phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    forex trading main kaam kartay hooah agar ap ko is main nakami ho to aap ko dilbardashta nhe hona chaheay balkeh aap ko aur ziada interest layna chaheay kunkeh yahe nakami he aap ko experience dayta hay .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      choon k forex trading me loss b hota hy or bahot se log pehli bar nakam ho k dill har jaty hain to pehli nakami pe dill chota na karain or trading k bary main kuch jan k is ko profitable banaen
      • #2253 Collapse

        Gi bhai jaan ap ne bilkul thik kaha hai hame 1dafa nakam hone pe hume himmat nehi har ni chiye hume dobara koshi karni chiye hum kabi tu kamiyab ho ge forex me,.........
        • #2254 Collapse

          Koi bhi business aisa nahi hi jis main loss na ho. Loss aur profit zindagi ka hissa hain. Is leye nakami say disappoint nahi hona chaheye aur zindagi ko continue rakhna chaheye. Kuch bhi impossible nahi hy, agar hum himmat say kam lain to har cheez ko fatah kar saktay hain. Continue your learning aur practice, aik din kamyabi zaroor milay gi.
             
          • #2255 Collapse

            g bhai ap ne bilkal thek kaha main ap ki bat ko agree karta hun aksar log asay hotay hain k jin ko loss a jay to wo forex ko chor kar chalay jatay hain halan k yeh yeh un ki apni mistake ki waja se hota hai loss forex ek bht acha business hai mujhay khud pahle dafa bht nuksan hua lakin main ne himat ni hari main ab acha khasa earn kar leta hun ap bhe kabhe loss se na ghabrayin yeh to business ka hisa hain
            • #2256 Collapse

              Yes apne sahi kaha ke bahut se trader apne peheli nakami pe forex ko chhod dete he me unhe eh kahunga ki har trader ek barme sucess nehni milta to hame hamara koshis jari rakhna chahie then hame sucess jarur milega.
               
              • #2257 Collapse

                Forex ak risky business hy is main ap ko carefully se kam krna chahye, profit aur loss business ka part hn agr loss ho jay to loss se ghabraana nai chahye patience se bear krna chahye,,,,trading main loss ki bri waja greed hy greed se avoid krna chahye.
                • #2258 Collapse

                  helllo friends... i am100% agree with you. aur insan gir gir ker hi tou sikhta hai. bachpan ki hi misal le len.ek dam se tou chlna nahi a gya tha. time lgta hai. mager himat nahi harni chahiye...
                  • #2259 Collapse

                    forex business main profit aur loss sath sath chalta hy. Koi business bhi aisa nahi hy jis main loss na hota hy. Is leye nakamy say disappoint nahi hona chaheye aur himmat nahi harni chaheye. Jo dar gia woh mar gia. Is leye try try again aur apni mistakes ko repeat na karain. Kuch bhi mushkil nahi hota, bus himmat nahi harni chaheye.
                       
                    • #2260 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                      Ye baat bilkul darust hai k forex main pehli hi nakami pe frustrate nae hona chahiye or haar nae man leni chahiye,,baalky apni ghalyiyon se sabak hasil kr k koshish krte rehna chahiye,,or kbhi bhi hosla nae haarna chahiye,,i think forex main pehli nakami ko apni success ki pehli seerhee bnana chahiye...
                      • #2261 Collapse

                        Assalam O Alaikum, Kisi bhi kam main pehli bar nakam honay ka matlab yeh nahi hota hai keh aap uss kam ko nahi ker saktay hain bal keh yeh aap ko ishara hota hai keh abhi iss kam main aap ko mazeed learning aur practice kernay ki zaroorat hai.
                        • #2262 Collapse

                          bilkul my dear pehli nakami ki surat me hume himmat nahi harni chahiye balke apni ghalti se sikhna chahiye musalsal mehnat karte rahain ge tu aik na aik din success zaror mile gi so just do work hard.
                          • #2263 Collapse

                            g han bilkul thek kaha ap ne k hamen phli nakami pe dil nahi harna chahye ku k is main starting loss to hota hi hai agr is main se loss ho b jaye to is main se dill nahi harna chahye ap trading krte jayen ap ak na ak din is main se zror kamyab ho jayen ge ........
                               
                            • #2264 Collapse

                              I think here we have to give time as much as we can and if anybody is facing lose first time so he should be passionate with his working. He should not loose his hope and always try to be broad minded and strong personality. This is good and there fore just by the lose in first time people dont keep continue their busness in forex .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                g han first loose pe aap ko dil nahi harna chahie again try karen aur is ki traning attend karen to aap ko zaroor faida ho ga aik na aik din, bhu se log first loose pe dil har kar forex trading chor dete hen
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X