lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    lalach zaida nuqsan dy hai q k apko lalach hi wo buri cheez hai jo nuqsan me dalti hai .. is lie apko chye k ap hard work kro and greed me na ajao.. greed as you know apka loss hi krwata hai .. khof bhi nahi hona chaiye as forex is risky so you have to take some little risk to earn..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      lalach zyada nuksan de han jo aap ke business ko tabah aur barbad kr deta ha lalach bht buri bla ha is se aap ko bachna chaiye ta ke aap bht sa profit hasil kr sken
      • #1383 Collapse

        forex me i thik lalach ziada nuksaan de skti ha g is forex businuss me ak trader agr lalach rakhta ha to wo is me loss kr skta ha is lie cool minded ho k trade krni chahye forex me is lie is me lalach na kro agr loss se bachna chahte ho to.....so i think so
        • #1384 Collapse

          lalach buri bala hay agar ap apni lalach ko control naheen kar paty hain to ap is site kar kaam naheen akr skaty hain is main kaam karny k lye apko sab rules ko follow akrna hota hay or aik lalchi insan isko follow naheen kar sakta so mery khayal say lalach hmara bara dushman hay is main
          • #1385 Collapse

            • #1386 Collapse

              agar app loss is
              bachna chaty ho Dear app ko forex Trading main
              bohat c bato ka kiyal Rakna pari gha
              • #1387 Collapse

                Jab hum lalach kartey hain to humein khoff yani dar lagta hai jiss ki waja say hamara loss ho jata hai hum forex mein lalach hi nahi karni chahiye ager hum lalach kar rahey hain to hum market ka pata hona chaiye jiss say hum apna loss bhi bad mein recover kar saktey hoon
                • #1388 Collapse

                  agr ap trading my lalch nahi krty ho aur khauf duno sucess k dushman hain q k in duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai jub key khauff ki waja se insan himmat he ni karta to duno mai trading karna na mumkion hojata
                  • #1389 Collapse

                    dear in view greedy and fear both are harmful in our forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time
                    • #1390 Collapse

                      mery khayal main lalach se hmy ziada nuqsaan hai . hota ye hai k agr hm ne trade ki aur hmy profit hoa to hm is lalach main par jaty hain k ab aur trade kry aur agr trade ult gy to hmara na sif profit bal k hmara bounus bhi chala jata hai
                       
                      • #1391 Collapse

                        Dear friend forex trading business mein lalach asur khof inn donon cheezon mein say aik cheez lalach bohat ziyada nuqsaandey hai kiyunkey agar hum lalalach na karein tou humein loss bhi na ho tou phir humein khof kis baat ka ho.
                        • #1392 Collapse

                          i guess greed and fear are both harmfull in our life as well as in forex trading. because in trading some times we get loss only bacause one of these two reasons so the moral is be carefull about these two bad things.
                          • #1393 Collapse

                            i think 2no he nuqsan ponchahti hain . es liye insan ko na to zaida lalach karni chaiye or na he zaida khof zada hona chahiye....
                            • #1394 Collapse

                              lalach ziafa nuqsan den he qk lalach se hi log bigarte he r une bd me bara loss hota he qk vo apne kam me ache se tawajo nai dete jis ka asar unk kam pe parta he.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                I think trading mai khoff say zyada nuksan lalach say hota hai q k lalach kr k trader bss earning mai lg jata hai aur phr trading krty huay voh forex trading k rules jo usny khud bnaye hoty hain torta hai ta k zayda profit earn kr sky aur ise chakar mai sara capital lose kr daita hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X