kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    g han blkul ... forex trading may mental streess hmari trading ko bht nuksan phncha skta hay ... is say yaa hoga k hum apni trading ko sai trah say ni kar skay gay and at the end hamay loss say guzarna paray ga ... so the best thing is to take rest and then trade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Everyone can suffer a loss in trading. It is not possible at all that there is a win-win situation for traders. Most of the traders loose only. So, whenever you enter into the market you should be prepared for the loss.
      • #993 Collapse

        Jee bhai jaan bilkul hume is kaam me hamara meental stress kafi mazboot hona bohat zaroori hai hume chayye ke hum jab bhi tarde karen to apne mind ko relax kar ke karen......
         
        • #994 Collapse

          App life main koi bhi kam karain agar us main aap ko mental stress hai tu aap woh kam achi trarhga sa nahi kar paien gay ur ulta aap ko us main bohat ziada loss k bhi chances hain so chahy yah trade hi q nah ho is main aap ko active rahnay ki bahad zrurat hoti hai so main tu yahi kahun ga k bhai log mind fresh rakho kam karty waqt ]
             
          • #995 Collapse

            Yes my dear forex trading ki is online working main mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha so is liya humy chaheya k hum forex trading main us time working kare jab hum free ho or hamara mind fresh ho asa karna say humy ya faida hoga k hum forex trading ki is online working main lose na hoga or na koi trading main mistake hogi.
             
            • #996 Collapse

              jub insan metally stressed hota hai to sirf trading nahi us ki apni life pe bhhi bhut asar parhta hai na sirf usko trading mein loss hosakta hai balkay life ki bahut se relations mein bhi hota hai isliye mere hisab se trading us waqt karni chahiye hai jub mind free ho stress mei her kaam taalnay walay hote hain aur wo nuksan kar sakte hain
              • #997 Collapse

                Asalam o alikum i am new on this platform i am a student and i experienced many way of earning but i like forex most ge han bilkul agr ap ko mentally stress hai tow ap forex par kam nahe kar saktay q k ya fresh mind k leya hain kam or is main hard working ki bohat zaroota hoti hai
                • #998 Collapse

                  bilkul g mental stress apkay kam ko bohat hi zayada effect karti h q k is say aap k mind pa burden bohgat sa ho jata ha aur aaap apna kam lagan say nahi kar paty aur hosakta ha is tarha aap bohat sa losss karwa lo so mind lkofresh kar lo hamaisahha kam karny sa pahly is main aap hi ka faida ha ...
                   
                  • #999 Collapse

                    mind ka relaxable hona hamari trading life pr impact krta he agr ham es me theek performacne pey gy to hamra es me good aor acha response be ho ga es le try kro ky ham ko best se best working ke le try me hard or sakht kam krna ho ga taky es ka expereince be good aor acha ho es me learn krne ka
                    • #1000 Collapse

                      Bhi jan eska to bht zyada asar hota h zahir jab apki koi lotjo big lgay ho to loss ma cutho jayto merykhyeal se to ap to yhe khain gy na yr bas aaenda se ni krni h trading bas chor deni ha ab...p
                      • #1001 Collapse

                        yes why not ,if we will do the trade with the mental stress then it is the guarantee that we cannot get the success in the forex that is why never trade with the mental stress then you will get the success
                           
                        • #1002 Collapse

                          j han bhai q nhi qk ham koi bhi bussnis krte hen tu us me zahir c bat he ham ager fresh mind ho kr kam krenge tu ham usko thk se sarinjam de sakhte hen trading bhi ek esa hi bussnis he trading me thori c bhi mistake hamen kafi loss k trf le ja sakhti he
                          • #1003 Collapse

                            kuch kaa aisa huta hain jin main mently streesss kaaam kr jate ha wrna aksar asa he huta haa ka mently stress insan ko tabah barbad kr dete ha stress ka time aap ka demagh thk sa kaam ne krta ha ur aap ko chezain dekhain smjhna m kafe dushware a skte haaa is liye mera aap sa mashwera haaa kaa aaap mently free hu ka kam krain
                            • #1004 Collapse

                              ji haan bilkul trading krtay we hamain chiay k hum apny mind ko ake dum fresh rakain ta ke hum trading pe focus kr sakin. isliay mind k sharp hona and trading skills hona bohat important hy yaha pe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                G nahi hum stressed mind se achi trading nahi kar sakte aesi condition mein hum ache faisle nahi kar sakte hai is liye humain fresh mind k saath trade karni chahain aur trading ki waqat trade per focus karna chahain is se trading k result ache rehe ge aur hum acha perform kar sake ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X