phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    han g insan ko kabi dil nai harna chayia agar loss ho gaya hy to so what profit and loss is part of every business and you should be try again and again will get success.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      pehli nakami pe dill harne wala mere khayal koi akal mand to nhi ho sakta aik bacha b pehli bar mein he chalna nhi seekh leta wo b bar bar try karta hai so apni naakami se sabak hasil kar k us nakami ko kamyabi mein convert karne wala he zindgi mein kamyab hota hai.
      • #423 Collapse

        g bilku g agar hum nakami pe hosla haar bethe to hum kabhi b kamyaab nahi ho saktey q k nakamiyon se hi to insaan seekh kar kamyaab hota hai is liye nakamiyaan to hamaray liye kamyaabi ka zeena hai
        • #424 Collapse

          Dear Friend haan yeh baat bilkul theak likhi v hai kee aap sab ko nakami per dil nahe harna chaye kyoun ke es main apki he galti hai ager aap ko nakami hoi hai tou per khud ki galti ko lazmi check kerain ke aap say kahan galti hoi.
             
          • #425 Collapse

            ha g bilkul har trader ko es question sy lesson lina chahy k pheli nakami py kbi bi dil ny harna chahy q k esa hota h agr h agr ap phely hy nakami sy dil har jao to phr trading ny kr skty ho agr q k agr ap ko phely hy dafa ma loss ho jay to phr ap ko chahy k ap dil haryny ki bajai k ap es galaty sy koi sabak hal kro k in the future ma ap kbi bi esy time galty na kro phr ap achy trader ban skty ho
            • #426 Collapse

              jis bhai ny yeh sawal ki hia main tu yehi kahon ga zia bhai lagy rehna chaiyeh kyun kya pta ek humain humary ek hi jaga py lagy rehna or vo bhi mustakil mizaji k sath tu voo din door nahi k kamyabi humary qadam choomy gykyun agar ek chunti k agy sy rasta rook lo tu vo kya karti hai vo rasta badal k agy jati hai or bharti rehti hai agar phir sy rasta ruko tu vo phir ghum k phir apni manzill py bharti hi jati hai jab ek chunti har nahi manti hum tu phir asahraaf ul makhookat hai tu humkay har maan lyen buss lagy raho
              • #427 Collapse

                G bhai aap nay bikul sahe kaha han k hamay phali dafa mayus nhe hona chahiay kyun k aksar har kisi ko 1st time mostly loss he hota han es liya hamay mayus nhe hona chahiay
                • #428 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shangg پيغام ديکھيے
                  G bhai aap nay bikul sahe kaha han k hamay phali dafa mayus nhe hona chahiay kyun k aksar har kisi ko 1st time mostly loss he hota han es liya hamay mayus nhe hona chahiay
                  haan yaar sahi baat hai hum ko pehli baar ho ya chahy kitni baar bhi nakami kiun nahi ho jaye hum ko dil chota nahi karna chahiye mujhe be shumaar nakamiya hui hai forex me lekin mene kabhi bhi apna dil nahi hara na he mayoos hua hon me practice karte rehta hun or seekhta rehta hun .
                     
                  • #429 Collapse

                    forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall
                     
                    • #430 Collapse

                      G dear nakami to her busines main hoti ha lakin humain hummat nhi harni chahiya kun k forex trading aik risky business ha is mian market main ups and downs ki movements ati rehti hain. so we do not leave forex
                       
                      • #431 Collapse

                        yes ap bilkul sahe keh rahe hai phle nakim par trade ko chrna nahe cahye balkye aur zeyada mraket ko fallow karna cahye aur apni mistaiks ko khatam karna cahye jo phle hum ne ki the bar bar trya karne se hum aik din zaroor kamyab ho gaye gay.
                        • #432 Collapse

                          My dear friend we have to think allows positive and accept the loss because loss is a part of forex and also part of profit. If we get loss then we have to make patience and have to avoid the Emotion and then we can be go ahead.So don't be demotivate in your first loss.
                          • #433 Collapse

                            g bilkul sahi arz kia hai apn ny ki humein pehli kia kisi bhi nakami main di nhi harna chhaye pehly humein os nakami sy seekhna chhaye wo bhi hamara aik exoereince hota hai hum ye smjhty hain k hum ny kahan ghalti ki hai or hum os ghalti ko sudharty hain tu dil nhi harna chhaye
                            • #434 Collapse

                              i agree with you kis cheez ko chorna uska haal nhe ha. ap ko her mistake sa sekhna chaia agar ap proper knowledge lay kar kaam karan gay tou zaroor success hasil karan gay. olahaza regular demos laan or agay barhtay rahan
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Bilkul jnab forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay jin ki bohat si wjohat ho sakti hat ya to wo pesay kam lagaty hayya unhay trade karna he ata barhall forex ko jitna be se
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X