agar ap acha kamana chahte hain tu ap ko mehnat karnii pare gii aur es business ko seekhna ho ga ta k ap ach earn karo aur apnii life ko b set karo...
              • #1747 Collapse

                My dear friend forex trading ik online currency bussines hy or is main ap ko boht si techniques ka samna krna parta hy is lye forex main education ka koi khas role ni hota hy agr low educated person forex ki trade or forex ki market or is ki conditions or forex ki movement ko understand krta hy or achi practice or best experience rakhta hy to phir wo ik boht acha trader bn skta hy.
                • #1748 Collapse

                  G ap ki baat to sahi he lekin aja kal k maximum trader is me study ni kerty hen and un ko is ne knowledge hota ni he jis ki wajha se koss hojata he
                  • #1749 Collapse

                    forex ki trading business mein education ka be bohat acha impact parta hai because is say ap forex ki stratgeis bohat jalad aur ache tarah say samjh jaty hain is liye students kay liye best hai ye.
                    • #1750 Collapse

                      zaruri nahi hy k high educated hi kamyab trader ho. yahan low education waly b kamyab trader hain. forex ko kamyab banana ap k hath main hy k ap k sy trading karty hain
                      • #1751 Collapse

                        education kisi bhi business ya work main bahot important role play karti hai isi trha forex main bhi education kafi important hai agar aap well educated hai to aap iske bare sahi knowledge and trading strategies ko sahi use kar sakty hain.
                        • #1752 Collapse

                          Yes impact education success the trader kyoun kesi bhe trader k lye impact education trade karny k lye bhot zarori hoti hai agar hamary pas impact education nahe to hum forex forum pe ek kamyab trader jur hard worker nahe ban sakhty
                          • #1753 Collapse

                            Forex mi agr ap forex ki taleem high krty hain tu pher ap ko faeda ho ga. Aor dosri aam taleem etna matter nai krti. Ap jetna forex ko parh sakty hain os ko study karen aor amli kam karen.
                            • #1754 Collapse

                              koi jitna b educated ho leken forex pa trading karte wakt wohe traders successful ho sakte hein jo ka forex ka bare mein information rakhte hein otherwise educated to bht sa log hote hein jo forex par success nhi pa sakte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                education ka forex pr zeaad impact ni parhta lekin agr ap ki qualification jitni zeada hogi hi ap utna acha undersatnd kro gy forex ko..or bss is se zeada koi asr ni parhta .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X