impact of education in success of trader?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    G bhai education se insan ka mental level men izafa hota hai wo asani se sekh leta hai. Mery khyal men education se zyada experience ki importance hai. Q k ap jitny b educated hon agar ap k pas experience nahin ho ga to ap kuch b nahin kar sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      Ye koi lazmi nahin hai k aik acha parha likha admi hi trading main zayada successful hoga laikin ap jitna zayada educated hon ge to utna zayada apko acha kaam kr asken ge aur zayda profit kama saken ge
      • #2058 Collapse

        Education k barra taalluq hae forex trading sy q k agr bndy ny forex trading ki education hasil na ki hoto wo ik acha aur professional trader kabhi b ni ban sakta q k bahot sy mulkon k halaat ka jaiza lena parta hae.
        • #2059 Collapse

          jee bhai ek successful trader banny k ly highly educated hona zruri h. highly educated ka ye matlab ni h k aap k pass degrees hn balky ap k pas forex k bary mn bht ziada knoweldge hona chahye jis ki bina pr ap ek kamyab tarder ban skty hn
          • #2060 Collapse

            Bhia trading har koi sakhta hai is ke liye ap ke pass acha experience aor knowledge hona chahiye bus ap forex me trading kar ke ek successful trader ban sakhtey hain,,,,,,
            • #2061 Collapse

              nai koi bhi is my jitna mrzi hoi prha likha kio na ho is my kamyab nai ho sgta hy kio k is my kamyab honhy k liya ham ko bhot zeada mhanat krna hoti hy is my ham ko ya hoat hy k is ki bhi studey lyni hoti hy tab ham is ko kuch smjh sgty hy k is my ham khsy kam kr k pasy kama sgty hy is ki studey education bhot hi zead mushkil hoti hy
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • #2062 Collapse

                nahi ayh bat nahi hai q k forex aik asa business hai jis main har insan trading kar skta hai or sikh skta hai aysa nahi hai k es k ye koi limitations hain or aysa bhi nahi hai k es main expernced ko he chanse milta hai es main hmain yah krna hota hai k hmain bus es ko sikhna hota hai or osk bad hum jo bhi hain jesy bhi hain trading kar ksty hain or es main achi earning hasil kar ksty hain
                • #2063 Collapse

                  dear forex mein agar ap k pass achi education ho to ap is sy kamyab earning kr sakty hein q k agar ap ko forex k bary mein acha knowledge or experience hoga tabhi ap ek achy trader ban sakty hein or apni life ko change kr sakty hein is liye hard work to get success easy in forex
                  • #2064 Collapse

                    Education housing karne ke liye Hame Zyada Se Zyada effort Karni chahiye stock exchange ke related bhi Hamare Paas historical information oorellam hona chahiye Jisko use kar k Hum market Se Apna capital accha Hasin ya Utha sakte hain
                     
                    • #2065 Collapse

                      Bro! forex trading main forex ka knowledge bohat important hai ,Iss kay knowledge kay baghair koi trader successful nahi ho sakta, Aik successful trader bannay kay liye forex trading ka knowledge aur trading ka experience hona bohat zaroori hai!
                      • #2066 Collapse

                        Nai ayk acha prha likha tarder hi acha trader nai bnta hy forex ka study sy koi talak nai hy is ka talag hard work sy hy jo hard work krna jatanata hy is my who hi os my hadshah hota y who is my pasy kama sgta yh our acha trader hota hy
                        • #2067 Collapse

                          hamain is forex main sucess hony k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur is forex main education ki koi limit nai hai is main hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur is say kam karny main bi faida ho saky ga
                          • #2068 Collapse

                            humain is main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main education kam hona croi hay humain trade kay bary main knbowkedge ho gi to kam karna kafi asn ho sakta hay magr humain low risk main kam karna ho jis say market main achi earning hasil ho sakti hay practice kar kay achy say kam karna ho ga loss km ho
                            • #2069 Collapse

                              Forex trading me kamyabi k lye genral educaeducation k sath sath forex trading ka knowledge buht zruri hy. Q k education k bghair kamyabi buht mushkil hy . Is lye education ki importance sy hm inkar ni kr skty . For this jb knowledge ho ha to loss k chances km hn gy .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                Education kay honay ke waja say kisi b kam mai learning kay doran bohot he ziada madad milti hai . ager traders ke education achi ho tu woh trading ko b ziada achy traqay say sahi trah say samjh bohoj kar kar sakty hain aur apni trading ko ziada imporve kar sakty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X