phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    g han ik dafa sa hemat na haren bar bar try karen aur apny experience ko ziada kareen aur apni galtion ko tehk karen ik dafa sa he ap kamyab nhn ho sakty ap jab tak loss nhn karo gy ap learn nhn kar sakty ar hamesha demo sa he kam ko shrow karo taky real fund loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      yes i agree with you and i think pehli naqaami pe hum ko dil nahi chorna chahye and i think fx trading is a high-risk business. That is certainly exactly why lots of people dont really like forex trading these people simply just anxiety and also deal the following using stress of dropping thier income.
       
      • #453 Collapse

        You are right. Emotion is bad in forex. we need to control our emotions during trading in forex. Emotion can harm us and we can loss in forex. so it's important to avoid our emotions.
        • #454 Collapse

          haan g humain apni nakaami ko dil mai nhi lena chaye hai bal k humain is mai say bhi seeekhna cvhaye hai yehe humaray liye acha ho ga warna hum ager is mai say seeekhne ki koshis nahi kren gay tou koi faida nahi ho ga
           
          • #455 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: s1234 پيغام ديکھيے
            haan g humain apni nakaami ko dil mai nhi lena chaye hai bal k humain is mai say bhi seeekhna cvhaye hai yehe humaray liye acha ho ga warna hum ager is mai say seeekhne ki koshis nahi kren gay tou koi faida nahi ho ga
            meri nazar me pehli ho ya phir aakhri hum ko apni kisi bhi nakami per dil chota nahi karna chahiye or iss business me jitna ho sake or practice and mehnat se kaam le kar iss me profit earn karna chahiye or try karte rehna chahiye ke is me kahan mistake hui jis ko me sahi kar sakta hun .
             
            • #456 Collapse

              je han app hope ko nhn choro tu app es main successful tradr ban skte ho aur app ko es amin kamayabi mislte hai aur app ko es amin boht faida hota hai so forex trading main ye boht he important factor hain app ko zrorro towajo dene hoge
               
              • #457 Collapse

                Bilkul sahi bat hai humhe profit or loss har business ka hissa hota hai humhe mayoos nahi hona chaiye agar hamara nuqsan ho raha hai bus zyada se zyada is business ke learning karni chaiye take next time humhe nuqsan nahi ho aur bus soch samaj ka trade leni chaiye.
                 
                • #458 Collapse

                  dear merey khayal say to kabhi bi nakami se dil ni harna cachea dear merey mind say to hum ko is ko bardast karna chahiye or is main or mehnat say kaam karna chahiye
                  • #459 Collapse

                    yes dear i think ke asa hota ha jab koi first time work karta ha tou dil laga ke work kar ke karta ha r jab is mein use loss hota ha tou wo kafi dishurt hota ha q ke ap is mein full dil laga ke work kar ke karte hain is liye insan dishurt hote hain......thanks
                    • #460 Collapse

                      han bilkul insan ko bar bar yahe koshish krni chaey kabu dill na harna chaey is sy insan ko faida hasil ho ga is ly sab dill laga k kam kro phr ham sab ko faida ho ga or ahm success ho jayin gayn
                       
                      • #461 Collapse

                        han ik dafa sa hemat na haren bar bar try karen aur apny experience ko ziada kareen aur apni galtion ko tehk karen ik dafa sa he ap kamyab nhn ho sakty ap jab tak loss nhn karo gy ap learn nhn kar sakty
                        • #462 Collapse

                          bohat mashoor kahawat hai k gir gir insan bara hota hai or hamesha pehli dafa nakami hoti hai lakin is nakami ka kuch log galat soch kar us kam ko chor datay han lakin unhen is bat ko dakhna chahiaye k kia bata un k nasseeb ma is sa ziada likha ho
                           
                          • #463 Collapse

                            ji ha bilkul bhi nahi harna chaye har kam mein kyu ke hm naqami hasil kr kr ke bhi bht kuch sekh lete hai js ki hme umeed nahi ho te ke hm ye kam kr skte hai ek waqt esa ajata hai k hm us kam m master hojate hain
                            • #464 Collapse

                              ji han dear new trader knowledge,practice and experience na honay ki waja sy sometime loss kar bethtay hain mger loss say kabhi disappointed nahi hona chahiye balke apni mistakes say learn krna chahiye aur forex main success k liye apni struggle continue rakhni chahiye because her nakami k baad kamyabi zror milti hai es liye 1st loss say disappointed hone ki bjai learning aur practice se apne skills and experience mein izafa krtay huwe ap forex main success hasil ker skte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                yes dear forex trading business aik business ki tarha aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye forex trading me profit earn karne me agar loss ho jae to humain dil harne ki bajae demo account me practice karni chaiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X