phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    Dear ap na both acha question keya ha to dear agr huma phale bar nakame ho jaya to hum apne dil nahi harna chayia bulkal hum na jo mestake ke ha as ko dobara na krna ke koshs krne chayai so dear phalie nakame ma dil nahi harna chayia.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      aksr is business main trader ko suron main nakami hoti ha aur aap ki life bi betr hoti ha aur aap ko is mian bht sa kamne ka moqa milta ha aur aap is main bht khush hote han
      • #1953 Collapse

        kabi b pali nakami ki waja sa kam ko nai chorna chaye balke kam ka andar nakami ki asbab ko dondna chaye k kon sa galti ki waja sa nakami howi ha. ma guszashta 6 month sa kam kar raha ho lakin ma ajj tak success hasle nai kar saka ho lakin us ka bawajod ma na himat nai hari ha balke boot zeda loss b kia ha lakin ajj ba purumeed ha k aik din zaroor success hasle kar lo ga. is lia forex par regular kam karta ho. or kabi b nakami ka bare ma nai sucha ha.
        • #1954 Collapse

          Dear sir agar aap ko first main loss ho jay to lose heart nahi hona chahayie, bilkh muzeed learning kay sath dobara koshesh karna chahayie aor es bar aap ko profit zaroor hasal ho ga, q keh es bar aap ak experience behter ho chuka ho ga.
          • #1955 Collapse

            assalamu alaikum bhai g forex me loss aur profit to aik sath hotay hai q k forex aik business hai aur business me profit aur loss is ka hissa hotay hai ap mehnat kare sath demo use kare
            • #1956 Collapse

              yes brother ap ki bat theak ha mn ne bhi sirf 20$ earn kya thy phir mughy 85$ loss ho gy phir mn ne 2 din mn ya loss pora kya or 4 din kam kar k 130$ earn bhi kya
              • #1957 Collapse

                ha g janb,,bilkul app ki baat hudnred percemnnt thek ahy janb,,i am agreewith you janb,,is mai pehli nakami mai kabhio bhi nahi dil harna cahye janb,,ok
                   
                • #1958 Collapse

                  nakami to har kisi ko kabhi na kabhi milti hia hai per kamiyab person wo ha wo apni nakami ke baad strongly come back kare aor dowbara wohi mistakes na kare iss se bande mei kafi improvements aa jati hai or wo success ki taraf nikal parta hai.
                  • #1959 Collapse

                    Assalam-o- alikum, G bilkul ye bat sahi hai k zada tar log ye sochte hain k phle bar nakam hone par apna dil har jate hai or Forex ko chor daina chate hai, magar ye b bat thk hai k agar ap ek bar nakam hone k bad dobar koshish nahi kare gaye to success ful kis tarha ho gaye.
                    • #1960 Collapse

                      har jeet to zindgi ka hissa h aksr hmary sath esa hi hota h k hm koi b kam karty h to shuru m hi loss h jata h lakin is ka ya matlab ni h k hm wo kam hi chor dy...hamy apny ap m khud etmadi peda karni ho gi tb hi hm life m kuch archive kr paya gy..thokry kha kr hi insan manzily pata h...
                      • #1961 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                        jee han bohat say log pehli nakaami key baad dill haar beithetay hain mager un ko aisa nhi kerna chahea keu keh insaan pehli baar nakaam ho ker hi succes ki manazil ki taraf barhta ha aur wo pehlay hi dill haar gaya to wo succes keisay hasil karey ga.
                         
                        • #1962 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                          bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                          ji bilkul ma apki bat se agree karta hu ke profit and lose business ke sath sath ho ta ha agar ak dafa nakami ho to insan ko har nahi man ni chahiya or forex to wase bi risky kam ha to is ko karne ke liye risk to lana pare ga hi
                          • #1963 Collapse

                            g han bhai jan ap ne bht he achi bat kahe h me ap ki bat se 100% agree hun hamen pehli nakami k bad kbi b himmat nhe harni chaiye or himmat se agy barhna chaiye loss to har business ka hissa hota h.
                            • #1964 Collapse

                              ji haa agar trader incase first time me agar loss ho jaye to use yeh dekhna chaiye ke wo kiss wajha se loss huwa hai aur wo apni mistak ko sudhare aur dubara live me trading shuru kare lekin live me trading ke time market ke daily news ko follow karke trade kare to jada achcha honga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                g han main apki baat say agree karta ho agr hum business main kamyab hona chaty hay to humain is mainloss aur profit to hota hay aur humainloss hony ki waja say dil nahi harna chaiy aur hemat karni chaiy agr humain loss hota hay aur hum apni ghalti ko cover karty hay to humain next time acha profit hasil hota hay is liay hemat karni chaiy ta k loss say bacha jay..
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X