lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1396 Collapse

    mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader laluch karty hain or baz nahi karty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1397 Collapse

      mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader laluch karty hain or baz nahi karty hain.
      • #1398 Collapse

        forex trading maiin lalach sab sa zayda nuqsaan dy hai kun k forex trading main ap jab lalach karty hen to ap ykeenan loss ko invite karty hen .forex aik risky business hai is lye ap ko is main lalach nahi karna chahye ta ky ap forex main best trading kar saken or loss sa bachy rahen .
         
        • #1399 Collapse

          g bhai jan is kam may lalach buht nuksan deti hy q k hum jitna ziada lalach kary gy tu humari luck hy k humay us may profit hu ya loss is liye humay lalach sy kam ni karna chahye humay apny zahen sy kam lena chahye ta k humay profit hasail hu.
          • #1400 Collapse

            my dear apne acha qustion kiya greed or khoof dekha hay to donon he nuqsan day hain agar hum greed karen gy to bhi humen loss hoga or agar hum khof say trade karen gy to bhi loss he hoga so humen greed of khof ko apne mind say nikal ke he trade kerna chahiyea
            :(
            • #1401 Collapse

              bht acha sawal hai..lalach and dar forex mn side by side hn..aur ye dono he rehte hn us waqt jab hum trading krte hn..is ki wja ye ho sakti hai ke humain lalach to hoti hai ke paise zyada aye saath mn dar hota hai ke loss na ho jaye , means ye dono feeling rehti hn trading ke waqt....
              • #1402 Collapse

                ascha sawal hai janab bohat acha mery khayal me lalach b bure sheez hai or khoof b dono ko apko khtm krna hoga forex me forex apke skill improve krte hai lalch jse chezyn apko khtm krni parte hai isley yah zaroori hai k dono chezoon ko ap khtm kr dain
                :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                • #1403 Collapse

                  bhai ham ager ksi bussnis me profit earn krna he tu hamen chahiye ham pehle uske bare me thk trh se amjhen and achai khasi jan kari hasul kren tab hi ham us me profit bhi earjn krne and trdaing ko bhi ham, pehle smjhen tab hi kam kren qk ye ek riski bussnis he
                  • #1404 Collapse

                    greedy is the main cause of loss in forex trading business. in forex trading business if we become so greedy we must fall in loss in our trading. to become success in forex trading business we need to avoid greedy.
                    • #1405 Collapse

                      my best friend apnr bhut hi acha swal kiya hai man is k bary main ye kaho ga jo insan lalach karta hai os ko nuqsan hi huta hai kehty hai k lalach bhut hi buri bala hai mane kai dafa lalach ki hai muje nuqsan huwa hai bhuy dafa lykin bachne ki koshosh karta hu
                       
                      • #1406 Collapse

                        bhai g mery khyal sy laalach ziyada nuksan dy hai agar forex business me laalach krengy to humy bahot loss ka samnaa krna parta hai is leye humy laalach sy bachny k leye manhnat sy kam ly k humy success hasil krni chahy
                        • #1407 Collapse

                          khof zida noqsan de hay insan k lye ap forex trading me jab forex trde karte hay tu ap ko lalach bhi nahi krne chae app k lye best hay ap itmnyan se work kare jald bazi na kare lalach na kare
                          • #1408 Collapse

                            Jahan tak mera khayaal hai laalach zyaada nuksaan de hai kyoon jo insaan khofzada hota hai woh karobar kerta he nahin mager jo laalach kerta hai woh apna maal zaaya ker k udhaarmaang ker bhee forex mein lagata hai aur jab nuksaan ho jata hai to gher kanooni taraakon say bhee kaam kernein ke koshish kerta hai.
                             
                            • #1409 Collapse

                              is kaam mein to khauff ki koi jagah he nahi hai kiun ke is mein kissi cheez ka koi khauff nahi hai agar daro gay to maro gay aur lalach jo hai agar wo karogay to bhi marogay nuksaan dono mei hai isliye dono cheezain he bahut nuksan day hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1410 Collapse

                                forex main ziada nuksan greed karnay walo ka he hota hai forex trading main jo log shortcut kay chakro main greed kartay hain to wo hamesaha kisi na kisi tarah ka nuksan he utahtay hain jab kay kuch log trading kay doran khof ka sheekar ho jatay hain aur wo apny khof ke waja say achy time par achi investment nai kar patay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X