phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    jee bilkul nakami pe insan dil chota na karey balky khud ko is kabil bnayae k dobara usy is sab ka samna na karna parey dishurt hojana acha nahe hota insan ko umeed khatam nahe karni vhaiye ache ummed rakhenge sabar karenge to sila b acha milega
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      bro mera man hai ke hume forex trade markit businiss mean kafi ache se work karna chye janab ye businiss hai or yahan hume loss or profit duno hi hota hai tu hume yahan apne emotional ko control karkte work karna chye or es tarha apni nakanmi se es mean work karna chorna nhi chye.....
      • #498 Collapse

        agar insan serious hai aur kam krna chahata hai to use himaat nahi harni chahye agar woh 1st time me nakam ho jata hai to sue try krte rehna chahye q k koi insan is dunya mai sekah kar nahi ata us liye use pehle kam ko samjhna chhye ek do bar nakam hone ke bad woh inshallah zaror kamyab hota hai yeh hamra eman hai.
        • #499 Collapse

          ji bilkul phili nakami par dil chota nhi karna chahye balke or dil laga kar kam karna chahye kon ke nkami se hi insan agli dafa galti se bachta hy.or achai tareke se kam karna seek leta hy.
          • #500 Collapse

            g han me is baat se agree krta hn k bnde ko hmat nahe harny chaye kun k hamt haar jao ge to ap loss he kro ge oe earn kbhe nahe ker pao ge so work hard and earn more and more
            • #501 Collapse

              acha maswara hay maray yar . kay pahly bar loss say himat nahe harni chaheya maray dost .is leya kay koe bhi business ho jab ap us kam ko start karo gay to pahly to loss he hota hay phir ahesta ahesta ap kamana shoro kartay hoo phir sub thek ho jata hay
               
              • #502 Collapse

                meray khayal mian forex trading main pehli nakami har kisis ko ho sakti hai,lakin koi baat nahi nakami hi tou kamyaabi ki seeri ha, agar humain forex trading main nakami ho gai tou agli bar hum ko un mistakes say door rehna chahia aur un say sabak seekna chahia
                • #503 Collapse

                  yes of course right we should not lose our hear in first failure, because every trading business is risky trading, and without taking the risk we cannot gain anything so we should make ourself confident about the trading business then we can get the success.
                     
                  • #504 Collapse

                    bilkul sahe bat ha pahle nakami pe kabhe bhe dil na harna chaie, We can say so simple NO means Next oportunity , us lie kahty hn nakami bhe aik insan ke learning hote ha nakami se he insan sikhta ha, os lie nakami men kabhe bhe mayous na hona chaie, hosgta ha us k bad aap ko kamyabi mil jai.
                    • #505 Collapse

                      start main aksar loss ho he jaata hai.is liey agar loss ho jaey to peechy nahin hatna chahiey.agar hum patience say kaam karty hain or struggle karty hain to hum is business main success gain kar sakty hain.
                      • #506 Collapse

                        app na sahi kah mare dost pahly nakmi par dil bardashta nahi hona chaye hum ko bulke aor humat kar ke trading karni chaye aor forex ke news ko study karni chaye aor market ko dahkte hoe trad lagni chaye.
                        • #507 Collapse

                          Well, kisi bhe kaam may haar or jeet chalti rehti hay, bajye iskay kay hum nakami per afsos kren, hmen chhaye k hum apni nakami k asbab ko talash kren , kyn kay ager hmen pta chal gya kay hum ki wja say nakam horhey hen tou hamri kafi problems doore hojen gen or hum aagey berh paengay.
                          • #508 Collapse

                            yes pehle loss per kabhi b himmat ni harna chaheye balkay us me note krna chaheye k usme hamara kya fault tha q k trading me loss apki apne waja se hota hai aur himmat nahe harni aur market ko blame ni karna
                            • #509 Collapse

                              aap pehli nakami ki baat kartay ho me nay yaha pay bhot baar nakami haisl ki hai lekin mjhay Allah ki zaat pay pora bharoosa tha aur me nay ye kaam kare rakha aur ab mjhay umeed hai k me ek din kamyab ho jao ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                g han ye bhi ha log aisa he karty hain disappoint ho jaty hain but aisa hona nahi chahye ye hai to risk but kabhi achy din b ajaty hain kabhi apka luck b kam kar jata ha so dont be afraid take risk do go away from trade or demo account pe karein ap if apko experience kam hai to os me disappoint nahi hongy kam se kam
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X