phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3001 Collapse

    bhai jaan ap ka sawal boht acha hy is mn ap ki bat bilkual thek hy is mn ap ko agar nakami ho tu ap hemat na herny is mn agar ap ko ak dafa na kami hogi is k bad agar ap hamat nhn harney gy tu next ap loss nhn aye ga ....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3002 Collapse

      aap ko is ma pahile bar to loss zaroor hota ha ow is liay kay aap kay pass kam knowlged our invst hota ha to aap is ma kio mstak kar laty ha jis ki wja sa aap ko loss ho jata ha is liay aap ko pahlie bar loss honay par tansan nhe lane cahay our dil sa mhanat karne caahy tak aap ko is ma profit hasil ho jay
      • #3003 Collapse

        G han esa he hota he jab new user yahan ata he to us ko bus profit ke lagi rahti he magr loss bhe to trading ka hisa he . loss se bachny ke lai buhat sary knowledge or technique sekhny lazmi hen. or e khas baat k logon ko patience to bilkol nahen he trading ate he ye sumjhty hen ke market humari hen magr asa nahen he yahn experinced log bethy huwy hen un se kuch sekho us k bad ahist ahista trading start karo insha aalah profit he profit hoga .
        • #3004 Collapse

          G ha Forex trading business me nakami ya success hona part of business hai hum traders ko nakami per means kisi b loss ker dil chota ya mood kharab nai kerna chahye hum ko trading kerte rehna chahye or losses k sath profits hote rehte hain bus mistakes ko repeat nai kerna chahye lesson lena chahye or me apni trading me mistakes ko repeat nai kerta jis se meri trading achi hoti ja rahi hai.
          • #3005 Collapse

            Forex mein nakami bar bar nhi hoti or nakami sy hum kamyab hoty hein ager forex mein successful hona ho to aksar nakamyun ka samna karna parta hy or yehi hamara experience brahti hein or hamyn patta chalta hy ky kahan hum ny mistake ki or next humyn hamari nakami sy hamyn itna experience ho jata hy ky phir hum sy koi mistake nhi hoti or yun hum forex ky successful traders ban sakty hein or earning kar sakty hein
            • #3006 Collapse

              bhai g mn ap ki bat sy bilkul agree krta hn agar hamein loss hota ha to hamein hommat nahi harni chaheye . lakin pehli bat to ye ha k forex trade mn loss us waqt tk nahi hota jb tk hm is trade mn lalach nahi krty . agar hm lalach karein gy to phr hamein loss ho ga.
              • #3007 Collapse

                Dear friends, kuch logo ko zeada experience nai hota aur wo trading start kar detay hain..as a result un ko loss ata hay aur wo mayos ho k trading chor detay hain..un ko chaheay ko k mayos na hn aur forex ko achi tarah learn karain, us k bad trading karain...es say loss k chances kam hn gay.
                • #3008 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  bhtt sa log phli nakami pa dil har k forex ko chor data han ma yahe kahun ga k try try again ak din ap successful zaruru hoga
                  bilkul sahi kaha, forex m har zyada dair tak nhi rhti akhar aik din kamyaabi mil jti hai. aur ku bahtar plan bana kr trade krni chahye jo ap ku success kre.
                   
                  • #3009 Collapse

                    forex m jeet or har dono he lakin is me darne ki koi bat nhi h ap hosla rakhe yaqeenan ap bahtar krne me kamyaab hu jao ge.
                     
                    • #3010 Collapse

                      g bhai bilkul ap ne thek kaha hai forex me aksar start me loss hota hai or kai bar hota hai es nakami se ham ko himat nhi harni chahye bakah mazbooti se apny emotions par control rakhna chahye aik din asa zaror ata hai jab ap apni mistakes se sekhty sekhty kamyabi ki manzil paa lety ho
                      • #3011 Collapse

                        Dear yeh aap ki souch hai k forex mein jo enter hota hai wo usy assani se chor sakta hai , pheli nikami ho ya daswi jo is mein enter ho jata hai usy apne tamam khawab pure hote nazar aty hai , yeh aik aesa business hai jise mein work kerne wala apne khawab pure kerne ki laluch mein rheta hai hamesha itni gledi chorna possible nai.
                        THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                        • #3012 Collapse

                          yes dear mn aap ko batana chahta hun kih q kih new trders hazraat jo kih pehli dafa lalach mn aker jald baazi ka muzahira kertey hen or phir un ko loss ajata h to wo pehli nakami per bahut pareshaan ho jatey hn or kuch to trading chor detey hn aisa ni kerna chahiye balkih hume chahiye kih hum demo account per practice ker achi tarha trade karen or achi earning ker saken...............
                          • #3013 Collapse

                            Dear members kbhi b apni nkami py dil ni harna chaiey bl k dat k muqabla krna chaiey agr apko forex me nkami ho jati hai to dil harny k bjay dil mazbot kr ky work again krna chaiey life me bht nkamio ka samna hota hai iska mtlb ye nhi k life he chor den har nkami ka muqabla krna chaiey agr forex me nkami hoti hai to chorna ni chaiey
                            • #3014 Collapse

                              g bilkul hamein apni pehli nakami pa dill nhe haarna chahiye q k insan haar kr he successful hota hai or iss trha jo success hasil hoti hai wo insan ko andar sy sershar kr deti hai jesa k failure is the first step of success so dont to be disheart and try again and again tilll your success and make a recordable success
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3015 Collapse

                                Ye baat bilkul theek hai k hum ko apni pehli nakaami pay dil nahi haarna chahiye aur foex main naakami hum ko loss ki soorat main hoti hai aur phir log mayus ho k iss ko chorr jaty hain forex main ager ap ko kamyab hona hai to iss main lamby time k liye in rehain ta k ap ko experience hasil ho iss liye start main hamaisha stop loss laga k rekhain aur choti lot size 0.01 se start lain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X