phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2401 Collapse

    Yes dear i agree to you hr business mai profit or loss donoo hi hotay hai lakin iska matlab ye nhi k koi b business na kiya jaye.forex trading mai b trader ko loss b hota hai or profit b.or agr loss ho jata hai to himmat nhi harni chahiye blkay apni mistake ko learn krtay huway apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
     
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2402 Collapse

      G bilkul janab phli nakami pr dil nai harna chahyay bcz kuch log ho ty hy ju phli nakami pr bht dishurt ho jaty hy or pirr har ko junoon tk ly ja kr is forum ko chor jaty hy yay un logo ki bywakoofi hy bht bari.
      • #2403 Collapse

        jee han bilkul ap ny ache bat ki ha hum ko aik bar ki nakame ki waja sy forex ko nhi choorna cheye balky apni ghalte sy hi insan ko zyada exeprence ata ha or wo apni us ghalte sy bout kugh seekhta ha forex ko es thara sy choor kar jany men humare kamyabe nhi ha hum ko apna dil ko bara kar ky business karna cheye agar hum ko aik bar loos huwa ha to next men zaroor profit hoga .
        • #2404 Collapse

          g sahi kaha ap ne wese b agar ap nakaam hote ho to is mein bari baat kya hai is market mein to ap k pese b nahi lage hote sab free hain or nakaami to hisa hoti hai kaam ka is liye try try again till you succeed.
          • #2405 Collapse

            g bilkul pahli nakami per dil nahi haran chahah keyon k starting main har trader ko loss hota hia wo seakhta hai aur is positon per buht se galtia hoti hai so humain seakhna continew karkhana chaha pehr humain is main kamyaabi mill hi jati hai
             
            • #2406 Collapse

              G bhai ap na both he achi baat ki hai forex trading main agar humain pehli bar lose ho b jata hai to humain mayos nhe hona chaye na umeed nhe hona chaye umeed pay dunia qaim hai humain agar aj lose huwa hai to koi bat nhe kal humain proif ho ga insha Allah humin try krni chaye br br aur forex ko chorna nhe chaye
              • #2407 Collapse

                hello assalam u alikum bhai jaankia haal hain ap ke? that is the right the first mistakes or the first loss should not take to hear this is the part of the business and we can get the success in the only sense if we will do the trade with the strong determination.
                 
                • #2408 Collapse

                  Duniya me insane jab bhi koi kaam kerta he to us ko us kaam me nakami to zaror hoti he Lekin us ka MATLAB nai he k WO kaam kerna hi chor de nakami k dar se
                  • #2409 Collapse

                    bilkul thik kaha hay aap na , pehly nakami par dil nai harna chahye, is ko aik chellenge samjhna chahye, aur try to move forward, agar aap dil har day gayto phir trade nai kar sakain gay, trading karnay kay liye aaap ko mindly bohat strong hona parta hay,
                    • #2410 Collapse

                      hmen kabhi bi apni har py himat nahi harni chahiye balky phir sy mehnt karni chahiye ta k hm trading me acha profit hasil kar sakyn.aksr logun ko jb first time he iss me loss hota hy to wo haar man layty hn or trading chorny ka faisla kar lety hn esa nahi krna chahiye balky himat sy kam lena chahiye
                      • #2411 Collapse

                        Ggggg saaaaahhhhhiiii aaaakaaahhaaa hhaaaiii jnaaaabbbbb uuu neeeeeee jnaaaabbbb gggggg
                           
                        • #2412 Collapse

                          jee jaab main ap ki is bat say ouht he zyda agree karta hun ap nay bilkul he theak k ha ahaiis onjlinje bunnsiemain pl og bouht he zyda kaamaayb ho ksaty hain
                          • #2413 Collapse

                            Jii ha agar phli bar tarding main humy loss ho jata hai tu humy dil nahi harna cahye kun ke hum iss business main ahita ahita hi succes ski janab jaty hain ap us mistake se jiss waja se loss hua kuch sikhain aur bad main ap asni se apni tarding se loss ko recover kar sakty hain aur acha profit bana sakty hain.
                            • #2414 Collapse

                              ham main sa mostly log satrt main thori c investment kartay hain aur agr market thori c b against jaya tou un ka account wash hu jata hai aur woh samjtay hain k forex main sirf loss he hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2415 Collapse

                                ji han forex ke business me nakam ho bhi jaye to dil chota nahi karna chahaiye kiun ke forex ke business me dil harne wale ko kabhi is business se kamane ko milta he nahi hai forex ka business aik alag business hai is me mehnat ke sath agey barhna chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X