impact of education in success of trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    Education k barra taalluq hae forex trading sy q k agr bndy ny forex trading ki education hasil na ki hoto wo ik acha aur professional trader kabhi b ni ban sakta q k bahot sy mulkon k halaat ka jaiza lena parta hae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      jee bhai ek successful trader banny k ly highly educated hona zruri h. highly educated ka ye matlab ni h k aap k pass degrees hn balky ap k pas forex k bary mn bht ziada knoweldge hona chahye jis ki bina pr ap ek kamyab tarder ban skty hn
      • #2043 Collapse

        Bhia trading har koi sakhta hai is ke liye ap ke pass acha experience aor knowledge hona chahiye bus ap forex me trading kar ke ek successful trader ban sakhtey hain,,,,,,
        • #2044 Collapse

          nai koi bhi is my jitna mrzi hoi prha likha kio na ho is my kamyab nai ho sgta hy kio k is my kamyab honhy k liya ham ko bhot zeada mhanat krna hoti hy is my ham ko ya hoat hy k is ki bhi studey lyni hoti hy tab ham is ko kuch smjh sgty hy k is my ham khsy kam kr k pasy kama sgty hy is ki studey education bhot hi zead mushkil hoti hy
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #2045 Collapse

            nahi ayh bat nahi hai q k forex aik asa business hai jis main har insan trading kar skta hai or sikh skta hai aysa nahi hai k es k ye koi limitations hain or aysa bhi nahi hai k es main expernced ko he chanse milta hai es main hmain yah krna hota hai k hmain bus es ko sikhna hota hai or osk bad hum jo bhi hain jesy bhi hain trading kar ksty hain or es main achi earning hasil kar ksty hain
            • #2046 Collapse

              dear forex mein agar ap k pass achi education ho to ap is sy kamyab earning kr sakty hein q k agar ap ko forex k bary mein acha knowledge or experience hoga tabhi ap ek achy trader ban sakty hein or apni life ko change kr sakty hein is liye hard work to get success easy in forex
              • #2047 Collapse

                Education housing karne ke liye Hame Zyada Se Zyada effort Karni chahiye stock exchange ke related bhi Hamare Paas historical information oorellam hona chahiye Jisko use kar k Hum market Se Apna capital accha Hasin ya Utha sakte hain
                 
                • #2048 Collapse

                  Bro! forex trading main forex ka knowledge bohat important hai ,Iss kay knowledge kay baghair koi trader successful nahi ho sakta, Aik successful trader bannay kay liye forex trading ka knowledge aur trading ka experience hona bohat zaroori hai!
                  • #2049 Collapse

                    Nai ayk acha prha likha tarder hi acha trader nai bnta hy forex ka study sy koi talak nai hy is ka talag hard work sy hy jo hard work krna jatanata hy is my who hi os my hadshah hota y who is my pasy kama sgta yh our acha trader hota hy
                    • #2050 Collapse

                      hamain is forex main sucess hony k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur is forex main education ki koi limit nai hai is main hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur is say kam karny main bi faida ho saky ga
                      • #2051 Collapse

                        humain is main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main education kam hona croi hay humain trade kay bary main knbowkedge ho gi to kam karna kafi asn ho sakta hay magr humain low risk main kam karna ho jis say market main achi earning hasil ho sakti hay practice kar kay achy say kam karna ho ga loss km ho
                        • #2052 Collapse

                          Forex trading me kamyabi k lye genral educaeducation k sath sath forex trading ka knowledge buht zruri hy. Q k education k bghair kamyabi buht mushkil hy . Is lye education ki importance sy hm inkar ni kr skty . For this jb knowledge ho ha to loss k chances km hn gy .
                          • #2053 Collapse

                            Education kay honay ke waja say kisi b kam mai learning kay doran bohot he ziada madad milti hai . ager traders ke education achi ho tu woh trading ko b ziada achy traqay say sahi trah say samjh bohoj kar kar sakty hain aur apni trading ko ziada imporve kar sakty hain.
                             
                            • #2054 Collapse

                              Forex men high education ki zarurat ni jitni forex k knowledve ki zarurat hoti hai.
                              Education impect to har field men asar andaaz hota hai.
                              But agar koi trader high educated ho aur usse forex ka knowledge na ho to wo bhi aik succesfull trader ni ban sakta.
                              Aur agar kissi ki education kam ho aur usse forex ka knowledge ziada ho wo forex ki market ko achi tarah samajhta ho to wo aik successfull trader ban sakta hai.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                agar hum ziada educated hon gay to eska humay faida he hota hay humay forex trading main har cheez ki samajh achy say samjh aa jati hay aur humay chahiey keh forex trading kay bary main ziada say ziada learning karni chahiey tab he hum esmain future bna sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X