lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Dost muje lagta hai ke lalach ziyada nuqsanan deh ho sakti hai.. q k hum jitni ziyada lalach ke chakar main rahen ge to humain utna hi ziyada loss b ho sakta hai.. Lalach burri bala hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      both are the harmfull in the Forex trading. because the conclusion is the form of loss. so, escape from the loss we should control our mentel sense and emotional feeling. that a man insist on greed and fear. if we success to control this then we can protect ourselves from loss.
      • #633 Collapse

        Trading mein lalach ziada noksan deta hay kyon keh jab ham trading mein lalach kerty hain tu lalach mein aa ker bari trade laga lety hain aur es ka bara noksan us time hota hay jab trading ki market trade ke bilkul ulaat ho jati hay
        • #634 Collapse

          my dear lalch aur khof jb k ye dono chezen nuksandeh ha lekin lalch zada nuksande ha kunk lalach se na sirf insan ka apna nuksan hota ha balke is s dosre ka b nuksan hota ha is lalach s khud b bacho aur dosron ko b bachen.
           
          • #635 Collapse

            mery khayal sy dono cheezan hi nuqsaan dy hain ager hm lalach sy kaam karty hain tu hm apni jo b investment ha wo b loss kar dyty hain aur ager khoff k sath kaam karty hain tu hm achy trader kabhi b nai ban skty
             
            • #636 Collapse

              some time hamain market ka khof hota hai k hamain loss na ho jay is se hamain zyada loss nahi hota hai is ley greedness zyada haman loss deta hai is ley haman lalach nahi kkerni chaye jis se ham safe rah sekty hain.
                 
              • #637 Collapse

                forex tradind main zayada lalach krne aur zayada khouf say bhee nuqsaan ho jata hai sb aik trader zayada kamany k chakkar main lalach krne lg jata hai to usay loss ho jata hai jb loss ho jata hai to wo preshan ho jata hai.
                • #638 Collapse

                  jab hamain loss ka khof ho jata hai to hamaiini is men trading kerna difficult ho jata hai or is se hamain trading thek nahi hoti hai or loss ho jata hai but lalach kerny se hamain trading men zyada loss hota hai kion k ham zyada ki try men loss khaty hain.
                     
                  • #639 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                    in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                    Mery khyal main dono he humary liey nuqsan dai hay humay chahiey keh hum en dono ka use na karen aur enkay chakar main na pary to hum forex trading say acha profit gain kar saakty hay.
                    • #640 Collapse

                      Greed always brings loss for a forex trader. so it's important to control our emotions and greed in forex business for become a good and successful trader. Thank you for the asking.
                      • #641 Collapse

                        mere bhai khoof zaida noksan dye nahi he jitna k paisa kamane ka lalalch noksan dye he is lye mere bai hum ko thande damag se kam nahi lyena chye or lalach nahi karna chye
                         
                        • #642 Collapse

                          trading ke doran dear mery khyal se dono hi boht zada nuksan dety hen ham logo ko in dono se bach na chye ye hamry liye boht best hoga ham log lalach me per ke boht sa nuksan karwa sakty hen is liye ham ko lalach se to khas tor per bachna chye.
                          • #643 Collapse

                            bhai yeh dono he nuksaan ka sabab banti hain ager app ko loss ka khauf hai to app trade he nahin kar saktay aur ager lalach paida ho gaye to app kabhi bhi profit earn nahin kar saktay isi liye low risk lo ziada kay chakkar galat trade open na karo.
                            • #644 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                              in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                              khof sey ziada lalach aik insan ko ziada loss main ley jati hai wo is khayal main k aur ziada kama lain gey apnye profit ko bhi ganwa baithtey hain isliey lalach sey bachna chahiey.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                We have a lot of emotions in our mind. Among then greed is a enemy for us in forex business. Greed brings always a big loss for us. so we need to control our greed.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X