impact of education in success of trader?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    knowldge ho ga tab hi hum market main sucess hon gay aur is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur sucess hony k liye demo main practice karni ho gi tab hi hum sucess hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      Ye too aam c baat hae k ik kaam jo parha likha bnda kr skta hae woo un parh bnda ni kr pata aur forex trading men bnda jo parha likha hoga wo soch smj k trade kry ga jb k wo ik professional business smj k forex trading ko kry ga.
       
      • #2043 Collapse

        Is k liye Koi zaroori nhi hy k ap educated hi ho forex trading business mein ap kam education se bhi trading kar saktay han kiok forex trading business mein kaamyaab hone k liye learning knewledge experience ki zaroorat hoti hy aur is k liye educated hona Koi zaroori nhi hy
        • #2044 Collapse

          educationd parsan be trading ma loss karty ha un ko be seekna hota ha is ma education ka kio msala nhe ha aap high educationed be nhe ha to is ko seek kar kartty ha to aap acha earnkar saktyha
          • #2045 Collapse

            Education wsaie bi ak insan k lie bht zaroori ha lakn aik forex trader k lie foerex education aik lazmi shart ha .forex trade aik bht hi wasee program ha jis mn insan apni jama poonji invest krta ha is lie with out education is ko shuru ni krna chahie
             
            • #2046 Collapse

              Forex trading mn education bht hi zaroori ha agr education na ho tu kioi bbi trafe ap achi tareeqe se ni laga skte aur ap ko loss hone ka khatra ha is lor jo bi kam krn socj samaj kr au khud itimadi k sath krn ta k ap ko nafa hasil ho ske
               
              • #2047 Collapse

                Forex main apko jitna bhi experience ho ga wo kam haihai.hameln jahan kahen se koi information ya koi taleem miti hai forex ke related wo leni chaye. Business day by day taraqi kr rha hai is ley education bht zarori hai.
                • #2048 Collapse

                  education kay life ke har field mai he achy impact app ko mil sakty hain. ager traders ke education achi ho tu phir traders ko Forex trading ke learning mai b asani rehti hai aur woh achi trah say trading ke learning kar laite hain .
                     
                  • #2049 Collapse

                    is main education ki demand nai hai aur hamain market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade kar k market main run karein gay aur greed ko avoid kar k earning ho skay ig
                     
                    • #2050 Collapse

                      yah bat sahi hai magr jin ko highly education nahi hai or wo likhna pahrna janty hain tu wo bhi achy trador ban skty hain es liye forex main jo bhi work hard or manat krta hai wo aik din zaror aik acha trador ban jata hai
                      • #2051 Collapse

                        education ki koi demand nai hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum acha earn karein gay it is bes
                         
                        • #2052 Collapse

                          Bhai Dunyia k kisi bhi kaam k liey us k baary mein zyiada sy zyiada knowledge hi us kam mein map ko successful banata hyhy same case Forex trading mein bhi education and knowledge about Forex bahot zroori hy
                          • #2053 Collapse

                            Aik achy trader bannay k liay market ki learning bahut zarori hoti hai na k education ager market ki learning achi hai tu wo aik acha trader ho sukta hai lakin acha education bhe aham hoti achy trader k liay
                            • #2054 Collapse

                              kesi bhi kam ko karne ke ley proper education bahat ahmiyat rakhti hai education ke baghir koi bhi kam asani se piaye takmeel tak nai ponch pata. Education hi wo wahid rasta hai jo aadmi ko kuch hasil karne ke qabil banata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. g nahi education itna matter nahi krti jitna k tajurba krta hai km educated b zyada time or tajurby se zyada achi trade kr skty hain or zyada educated bgher tjurby or km time mein utni achi trading nae kr skty... bcz practice makes a man perfect...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X